Bhaad Mein Jaaye Aisa Samaajh,.

by Jaanasheen on February 23, 2018, 07:21:50 PM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 1340 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile




Aur Aap Kehte Ho LOG Kya Karenge Samaajh Kya Kahega,.

Dekho Yehi Hain Wo LOG, Wo Samaajh,.

Jo Ek Bhooke Aur Bebas Aadmi Par Zulm O Sitam Karta Hai, aur Use Maut Ke Hawaale Pahooncha Deta Hai,.

To Aap Kehte Ho Is Samaajh Ki Main Parwaah Karoon Jahaan 15 20 LOG Ek Aadmi Par Hamla Karte Hain,.

Waa Re Samaajh Ke Thekedaaron, Waah,.
Tum Chahte Ho Main Aise Samaajh Ki Izzat Karoon,.

Jahaan Ye Nahi Dekhte Ki Halaal Kamaa Raha Hai Ya Haraam.

Magar Ye Dekhte Hain Ki Kamaa Kitna Raha Hai,.

Aap Chahte Ho Main Us Samaajh Ki Parwaah Karoon, Jahaan Lootne Waale Poori Bank Loot Kar Bhaag Jaate Hain,.
Aur Bhooke Gareeb Ek Roti Ke Liye Apne Khoon Ko Paseene Mein Baha Dete Hain,.

Jahaan Kutton Ko Doggy, Puppy Banaake Ghar Mein To Rakhte Hain, Magar Maa Baap ko Saath Rakhna Pasand Nahi Karte,.

Ye Hai Samaajh,.
Ye Samaajh Tumhe Hi Mubarak,.

Main To Azaad Hi Rehna Pasand Karoonga Aise Samaajh Ki Qaid Se,.

*Abdul Azeem Azaad,.*

#Abdul_Azeem_Azaad,.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Jis Khowab mein ho jaaye by waheed_rose2004 in Shayri-E-Dard
KOI AISA AA JAAYE by Jiya in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
Saaki pila de aisa jam, ki shaam gum ho jaaye by thegrimreaper in Shayri-E-Dard
bhaad mein jaao by betukh_ bakbaki in Shayri for Khumar -e- Ishq
Aisa Kya Likhen Jisse Mohaabat Aur Nikhar jaaye "Khwaish" by khwahish in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012


View Profile
«Reply #1 on: February 24, 2018, 02:29:38 AM »
bahut khoob aap ne sahee kahaa.
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
ASIF
Shayari Qadrdaan
***

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
1 days, 52 minutes.
Posts: 187
Member Since: Feb 2021


View Profile
«Reply #2 on: June 23, 2022, 07:26:42 PM »
I know it's an old post but jab ise dobara padha toh Mann hua do baat kehne Ko writer sahab se main aapki feelings samajhta hun aur sehmat bhi karta hoo par samaaj kya hai jaha aap rehte ho aapka gully mohalla Jahan aapki tarah aur log bhi rehte hai aur isi tarah aap ek samaaj ka hissa ban jaate ho isliye rather ignore them or move on ek bare sheher mein log isi wajah se move on karte hai aur samaaj Jaisi mentality waale kuch log middle class society mein adjust karte hai ab zaruri bag har Aadmi high class ho jaaye ya gossip high class community yaani samaaj mein na ho ye common hai ya toh unse koi raabta na rakhe aur agar rakhe toh ek maryada tak na mile na jule toh samaaj sirf keh sakta hai kuch kar nahi sakta
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 24, 2024, 05:11:21 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.1 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer