sksaini4
Ustaad ae Shayari
Rau: 853
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414 Member Since: Apr 2011
|
|
|
सेंकने का आग तो तेरा बहाना है |
सीधे -सीधे बोल मेरा घर जलाना है ||
खोट आँखों में लबादा सूफ़ियाना है |
आज सब को एसे फ़ुक़रा से बचाना है ||
वो करे क्या तब्सिरा मेरे ख्यालों पर |
काम जिसका सिर्फ़ बस खाना- कमाना है ||
खिड़कियाँ टूटी हैं उनसे झांकते हैं लोग |
क्या करूँ मुश्किल ग़रीबी को छुपाना है ||
मैं सियासत क्यूँ करूँ मेरा नहीं ये काम |
मेरा मक़ि्सद तो फ़क़त पढ़ना-पढ़ाना है ||
मेरे बच्चों को मिलेगी आज बिरयानी |
आज मेरे घर कोई मेहमान आना है ||
वास्ता वो क्यों भला रखें महब्बत से |
शौक जिनका दूसरों को बस सताना है ||
वो करे धंधा निभाये या कि रिश्तों को |
घर उसे आख़िर को अपना भी चलाना है ||
आप बेटी लें न लें है आपकी मर्ज़ी |
पास मेरे बस ज़रा सा बारदाना है ||
मैं उछलता हूँ ज़रा सा प्यार पाते ही |
लोग समझे हैं मिरा दिल आशिक़ाना है ||
डा० सुरेन्द्र सैनी
Senkne kaa aag to teraa bahaanaa hai. Seedhe-seedhe bol meraa ghar jalaanaa hai.
Khot aankhoN meN labaadaa soofiyaanaa hai. Aaj sab ko ese fuqraa se bachaanaa hai.
Vo kare kyaa tabsiraa mere khyaaloN par. Kaam jiskaa sirf bas khaanaa-kamaanaa hai.
KhidkiyaaN tootee haiN unse jhaankte haiN log. Kyaa karooN mushkil ghareebee ko chhupaanaa hai.
MaiN siyaasat kyooN karooN meraa naheeN ye kaam. Meraa maqsid to faqat padhnaa-padhaanaa hai.
Mere bachhoN ko milegee aaj biryaanee. Aaj mere ghar koi mehmaan aanaa hai.
Waastaa vo kyoN bhalaa rakheN mahabbat se. Shauk jinkaa doosroN ko bas sataanaa hai.
Vo kare dhandhaa nibhaaye yaa ki rishtoN ko. Ghar use aakhir ko apnaa bhee chalaanaa hai.
Aap betee len n len hai aapkee marzee. Paas mere bas zaraa saa baardaanaa hai.
MaiN uchhaltaa hooN zaraa saa pyaar paate hee. Log samjhe haiN miraa dil aashiqaanaa hai.
Dr. Surendra Saini
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
mkv
Guest
|
|
«Reply #1 on: January 31, 2012, 05:26:37 PM » |
|
Bahut khoob Sir ek se ek badhkar ash'aar.. मैं उछलता हूँ ज़रा सा प्यार पाते ही | लोग समझे हैं मिरा दिल आशिक़ाना है || kya baat hai..vaaaaaaaaaaaah
|
|
|
Logged
|
|
|
|
injured.warrior
Guest
|
|
«Reply #2 on: January 31, 2012, 07:26:50 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Sadiq Rizvi
Guest
|
|
«Reply #3 on: January 31, 2012, 07:41:43 PM » |
|
MaiN uchhaltaa hooN zaraa saa pyaar paate hee. Saini ka dil log samjhe aashiqaanaa hai. Saini saheb khoob kaha hai Allaah karey zoor-e-qalam aur zyaada
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sksaini4
Ustaad ae Shayari
Rau: 853
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414 Member Since: Apr 2011
|
|
«Reply #4 on: February 01, 2012, 06:52:19 AM » |
|
Mukesh ji bahut bahut shukriya
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sksaini4
Ustaad ae Shayari
Rau: 853
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414 Member Since: Apr 2011
|
|
«Reply #5 on: February 01, 2012, 09:52:12 AM » |
|
Warrior ji bahut bahut shukriya
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khujli
Guest
|
|
«Reply #6 on: February 01, 2012, 10:34:48 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sksaini4
Ustaad ae Shayari
Rau: 853
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414 Member Since: Apr 2011
|
|
«Reply #7 on: February 01, 2012, 11:51:51 AM » |
|
Saadiq saheb dil se shukriya
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sksaini4
Ustaad ae Shayari
Rau: 853
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414 Member Since: Apr 2011
|
|
«Reply #8 on: February 02, 2012, 05:04:39 AM » |
|
Qalb saheb bahut bahut shukriya
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sksaini4
Ustaad ae Shayari
Rau: 853
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414 Member Since: Apr 2011
|
|
«Reply #9 on: February 02, 2012, 06:48:42 AM » |
|
Sabhee ghazal padhne waalon kaa shukriya
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sksaini4
Ustaad ae Shayari
Rau: 853
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414 Member Since: Apr 2011
|
|
«Reply #10 on: February 02, 2012, 09:07:12 AM » |
|
Sarfira ji bahut bahut shukriya
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sksaini4
Ustaad ae Shayari
Rau: 853
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414 Member Since: Apr 2011
|
|
«Reply #11 on: February 03, 2012, 04:51:21 AM » |
|
Qalb saheb bahut bahut shukriya
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
sksaini4
Ustaad ae Shayari
Rau: 853
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414 Member Since: Apr 2011
|
|
«Reply #13 on: February 03, 2012, 11:59:35 AM » |
|
Khwish ji shukriya
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|