mai batana hi nahi chahta........

by Dineshkumarjonty on May 21, 2014, 03:44:46 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 1056 times)
Dineshkumarjonty
Guest
ek chhoti si kahani.........dosto mujhe likhna nahi aata isliye jaanbooj ke chhota hi likhta hoo taki aap bardast kar lo..........

ek ladka tha ek ladki se vo pyar kar baitha usne us ladki ko paane ki koshishe ki jo uske bus ki tha usne kiya vaise ladka seedh sada tha to jayada kuchh to nahi kar paya......

par ladki ne use accept nahi kiya ek din us ladke ki moat ho gayi to bechara BHAGWAAN ke paas pahucha to usne BHAGWAAN se puchha ki us ladki ne usse pyar kyu nahi kiya ye to use puchhna hi tha to BHAGWAAN bole tu janna chahta hai to tu us ladki se hi ja ke puchh le main tujhe dharti par vapas bhejta hoo.....

aisa hi huaa par jab vo us ladki se milne gaya to usne dekha vo ladki kisi ar ki baho main hai to bus ladka fir mar gaya ab vo vapas BHAGWAAN ke paas pahoocha tab BHAGWAAN ne puchha kya huaa jawaab mil gaya ladka bola ha mujhe mil gaya to BHAGWAAN bole  kya hai jawaab ladka bola jaankar kya karoge BHAGWAAN JI mai batana hi nahi chahta........

bus itni chhoti si hai ye kahani.......

dinesh kumar
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 04:26:33 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.087 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer