CAN YOU BEAT THIS....
ting ting ting tindig tiding...
>> ting ting ting tindig tiding...
>> tuu tuu toooo
>> tuu tuu toooo
>> ting ting ting tindig tiding...
>> ting ting ting tindig tiding...
>> tuu tuu toooo
>> tuu tuu toooo
>>
>> Posting this in the sweet memory of those good old days when
>> only
>> DOORDARSHAN was available on our TV sets ..........
>> (And How many of us remember seeing this song's cartoon ... one of
>> the
>> most famous DD cartoons, along with the "Tree of Unity")
>>
>> @@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@
>>
>>
>> Didi ye anek kya hota hai ?
>> Anek.... anek yani bahut saare....
>> jaise...
>> suraj ek...
>> chanda ek.....
>> taare anek....
>>
>> didi, taroN ko anek kyon kehte hain
??
>> nahi nahi !!
>>
>> phir se suno
>> suraj ek...
>> chanda ek.....
>> taare anek....
>>
>> ek gilhari, ....
>> ek aur gilhari......
>> ek ek ek karke ho gayee ab anek gilhariyaaN...
>> ek titali, anek titaliyaaN....
>>
>> ek chidiya.. ek ek anek chidiyaaN......
>> anek chidiyoN ki kahani sunoge ....
>> haan sunao...
>>
>> ek chidiya anek chidiya....
>> dana chugne ayee chidiyan .....
>> chorus : didi humen bhi sunao na.......
>>
>> accha lo phir se suno...
>> ek chidiya, anek chidiyaN
>> dana chugne baith gayee thi .....
>>
>> par haay raam, WahaaN ek byaadh ne jaal bichhaya tha...
>> byaadh, byaadh kya hota hai didi ?
>> byaadh??... chidiya pakadne wala
>>
>> to phir kya hua, usne chidiyoN ko pakad liya,...
>> unhe maar diya ......
>> un..huh...
>>
>> Himmat se jo jute rahe to bada kaam bhi hove
>> bhaiya.. bada kaam bhi
>> hove bhaiya ...
>> 1..2..3.. furrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrr
>>
>> Chaturrr cidiyaaN sayaani chidiyaaN,
>> miljul kar, jaal le kar...
>> Bhaagi chidiyaaN....
>> furrrrrrrrrrrrrrrrrr
>>
>> door ek gaaon mein chidiyon ke dost chuhe rahte
>> the.... (teeeo ooo <whistle)
>> unhone unka jaal kaat diya.........
>>
>> dekha ekta mein kitni taaqat hoti hai......
>> didi agar hum ek ho jaayen to kya koi bhi kaam kar
>> sakte hain ?
>> haan haan kyon nahi ...
>> to kya is ped ke aam bhi tod sakte hain
>> haan magar iske liye jugat lagani hogi ...
>> JUGAT
>> *
>> * *
>> * * *
>> * * * *
>>
>> achchha ye jugat .... wah bada mazaa aayega....
>> HO GAYE EK ...
>> BAN GAYEE TAKAT..
>> BAN GAYEE HIMMAT...
>> hind desh ke niwasi sabhi jana ek hain, -2
>> rang-roop vesh-bhaasha chahe anek hain -2
>>
>> ---- repeat...
>> bela gulab juhi champa chameli..... -2
>> phool hain anek kintu mala phir ek hai ...-2
>> ek-anek-ek anek
>>
>> suraj ek, chanda ek, taare anek,
>> ek gilhari , anek gilhariyaaN,
>> ek titli, anek titaliyaaN,
>> ek chidiyaa , anek chidiyaaN......
>>
>> are bela gulab juhi champa chameli.. -2
>> phool hain anek kintu mala phir ek hain.....2
>>
>> @@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@
>>
>> "FILMS DIVISION Ki Bhe.Nt"