Nazar se Nazar ki

by ParwaaZ on August 04, 2010, 08:53:53 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1427 times)
ParwaaZ
Guest
Reply with quote
Nazar se nazar ki baate ho rahi hai
Zamee se falak ki baate ho rahi hai

Kaha zindagi ne socho jo na socha
Amal se ajal ki baate ho rahi hai

Kya tum ho sachche ya mai hi farebi
Fareb-e asal ki baate ho rahi hai

Wo Parwaaz kaise uude hai.n dekho
Khata pinjre ki baate ho rahi hai

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
viiraanaa thaa nazar me.n jahaa.N tak nazar ga_ii by qakhs in Shayri-E-Dard « 1 2 3 4 5 »
nazar ko pehchaan le wo nazar chahiye by neha17 in Shayri for Dard -e- Judai
Nazar ko Pehchaan le wo Nazar Chaiye by adnan_armaan in Shayri for Khumar -e- Ishq
Teri Nazar...Meri Nazar by KOYAL46 in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
Halaat pe zara tu,apni nazar karde..(nazar ghouri) by nazar ghouri in Shairi - E - Zindagi « 1 2  All »
Anshumali
Guest
«Reply #1 on: August 21, 2010, 07:12:00 PM »
Reply with quote
Nazar se nazar ki baate ho rahi hai
Zamee se falak ki baate ho rahi hai

Kaha zindagi ne socho jo na socha
Amal se ajal ki baate ho rahi hai

Kya tum ho sachche ya mai hi farebi
Fareb-e asal ki baate ho rahi hai

Wo Parwaaz kaise uude hai.n dekho
Khata pinjre ki baate ho rahi hai


Very Impressive...Parwaaz Sahab ! Bahut Sacche ehsaas ! very nice creation.... dil se daad hazir hai... yunhi likhte rahen... khush rahen...

duaaon ke saath...
Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
«Reply #2 on: August 21, 2010, 07:54:15 PM »
Reply with quote
Applause Applause Applause
tere mere sath ki baatein ho rahi hain
zindagi ki suagaton ki batein ho rahi hain

duniya me jo aake khele bhi nahin
dekho unke janeki baatein ho rahi hai

ankahi kahaniyan sunati hain yahan raatein
dekho subah k aane ki batein ho rahi hai

main kya kahun parwaz ji ab aapse
k har taraf aapke kalam ki baatein ho rahi hain...!!!
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #3 on: August 21, 2010, 10:15:18 PM »
Reply with quote
Naresh Jee AadaaB

Khaakh ahsaasoN ki tarif wa hounsla afzai ke liye hum tahe dil se mamnoon hai...

Aage bhi apna saath banaye rakhiye...
Khush rahiye....
Khuda Hafez....
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #4 on: August 21, 2010, 10:30:36 PM »
Reply with quote
Applause Applause Applause
tere mere sath ki baatein ho rahi hain
zindagi ki suagaton ki batein ho rahi hain

duniya me jo aake khele bhi nahin
dekho unke janeki baatein ho rahi hai

ankahi kahaniyan sunati hain yahan raatein
dekho subah k aane ki batein ho rahi hai

main kya kahun parwaz ji ab aapse
k har taraf aapke kalam ki baatein ho rahi hain...!!!
Kasak Jee Thanks for nice compliment...
Aapne bhi behad khoob likha hai tecnique per dhayaan dijiye....
Hume ummid hai aap behad khoob kalaam likheNgi..

humari tazaa kalaam ke chand ashaar pesh kar rahe hai..
ummid hai pasand aayenge.....


ZubaaN jo na kah sake woh alfaaz kaise kahuN
Dil kii gehraiyoN se jude wo raaz kaise kahuN

Ta-umar rishtaa apna raha hai na-kaamiyoN se
Jaankar bhi hume khud pe hai naaz kaise kahuN

Jhute hi sahiN yeh, khawaab to mere apne haiN
Khayali bandishoN me huN ParwaaZ kaise kahuN
          
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #5 on: August 28, 2010, 08:27:00 PM »
Reply with quote
Bohat Achche Parwaaz Ji,.
And Anamika Ji
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #6 on: August 28, 2010, 09:49:21 PM »
Reply with quote
Bahut khoob Parwaaz Ji
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #7 on: August 28, 2010, 09:50:08 PM »
Reply with quote
Applause Applause Applause
tere mere sath ki baatein ho rahi hain
zindagi ki suagaton ki batein ho rahi hain

duniya me jo aake khele bhi nahin
dekho unke janeki baatein ho rahi hai

ankahi kahaniyan sunati hain yahan raatein
dekho subah k aane ki batein ho rahi hai

main kya kahun parwaz ji ab aapse
k har taraf aapke kalam ki baatein ho rahi hain...!!!

Very good response Anamika Ji
Logged
AbhiTamrakar
Guest
«Reply #8 on: September 27, 2010, 11:10:22 AM »
Reply with quote
mast he jii..

wo to chilman ne dhak liya unke rukhsaar ko,
warna "Abhi" yunhi nazro se nazron ki baat ho rahi thi~
Logged
sbechain
Guest
«Reply #9 on: May 07, 2011, 12:45:26 PM »
Reply with quote
Nazar se nazar ki baate ho rahi hai
Zamee se falak ki baate ho rahi hai

Kaha zindagi ne socho jo na socha
Amal se ajal ki baate ho rahi hai

Kya tum ho sachche ya mai hi farebi
Fareb-e asal ki baate ho rahi hai

Wo Parwaaz kaise uude hai.n dekho
Khata pinjre ki baate ho rahi hai



bahut khoob parwaaz sahab
Logged
saahill
Mashhur Shayar
***

Rau: 86
Offline Offline

Waqt Bitaya:
147 days, 17 hours and 51 minutes.
Posts: 18610
Member Since: Jun 2009


View Profile
«Reply #10 on: May 07, 2011, 01:22:44 PM »
Reply with quote
boht khoob parwaz ji
Logged
marhoom bahayaat
Guest
«Reply #11 on: June 27, 2011, 10:49:23 AM »
Reply with quote
Kasak Jee Thanks for nice compliment...
Aapne bhi behad khoob likha hai tecnique per dhayaan dijiye....
Hume ummid hai aap behad khoob kalaam likheNgi..

humari tazaa kalaam ke chand ashaar pesh kar rahe hai..
ummid hai pasand aayenge.....


ZubaaN jo na kah sake woh alfaaz kaise kahuN
Dil kii gehraiyoN se jude wo raaz kaise kahuN

Ta-umar rishtaa apna raha hai na-kaamiyoN se
Jaankar bhi hume khud pe hai naaz kaise kahuN

Jhute hi sahiN yeh, khawaab to mere apne haiN
Khayali bandishoN me huN ParwaaZ kaise kahuN
         



bahut khub parwaaz ji
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 04:59:24 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.127 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer