Maine sharaab pee hain.....(Ghayel)

by sajid_ghayel on April 17, 2009, 07:36:10 PM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 2941 times)
Rajesh Harish
Guest
«Reply #15 on: April 20, 2009, 08:47:25 AM »
Reply with quote
Nice responses Netra Ji,  Bekarar Ji aur Jannat Ji
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Maine mana to.........(Ghayel) by sajid_ghayel in Tanziya aur Tehreekbaksh Shayariyan « 1 2  All »
Ghayel samajhta hain......(Ghayel) by sajid_ghayel in Shayri for Dard -e- Judai « 1 2 ... 7 8 »
Dhaaltey hain sharaab khaak key paikar mein ham! by abdbundeli in Ghazals
Gerche Ahle sharaab hain hum, na kaho ki kharaab hai humlog. by R.M. Dixit in Kaifiyaat-ae-maye
Aankhein hain jaise puraani sharaab.............................IFTAKHAR by Iftakhar Ahmad in Ghazals « 1 2  All »
cRony/eNemy
Guest
«Reply #16 on: April 22, 2009, 09:53:30 AM »
Reply with quote
Khud ko karke badnaam doston ke chahre per hasi laani chahi hai...
Lekin hansi aur khushi ke beech ka farq tujhe abhi jan'ni baakhi hai...

Sharaab mein kya rakkha hai, nasha utarte hi phir pareshani hai...
Lekin Allah ki ibadat mein jo nasha hai, nahin uska koi saani hai...

Maana ke har kisi ki zindagi mein koi na koi kami hai..
Lekin Mo'min sabr karta hai kyunke mayoosi kufr ki hi nishani hai...

Yeh duniya to faani hai, jaise taise katjaani hai...
Lekin yahan rehker humein aakhirat ki zindagi sawarni hai...

Bhool ker sab yahan her banda karta apni hi manmaani hai..
Lekin duniya mein aane ka asal maqsad to Allah ki ibadat karni hai...

Ek baar thaan to le ke tujhe Allah ki raza paani hai...
InshaAllah yeh duniya to kya, woh duniya bhi khushi se guzarni hai..
[/size][/color]









 
Logged
pandit
Guest
«Reply #17 on: April 23, 2009, 02:50:22 AM »
Reply with quote
waah crony jee.....kya baat hai....
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #18 on: April 23, 2009, 10:49:53 AM »
Reply with quote
Bahaut khoob Sajid Saheb... Applause

Bohat shukriyaa DH..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #19 on: April 23, 2009, 11:28:32 AM »
Reply with quote
Bohat Achche Crony,.
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #20 on: April 23, 2009, 11:43:14 AM »
Reply with quote
Ajeeb mayusi si nazar aayee mehfil me,
Socha chalo khud ko badnaam karte hain
Jise dekh mere dosto ke lab pe hasee aaye
Aisa koi kam karte hain.......


Baad muddat ke maine sharab pee hain
Maf karna dosto thodi nahi behisaab pee hain

Koi q mere kirdaar pe ungli uthaye
Yaha kaun hain jisne sharifo si zindagi jee hain

Khud ko mukamal kehne walo pe hasi aati hain
Meri tarah mehfil me har shaks me kami hain

Maine mana mera pesha mohabbat hain
Kya isse behtar tumne koi kamaiee ki hain

Khamosh hu main lekin gunahgaar nahi hu
Tumse hazar gunah behtar Ghayel ki bandagi hain

Baad muddat ke maine sharab pee hain
Maf karna dosto thodi nahi behisaab pee hain....


 Applause Applause Applause

Bohat achha likha hai aapne sajid ji,,,
Logged
cRony/eNemy
Guest
«Reply #21 on: April 25, 2009, 01:29:52 AM »
Reply with quote
waah crony jee.....kya baat hai....

Shukriya.......
Logged
cRony/eNemy
Guest
«Reply #22 on: April 25, 2009, 01:35:24 AM »
Reply with quote
Bohat Achche Crony,.

Shukriya....waise mujhe khushi us waqt hogi jab mere alfazon ka aser hoga....
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #23 on: April 28, 2009, 01:19:43 PM »
Reply with quote
Bahut Khoob Ghayel Ji

Shukriyaan Rajesh....
Logged
sanjiv salil
Guest
«Reply #24 on: May 03, 2009, 06:49:42 AM »
Reply with quote
 sleepy2

naam na jisko mila,

badnaam kya hoga kaho?

behatar hai bhulavon men

tum n yoon gaafil raho..

                        Giggle
Logged
marhoom bahayaat
Guest
«Reply #25 on: July 06, 2009, 09:41:32 AM »
Reply with quote
WAAH TUMSE HAZARGUNA BEHTA.....BAHUT KHOOB GHAYAL SAHAB Applause Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #26 on: July 06, 2009, 10:05:19 AM »
Reply with quote
Khud ko karke badnaam doston ke chahre per hasi laani chahi hai...
Lekin hansi aur khushi ke beech ka farq tujhe abhi jan'ni baakhi hai...

Sharaab mein kya rakkha hai, nasha utarte hi phir pareshani hai...
Lekin Allah ki ibadat mein jo nasha hai, nahin uska koi saani hai...

Maana ke har kisi ki zindagi mein koi na koi kami hai..
Lekin Mo'min sabr karta hai kyunke mayoosi kufr ki hi nishani hai...

Yeh duniya to faani hai, jaise taise katjaani hai...
Lekin yahan rehker humein aakhirat ki zindagi sawarni hai...

Bhool ker sab yahan her banda karta apni hi manmaani hai..
Lekin duniya mein aane ka asal maqsad to Allah ki ibadat karni hai...

Ek baar thaan to le ke tujhe Allah ki raza paani hai...
InshaAllah yeh duniya to kya, woh duniya bhi khushi se guzarni hai..
[/size][/color]

Nice one Crony Ji
Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 09, 2024, 01:43:36 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.108 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer