Saaqi ye jaam thaam le ke kho gaya hoo.N mai.N

by khalidrawat on August 02, 2007, 12:09:30 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1345 times)
khalidrawat
Guest
Reply with quote
Khalid Jamil Rawat
Saaqi ye jaam thaam le ke khoo gaya hoo.N mai.N
aankhoo.N mai.N ik haseen ki gum ho gaya hoo.N mai.N

aaye jo zalzala bhi yahaa.n is ghari ke baad
Mujh ko na tum jagao ge gar soo gaya hoo.n maiN

Waapis palat nahi.N saka sadyoo.N ke baad bhi
Aaya abhi talak nahi.n hoo.n jo gaya hoo.N mai.N

Teh tak her ik khayal ki teri talash maiN
Kesi yaqee.N dilao.N mai.N tujh ko gaya hoo.N maiN

Mujh ko khabar nahin yaha.N kuch bhi mere habib
Urta hoo.N kin hawaoo.N main kiya ho gaya hoo.N maiN

Qadmoo.N se ye zamin hi mere nikal gaye
Urta phire jo bagh mai.N wo ho gaya hoo.N mai.N
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Saaqi--The Bargirl by ghayal_shayar in General Stories
~~~Thaam lo mujhe~~~ by Sammual in Shayri for Khumar -e- Ishq
MERE HATHON MEIN JAAM DE GAYA KOI by rajrishi in Shayri-E-Dard
inaayat-e-saaqi by zarra in Kaifiyaat-ae-maye
Tu ham se door hi saaqi ye jaam rehne de. by Ghulam Haider in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Sahiba Zehra
Guest
«Reply #1 on: August 02, 2007, 01:17:15 PM »
Reply with quote
wah wah..
is bar mujhe pura samajh aya aur bohot acha laga.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #2 on: August 03, 2007, 11:52:27 AM »
Reply with quote
Bahoot Badiya Likha Hai Khalid Rawat Ji,..
LikhteRahiye Yunhi,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #3 on: August 03, 2007, 11:55:45 AM »
Reply with quote
Sharaab Dard Ki Dawaa Hai,.
Peene Se Kharaabi Nahi,.
Dil Ke Dard Se Peete Hain,.
Yun To Hum Sharaabi Nahi,.
Logged
khalidrawat
Guest
«Reply #4 on: August 07, 2007, 11:56:59 AM »
Reply with quote
Buhut shukriya , janasheen ji, aap ne jo ashaar likhe hain wo buhut khubsurat hain,
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #5 on: August 07, 2007, 12:17:29 PM »
Reply with quote
Shukriya Khalid Ji,..
Logged
Talat
Guest
«Reply #6 on: March 09, 2008, 03:21:59 PM »
Reply with quote
Khalid Jamil Rawat
Saaqi ye jaam thaam le ke khoo gaya hoo.N mai.N
aankhoo.N mai.N ik haseen ki gum ho gaya hoo.N mai.N

aaye jo zalzala bhi yahaa.n is ghari ke baad
Mujh ko na tum jagao ge gar soo gaya hoo.n maiN

Waapis palat nahi.N saka sadyoo.N ke baad bhi
Aaya abhi talak nahi.n hoo.n jo gaya hoo.N mai.N

Teh tak her ik khayal ki teri talash maiN
Kesi yaqee.N dilao.N mai.N tujh ko gaya hoo.N maiN

Mujh ko khabar nahin yaha.N kuch bhi mere habib
Urta hoo.N kin hawaoo.N main kiya ho gaya hoo.N maiN

Qadmoo.N se ye zamin hi mere nikal gaye
Urta phire jo bagh mai.N wo ho gaya hoo.N mai.N

Bohot khoob Khalid Rawat Ji !!

Bohot khoob lines hain ye:

Waapis palat nahi.N saka sadyoo.N ke baad bhi
Aaya abhi talak nahi.n hoo.n jo gaya hoo.N mai.N

Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #7 on: March 09, 2008, 03:34:03 PM »
Reply with quote
Bohot khoob Khalid Rawat Ji..bahoot achhe....

Yeh mehfil-e-Dard-e-Gum hai kaash jaam maiN bhi  laya hota
Ham bhi tere Gam maiN shareek hote our apna gum sunaya hota
Logged
Roja
Guest
«Reply #8 on: March 09, 2008, 03:39:00 PM »
Reply with quote
Bahut khoob Khalid Rawat ji and Harash ji...  Applause
Logged
Roja
Guest
«Reply #9 on: March 09, 2008, 03:44:17 PM »
Reply with quote
Pee liya karte hai jeene ki tamanna main kabhi kabhi
dagmagana bhi zaruri hai sambalne ke liye

Rakhte hai kahi paav to padte hai kahi aur
Saaqi tu zara haat to tham hamara
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #10 on: March 14, 2008, 09:17:51 AM »
Reply with quote
Nice One,.
 Applause
Logged
bekarar
Poetic Patrol
Yoindian Shayar
******

Rau: 4
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
53 days, 9 hours and 51 minutes.

Posts: 3738
Member Since: Oct 2005


View Profile
«Reply #11 on: March 16, 2008, 03:56:45 PM »
Reply with quote
oh very nice
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 22, 2024, 08:47:49 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.112 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer