ko_ii samajhaayiye ki kyaa rang hai maiKhaane kaa

by qakhs on October 02, 2004, 04:09:53 PM
Pages: 1 2 [3] 4  All
ReplyPrint
Author  (Read 4026 times)
qakhs
Guest
«Reply #30 on: October 12, 2004, 09:51:32 AM »
Reply with quote
Diljala  ji aap  ne  bhot accha lhka ... muj ko aacha lga
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
ghar me maikhaane` by neha17 in Shayri for Dard -e- Judai
maiKHaane se bachke nikalna by husain52 in Shayri-E-Dard
RANG DO MUJH KO APNE PYAR KE RANG MEIN........ by ranjana in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 ... 5 6 »
MAIKHAANE JANE KA RAASTA AASAN HAI MAGAR ..bansi by BANSI DHAMEJA in Miscellaneous Shayri
~*~ Maikhaane reh gaye ~*~ by Rahym by dead heart in Miscellaneous Shayri
qakhs
Guest
«Reply #31 on: October 12, 2004, 09:52:23 AM »
Reply with quote
sb   ke liye   kahs tur  per ..
++++


Na Poocho Main Kesay Jiaye Ja Raha Hoon
Bas Ik Khawaab Say Dil Ko Behla Raha Hoon

Ya Sochoon Ki Waadi Khialoon K Chashmay
Main Yadoon K Pholoon Say Mehka Raha Hoon

Ghum_e_Deher Kia Hay Bala Main Kia Janoon
Abhi Teri Zulfoon Ko Suljha Raha Hoon

Yahi Hay Mera Fan Nahi Or Kuch Bhi
Tera Aks Lafzoon Ko Pehna Raha Hoon

Suna Hay Preshaan Hay Wo Bhi Bichar Ker
Usay Bhool Ker Main Bhi Pachta Raha Hoon

Gila Bayrukhi Ka Hay Kion Mugh Say Yaro
Jo Mugh Ko Mila Main Wo Lota Raha Hoon
Logged
Qutubuddin
Guest
«Reply #32 on: October 12, 2004, 10:53:37 AM »
Reply with quote
Very well said Diljala ..

"
Bajte hain Khayaalon mein teri yaad ke ghunghroo
kuch din se mera ghar bhi pari-Khaanaa hua hai .....
"
This are the best lines..

Bahoot khoob..

Ques...
Logged
diljala
Guest
«Reply #33 on: October 12, 2004, 11:49:15 AM »
Reply with quote
Thanks to all

Urj hai

Bejan se rakhee hai ek tasveer jo unki hai
kabhi hame dekh kar muskrati thi
kabi na samajh sake unki narajgi ka sabab
jab jab wo hum se rooth jati thi
manya tha humne unhe laakh koshisho se
phir na jane ku wo rooth jati thi
aankh-dilodimag saath na data tha
jab wo bewafa yaad aati thi
Logged
qakhs
Guest
«Reply #34 on: October 17, 2004, 07:33:38 AM »
Reply with quote
Thanx 2 all
Logged
qakhs
Guest
«Reply #35 on: October 20, 2004, 11:16:49 AM »
Reply with quote
PYAR KE DEEP JALANE WALE KUCH KUCH PAGAL HOTE HAAN
APNE JAAN CE JANE WALE KUCH KUCH PAGAL HOTE HAAN
JAAN CE PYARE LOGON CE BHE KUCH KUCH PARDA LAZEM HAI
SARE BAAT BATANE WALE KUCH KUCH PAGAL HOTE HAAN
Logged
Pooja
Guest
«Reply #36 on: October 20, 2004, 05:48:05 PM »
Reply with quote
wah!!!! bahoot khoob!!!!!
Logged
qakhs
Guest
«Reply #37 on: October 20, 2004, 07:14:57 PM »
Reply with quote
Thanx pooja ji
Logged
qakhs
Guest
«Reply #38 on: October 21, 2004, 10:06:01 AM »
Reply with quote
koi ye kaise bataye ke woh

koi ye kaise bataye ke woh tanha kyun hai
woh ju apna thaa wohi aur kisee ka kyun hai
yehi dunya hai tu phir aisee ye dunya kyun hai
yehi hota hai tu aakhir yehi hota kyun hai
ek zara hath barha dein tu pakar lein daman
us ke seeney mein samaa jaye hamaree dharkan
itni qurbat hai tu fasla itna kyun hai
dil-e- barbad se nikla nahi ub tuk koi
ek lute ghar pe diya karta hai dastak koi
aas ju toot gayee phir se bandhata kyun hai
tum masrat ka kahoo ya isey ghum ka rishta
kehte hain payar ka rishta hai janam ka rishta
hai janam ka ju ye rishta tu badalta kyon hai
koi ye kaise batayeYY
Logged
qakhs
Guest
«Reply #39 on: October 21, 2004, 10:19:40 AM »
Reply with quote
AYE SHAMA !! AA GALEY LAGA LEY APNEY PARWANEY KO
AAJ JAL JANEY DO HUMEN, AAYE NA KOI BOJHANEY KO

PHIR KAM PARRI JAGHA JAB KITAAB-E-HAYAAT MAI UN KI
IK MAIRA NAAM HI UNHEN NAZAR AYA THA MITANEY KO

KUCH SADAAEN GOONJTI RAHI, MAZI K DAREECHOON MAI
KUCH LOOG HUMEN YAAD ATEY RAHEY DIL JALANEY KO

THI MEHFIL SAJI HOI K AAJ HAAL-E-DIL KAHEYGA MUAVIYA
MAI CHUP RAHA, AANSOON HI THEY KAFI DASTAAN SUNANEY KO

ITNEY NISHTER BARSANEY KI KIYA THEY TUMHEN ZAROORAT
IK TERA NAAM HI KAFI THA TAMAAM UMER ROLAANEY KO
Logged
qakhs
Guest
«Reply #40 on: October 24, 2004, 10:46:08 AM »
Reply with quote
YA CHANDNE KHLEE KHLEE
CHAMAK TUMHARAY RANG KI
YA SARDEYOO KI DHOP SEE
TAPISH TUMHARAY ROOP KI
PHIR ES PAY AAPHYAT KA RANG
HAMEIN TO KUCH JACHA NAHEIN
LABOON PAY MUSKARAHATEIN SAJAYO
KHOSH RAHA KARO

UDAS MAT HOVA KARO

TAMAM ROZGZR KI AALAM TARAZ SAYTEIN
HANSEE KI OOT MEIN CHOPEE KYE HAZAR NAFRATEIN
HAR AAK RUKH KI OOT MEIN CHOPEE HOVE MUNAFKAT
TAMAM MOSMOON KA GAM
BOHAT ROLAYA HA MAGAR
YA LOOG TO ESEE TARHA SETAM KIA KAREIN SANAM
TUM IN KI BAAT BAAT PAY DHAYAN MAT DYA KARO

UDAS MAT HOVA KARO

TUMHEIN UDAS DAKH K
KESEE KA RANG KHO GAY
KAHEIN PAY CHAND BUJH GYA
KAHEIN SETSRAY SO GYAA
KAHEIN PAY BARESHOON KI RUT GAZAB KI PAYAS BAN GAYE
KOYE BAHAR ROTH KAR SARABA YAS BAN GAYEE
KESEE KA MOSMOON KO YOO
AZAB MAT KIA KARO

UDAS MAT HOVA KARO
UDAS MAT HOVA KARO
Logged
qakhs
Guest
«Reply #41 on: October 25, 2004, 11:38:01 AM »
Reply with quote
"
koi kisi say kaisay kahay kay woh tanha kyun hai .. woh jo apna tha kabhi aur kisi ka kyun hai
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #42 on: October 27, 2004, 04:11:23 PM »
Reply with quote
wah!!!!!  Qakhs..........
Logged
Pooja
Guest
«Reply #43 on: October 27, 2004, 05:16:33 PM »
Reply with quote
yahi hota hai to, akhir aise hota kayun hai
yahi duniya hai to, ankhir yah Duniyan KAYUN HAI!!!!

Tum isse dil ka kaho, ya kaho gum ka rishta
bahta hai lahu ban kar rago mai,
yah dard ka rishta.... (not mine but just added something from me too)
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #44 on: November 01, 2004, 10:55:42 AM »
Reply with quote
good one pooja..........   ashi add kiya hai.............

Dekha Jidhar Yeh Payaa, Aalam Hijaab Ka
Jaali Ko Naam De Diya, Humne Niqaaab Ka
Dukh Ki Tabash Hai, Dharkanain Tanhaiyan Bhi Hain
Yeh Zindagi Hai Jaise, Din Ho Hisaab Ka..........
Logged
Pages: 1 2 [3] 4  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 11:58:43 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.137 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer