Mujh sey mat poochh, ki, mousam kaa iraadaa kyaa hai?

by abdbundeli on July 10, 2008, 10:14:05 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1321 times)
abdbundeli
Guest
Reply with quote
  Mujh sey mat poochh, ki, mousam kaa iraadaa kyaa hai?
 Khwaab hai: is mein, bhalaa, kam hai kyaa; jaadaa kyaa hai?
 Itneen pee lee hai, ki, itnaa bhi mujhey yaad naheen:
 Yaa Khudaa! toubaa, meyrey yaar kaa waadaa kyaa hai?
  
                                 - abd bundeli


Logged
Muhammed
Guest
«Reply #1 on: July 10, 2008, 10:45:41 AM »
Reply with quote
'Mujh sey mat poochh, ki, mousam kaa iraadaa kyaa hai?
 Khwaab hai: is mein, bhalaa, kam hai kyaa; jaadaa kyaa hai?
 Itneen pee lee hai, ki, itnaa bhi mujhey yaad naheen:
 Yaa Khudaa! toubaa, meyrey yaar kaa waadaa kyaa hai?'

Kafiye Aur Majamee aur Abd Ji...
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #2 on: July 10, 2008, 10:51:20 AM »
Reply with quote
'Mujh sey mat poochh, ki, mousam kaa iraadaa kyaa hai?
 Khwaab hai: is mein, bhalaa, kam hai kyaa; jaadaa kyaa hai?
 Itneen pee lee hai, ki, itnaa bhi mujhey yaad naheen:
 Yaa Khudaa! toubaa, meyrey yaar kaa waadaa kyaa hai?'
 
                                 - abd bundeli

Waah.. Bahut bahut khoob Abd ji.. Applause


Mujhse matt pooch ki mausam ka iraada kya hai,
Bhoole hai wo aise ki muhabbat ka waada kya hai!!
Khojte rehte hai dil ko tadpaane ke bahaane aksar,
Har ada mein chhupa unki, Andaaz ye saada kya hai!!!
Logged
abdbundeli
Guest
«Reply #3 on: July 10, 2008, 11:38:40 AM »
Reply with quote
Mahiya ji / Muhammed sa'b,

 Mujh ko jab hosh hi naheen hai, to, mein kyaa boloon?
 Woh, wahaan koun sey kouney mein hai, jahaan doloon?
 Larhkharhaatey huye pahunchoon, to, kahaan par pahunchoon?
 Woh, kis makaan mein chhupaa hai, jahaan ka dar kholoon?

                                     - abd bundeli

Logged
Pooja
Guest
«Reply #4 on: July 10, 2008, 08:37:21 PM »
Reply with quote
bahoot khoob Abd je and Mahiya
Logged
abdbundeli
Guest
«Reply #5 on: July 11, 2008, 02:50:29 AM »
Reply with quote
Pooja ji / Mahiya ji / Muhammed ji ,

Yeh ishq-e-may ajeeb hai; mein aur kyaa kahoon?
Lagtaa naheen hai iskey binaa aur kaheen dil!
Is mousm-e-baaraan mein to badhtaa hai ishq aur;
Ab to hai lazmee, ki, rahoon mein sarey mahfil!!

                          - abd bundeli
Logged
Sonia01
Guest
«Reply #6 on: July 11, 2008, 02:52:13 AM »
Reply with quote
Wah bahut khoob ABD jee  Applause
Logged
abdbundeli
Guest
«Reply #7 on: February 16, 2009, 01:57:51 PM »
Reply with quote
Wah bahut khoob ABD jee  Applause
Thanks a lot Sonia01 ji!
             - abd bundeli
Logged
Roja
Guest
«Reply #8 on: February 16, 2009, 02:01:50 PM »
Reply with quote
Mahiya ji / Muhammed sa'b,

 Mujh ko jab hosh hi naheen hai, to, mein kyaa boloon?
 Woh, wahaan koun sey kouney mein hai, jahaan doloon?
 Larhkharhaatey huye pahunchoon, to, kahaan par pahunchoon?
 Woh, kis makaan mein chhupaa hai, jahaan ka dar kholoon?

                                     - abd bundeli



Simply superb  Applause
Logged
abdbundeli
Guest
«Reply #9 on: February 16, 2009, 02:07:42 PM »
Reply with quote
Simply superb  Applause
Thanks a lot Roja ji!
            - abd bundeli
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 22, 2024, 04:45:57 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.123 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer