Aadi huye sharaab ke.." ParwaaZ"

by ParwaaZ on March 26, 2012, 08:39:14 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1023 times)
ParwaaZ
Guest
Reply with quote
Ahel E Bazm ko mera salam,

Shayari E sharab ke padhne waloN ke liye aaj main ek khaas peshkash nazar pesh ker raha hun, abtak maine is forume ke iye kabhi dilse likhane ki koshish nahi ki thi per meri yeh koshish sabhi saaqi E yaar ke liye tahe dil se ki gayi hai, gar aapko pasand aaye to apne rai se nawaziyenga..............

To lutf uthaiye,

Mulayzaa farmaiye.......





Saaqi E yaar ka hi ab koyiN thikana naa raha
Aaj mere hi hisse kyuN koi paimana naa raha


Sabhi ne badhaya tha, hath pamane ki taraf
YeH zamana us roz se woh zamana naa raha


Ghar, ghar mein ho rahi hai maikshiN kuch aisi
Maikhane hi maikhane hua maikhana na raha


Uske aashique thi kayi pagal pan ki hadh tak
Dekh meri diwaangi koi uska diwana naa raha


Ley na jaye ParwaaZ barbaadiyoN ki raah per
Aadi huye sharab ke aur koi bahana naa raha
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #1 on: March 26, 2012, 08:46:15 AM »
Reply with quote
b]S

Uske aashique thi kayi pagal pan ki hadh tak
Dekh meri diwaangi koi uska diwana naa raha


Ley na jaye ParwaaZ barbaadiyoN ki raah per
Aadi huye sharab ke aur koi bahana naa raha
[/b]
[/quote]

Bade khubsurat , rindaana  kalaam  se  nawaaza  hai.
Meri taraf se tahe dil se bahut baut mubarakbaad
aur daad qubool karein.
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #2 on: March 26, 2012, 08:51:08 AM »
Reply with quote
Parwaaz bhai kaafi hunarmandee se kahe gaye ashaar in oar beshumaar daad. mubaarak ho
Logged
adil bechain
Umda Shayar
*

Rau: 161
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
31 days, 18 hours and 24 minutes.

Posts: 6552
Member Since: Mar 2009


View Profile
«Reply #3 on: March 26, 2012, 08:51:40 AM »
Reply with quote
Ahel E Bazm ko mera salam,

Shayari E sharab ke padhne waloN ke liye aaj main ek khaas peshkash nazar pesh ker raha hun, abtak maine is forume ke iye kabhi dilse likhane ki koshish nahi ki thi per meri yeh koshish sabhi saaqi E yaar ke liye tahe dil se ki gayi hai, gar aapko pasand aaye to apne rai se nawaziyenga..............

To lutf uthaiye,

Mulayzaa farmaiye.......





Saaqi E yaar ka hi ab koyiN thikana naa raha
Aaj mere hi hisse kyuN koi paimana naa raha


Sabhi ne badhaya tha, hath pamane ki taraf
YeH zamana us roz se woh zamana naa raha


Ghar, ghar mein ho rahi hai maikshiN kuch aisi
Maikhane hi maikhane hua maikhana na raha


Uske aashique thi kayi pagal pan ki hadh tak
Dekh meri diwaangi koi uska diwana naa raha


Ley na jaye ParwaaZ barbaadiyoN ki raah per
Aadi huye sharab ke aur koi bahana naa raha



  achcha rindnamaa hai Applause Applause Applause
Logged
Pramod singh
Maqbool Shayar
****

Rau: 1
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 23 hours and 9 minutes.

main shayar badnaam

Posts: 460
Member Since: Feb 2012


View Profile
«Reply #4 on: March 26, 2012, 09:28:02 AM »
Reply with quote
Ahel E Bazm ko mera salam,

Shayari E sharab ke padhne waloN ke liye aaj main ek khaas peshkash nazar pesh ker raha hun, abtak maine is forume ke iye kabhi dilse likhane ki koshish nahi ki thi per meri yeh koshish sabhi saaqi E yaar ke liye tahe dil se ki gayi hai, gar aapko pasand aaye to apne rai se nawaziyenga..............

To lutf uthaiye,

Mulayzaa farmaiye.......





Saaqi E yaar ka hi ab koyiN thikana naa raha
Aaj mere hi hisse kyuN koi paimana naa raha         Applause Applause Applause


Sabhi ne badhaya tha, hath pamane ki taraf
YeH zamana us roz se woh zamana naa raha         Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley


Ghar, ghar mein ho rahi hai maikshiN kuch aisi
Maikhane hi maikhane hua maikhana na raha         icon_salut icon_salut


Uske aashique thi kayi pagal pan ki hadh tak
Dekh meri diwaangi koi uska diwana naa raha      notworthy notworthy


Ley na jaye ParwaaZ barbaadiyoN ki raah per
Aadi huye sharab ke aur koi bahana naa raha
  hello2 hello2


Parwaz ji ati sunder daad kubuk karein
Logged
pankajwfs
Guest
«Reply #5 on: March 26, 2012, 09:30:25 AM »
Reply with quote
BAhut hi Maikash peskash hai ye aap ki parwaaz ji .. Bahut khub
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #6 on: March 26, 2012, 09:52:49 AM »
Reply with quote
Bahut Bahut Khooooob Parwaaz Ji..

behad Khoobsurat Ghazal..Sabhi A'shaar bahut Khoob rahe Khaas Taur par yeh A'shaar Ke Kya kehne..

"Ghar Ghar Mein Ho Rahi Hai Maikashin Kuch Aisi
 Maikhane Hi Maikhane Hue Maikhana Naa Raha"

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
sbechain
Guest
«Reply #7 on: March 26, 2012, 10:11:54 AM »
Reply with quote
Ahel E Bazm ko mera salam,

Shayari E sharab ke padhne waloN ke liye aaj main ek khaas peshkash nazar pesh ker raha hun, abtak maine is forume ke iye kabhi dilse likhane ki koshish nahi ki thi per meri yeh koshish sabhi saaqi E yaar ke liye tahe dil se ki gayi hai, gar aapko pasand aaye to apne rai se nawaziyenga..............

To lutf uthaiye,

Mulayzaa farmaiye.......





Saaqi E yaar ka hi ab koyiN thikana naa raha
Aaj mere hi hisse kyuN koi paimana naa raha

dhal gaya , ab rindon ka zamaana na rahaa Applause Applause Applause
Sabhi ne badhaya tha, hath paimane ki taraf
YeH zamana us roz se woh zamana naa raha
isliye aisi behki-behki baatein karte ho ji
Embarrased Embarrased Embarrased Embarrased
Ghar, ghar mein ho rahi hai maikshiN kuch aisi
Maikhane hi maikhane hua maikhana na raha
 Applause Applause Applause

Uske aashique thi kayi pagal pan ki hadh tak
Dekh meri diwaangi koi uska diwana naa raha

khoob.khoob
Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Ley na jaye ParwaaZ barbaadiyoN ki raah per
Aadi huye sharab ke aur koi bahana naa raha


kya baat hai. barbaad karne ke baad ye khyaal aaya janaab ko

aaj to chchaaaaaaaaaaaaa gye. oye sharaabi
.......................!
Logged
mkv
Guest
«Reply #8 on: March 26, 2012, 02:28:27 PM »
Reply with quote
bahut khoob parwaaz bhai vaah raja aa gaya. Applause
Logged
usha rajesh
Guest
«Reply #9 on: March 26, 2012, 04:45:23 PM »
Reply with quote
Bahut khoob! Parwaaz Saheb.
Khaas taur se second last sher bahut pasand aayaa.
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
~Aatish~
Guest
«Reply #10 on: March 26, 2012, 06:29:37 PM »
Reply with quote
waa waa bhot khub bhot mast Applause Applause Applause
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 11:27:26 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.126 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer