this for my bestii -@ Mitu Darling @

by niru@patel on September 30, 2017, 08:15:57 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1077 times)
niru@patel
Shayarana Mizaaj
**

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
17 hours and 57 minutes.
Posts: 69
Member Since: Aug 2017


View Profile
Reply with quote
("Kabhi kabhi zindagi ke kuch pal itne khas ban jate hai,ki woh humse hamesha ke liye jud jate hai aur na chahte huye bhi woh humse dur chale jate hai ,phir kuch yaadien is dil me is kadar sama jati hai ki zindagi ke har mod par woh lamhe yaad aate hai")
----------------------------------------------------------------------------------------------

Aankho me sapne aur dil me naye armaan liye,
ek safar me chal padi he tu, bina kisi ka saath liye,
Raaste me kuch naye chehro se mulakaat ho jayegi,
Phir to wo aise dost ban jayenge, jaise ham the,

ek saadi me mile ham aur intfak se Is safar ki shuruaat hui,
phir to Jaan se bhi pyari dost ban gayi tum,
Ek dusare se dil ki saari baat karte the,

Zindagi ke un palo ko bhi hamne saath jiya tha,
Jin palo ne khushi aur gam dono se mulakaat ki thi.
Wo lamhe jo ab laut ke nahi aa sakte,
Wo lamhe jaha hum chaah ke bhi nahi ja sakte.

Ek dusare ke dil ki baat hum bina kahe jaan lete the,
ek dusre ko chidana, vo face ka blushing ho na
meri pagal panti ko saharana,
vo vadapav ki partyiya karana,
Wo lamhe jo ek dhundhali yaad ban jayenge,
Wo lamhe jo ek yaadgar kitab ban jayenge.

tut kar bikhar gaye the ham tumne hame sambhala,
hautho pe mere pyari si muskan di,vo yadgar lamhe diye.

Ajeeb the ye lamhe jisme hum hase bhi aur roye bhi,
Ajeeb the ye lamhe jisme kuch paya bhi aur kuch khoye bhi.

Wo lamhe jo meri zindagi ke anmol pal ban gaye,
Wo lamhe jo mere gujre huye kal ban gaye,

Ek dost ko kho kar, tumhe paaya aur ab vapas dost ko kho rahe he ham,
In lamho ko ek yaad bana ke apne Dil me basa lungi,
aur jab yaad aayenge ye lamhe,to num aakho ke sath phir se muskura lenge ham,,

@ Miss U Dost @


Note : Original Write by Ashutosh Sharma



Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Hello Darling............. by prempagla in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2 3  All »
My Darling ... by NewYorker in SMS , mobile & JOKES
Darling (Your's Raaj) by Raajbornonlyforyou in English
darling...............A.B by adil bechain in SMS , mobile & JOKES
Tu to Meri Darling Mona hai,,,,,, by pawan16 in Shayri for Khumar -e- Ishq
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012


View Profile
«Reply #1 on: September 30, 2017, 09:09:11 PM »
Reply with quote
("Kabhi kabhi zindagi ke kuch pal itne khas ban jate hai,ki woh humse hamesha ke liye jud jate hai aur na chahte huye bhi woh humse dur chale jate hai ,phir kuch yaadien is dil me is kadar sama jati hai ki zindagi ke har mod par woh lamhe yaad aate hai")
----------------------------------------------------------------------------------------------

Aankho me sapne aur dil me naye armaan liye,
ek safar me chal padi he tu, bina kisi ka saath liye,
Raaste me kuch naye chehro se mulakaat ho jayegi,
Phir to wo aise dost ban jayenge, jaise ham the,

ek saadi me mile ham aur intfak se Is safar ki shuruaat hui,
phir to Jaan se bhi pyari dost ban gayi tum,
Ek dusare se dil ki saari baat karte the,

Zindagi ke un palo ko bhi hamne saath jiya tha,
Jin palo ne khushi aur gam dono se mulakaat ki thi.
Wo lamhe jo ab laut ke nahi aa sakte,
Wo lamhe jaha hum chaah ke bhi nahi ja sakte.

Ek dusare ke dil ki baat hum bina kahe jaan lete the,
ek dusre ko chidana, vo face ka blushing ho na
meri pagal panti ko saharana,
vo vadapav ki partyiya karana,
Wo lamhe jo ek dhundhali yaad ban jayenge,
Wo lamhe jo ek yaadgar kitab ban jayenge.

tut kar bikhar gaye the ham tumne hame sambhala,
hautho pe mere pyari si muskan di,vo yadgar lamhe diye.

Ajeeb the ye lamhe jisme hum hase bhi aur roye bhi,
Ajeeb the ye lamhe jisme kuch paya bhi aur kuch khoye bhi.

Wo lamhe jo meri zindagi ke anmol pal ban gaye,
Wo lamhe jo mere gujre huye kal ban gaye,

Ek dost ko kho kar, tumhe paaya aur ab vapas dost ko kho rahe he ham,
In lamho ko ek yaad bana ke apne Dil me basa lungi,
aur jab yaad aayenge ye lamhe,to num aakho ke sath phir se muskura lenge ham,,

@ Miss U Dost @


Note : Original Write by Ashutosh Sharma




Thank you for sharing.
Logged
suresh narang
Guest
«Reply #2 on: October 05, 2017, 05:42:33 AM »
Reply with quote
बहुत खूब
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 12, 2024, 07:44:11 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.106 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8507 Real Poets and poetry admirer