shayri after daru.......(ghayel)

by sajid_ghayel on November 07, 2008, 04:30:08 PM
Pages: 1 2 [3] 4 5
ReplyPrint
Author  (Read 66601 times)
sajid_ghayel
Guest
«Reply #30 on: November 07, 2008, 06:52:02 PM »
Reply with quote
Achcha hai Ghayel Ji

Hum rahe hosh mein yah madhosh mein
Daru to rehati hai hamesa hi hosh mein
Agar rehti na ye daru hosh mein
To naachti bottle badi josh mein

yaar tu bhi pure mood me hain abhi yeh sun harish

galat hain sharab ki tareef
iska zehno pe raj hota hain
sirf himmat sharab deti hain
baki apna mizaz hota hain

              -nm-
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Ulti.. Daru magic by oooppps in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
MERI SHAYRI BURI.........(GHAYEL) by sajid_ghayel in Shairi - E - Zindagi « 1 2  All »
SHAYRI SE PYAAR KARTE HAIN....(GHAYEL) by sajid_ghayel in Shairy-e-Dost (Friendship Poetry)
Maut SHAYRI ki.....(Ghayel) by sajid_ghayel in Tanziya aur Tehreekbaksh Shayariyan « 1 2  All »
daru by ADIK in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Rajesh Harish
Guest
«Reply #31 on: November 07, 2008, 07:05:11 PM »
Reply with quote
tu kahe to un zakhmo ki dawa kar du
har ashq teri aakho se juda kar du
jam chale to khayal ho meri mohabbbat ka
kuch is tarah har jam me apni wafa bhar du


Khud dawa ki zarorat hai
Auron ko dawa kya doge
Khud to ashq baha rahe ho
Ashq doosro ka kaise juda ho

Khud ko hi bhula baithe  ho
Sahara doge tu auron ko
Khud to wafa kar na sake
Doosro ko wafa kaise doge
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #32 on: November 07, 2008, 07:18:41 PM »
Reply with quote
Khud dawa ki zarorat hai
Auron ko dawa kya doge
Khud to ashq baha rahe ho
Ashq doosro ka kaise juda ho

Khud ko hi bhula baithe  ho
Sahara doge tu auron ko
Khud to wafa kar na sake
Doosro ko wafa kaise doge

mere dost tera ek ek lafz sach hain

khud ko sambhalna hhain mushkil
tumko kya sahara dege
bohat bohat agar hua humse
fakat ek salam ka ishara dege


Logged
Pooja
Guest
«Reply #33 on: November 08, 2008, 12:06:14 AM »
Reply with quote
Wah Pooja JI Wah Wah
Aap ne Bahut Khoob likha

Shukaria RH ji
Logged
Pooja
Guest
«Reply #34 on: November 08, 2008, 12:15:14 AM »
Reply with quote
Nice work SG and RH
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #35 on: November 08, 2008, 12:47:53 AM »
Reply with quote
Thanks for compliments POOJA Ji
Thoda bahut likhne ki koshish kar raha hoon
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #36 on: December 03, 2008, 02:35:08 PM »
Reply with quote
lafzo ka her fer hain
koi doodh ka dhula nahi
mujsa bada ghatiya shayer
ghayel ko mila nahi

nazro ka her fer hain
yaha koi shaks bhala nahi
mujse bada papi yaro
ghayel ko mila nahi

                  -sg-

for me its reality with humour dont shift this poetry to some serious boring section


Pi kar behkna nahi acha
behak kar, likhna nahi acha
jab deemag de de jawab sochne se
tab sab bhool kar so jaana hai acha.



Last Request:
SG ji, apki request per yah thread abhi tak funny main.. magar app agar issi tarah se chit chat karte rahe aor shayri nahi to majbooran mujhe yah thread Chit chat main move karna padega.


Hello...

Yeh thread, funny se chal kar kaifiyat-e-maye mein kaisa aaya,
Kya peene waalon ne hi isko without any permit export karwaaya..
Kyon yahan "funny shayari" ka bol-baala humko nazar aaya hai,
Par hamaare alawa sabko "Funny" se jyada "maye" ka suroor bhaaya hai..   icon_geek
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #37 on: December 03, 2008, 05:36:32 PM »
Reply with quote
Yeh utha pathak ka credit Pooja ko jata hain hum sharabiyo ki khushi bardasht nahi hui hame maikhano me utha ke phek diya where we belong waisa tum yaha kya kar rahi ho bolo to kuch banaoo.......ek smallllllll
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #38 on: December 12, 2008, 07:19:25 PM »
Reply with quote
Wah sajid ji aapne kamaal ka likha hai kuch hum bhi pesh karte hain
shayad teek likha ho ...


Aaj us haad tak peela do mujhe ke hosh ko jaaye
Aaj us haad tak dubha do mujhe ke jeena muskhil ho jaaye

Hum peene walon mein nahi dard mein tadapne walon mein hain
Aaj jee bhar ke peene do mujhe ke zamana bhool jaaye

Kya farq padega kisi ko meri maut se peela do mujhe
Aaj jee bhar ke peela do mujhe ke zindagi se nafrat hai mujhe


__________honeyrose_________
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #39 on: December 12, 2008, 07:32:52 PM »
Reply with quote
Wah sajid ji aapne kamaal ka likha hai kuch hum bhi pesh karte hain
shayad teek likha ho ...


Aaj us haad tak peela do mujhe ke hosh ko jaaye
Aaj us haad tak dubha do mujhe ke jeena muskhil ho jaaye

Hum peene walon mein nahi dard mein tadapne walon mein hain
Aaj jee bhar ke peene do mujhe ke zamana bhool jaaye

Kya farq padega kisi ko meri maut se peela do mujhe
Aaj jee bhar ke peela do mujhe ke zindagi se nafrat hai mujhe


__________honeyrose_________

wah kya bayaan kia hai


MEHKHANEY KA YEH KHEL HAI NIRALA
JISEY BHI HO GUM, USEY THAMAO PYALA

PILA DEY SAKI HAMEY BHI KUCH MATWALA
JHOOM KEY BHOOL JAYU, MAIN HAR GUM SALA

EK DOH JAAM NAHI,HAMEY TOH PURI BOTTEL
HOSH NA AA PAYU, ITNI JAM KEY PILA SALA


JASBIR SINGH
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #40 on: December 12, 2008, 07:48:03 PM »
Reply with quote
Wah sajid ji aapne kamaal ka likha hai kuch hum bhi pesh karte hain
shayad teek likha ho ...


Aaj us haad tak peela do mujhe ke hosh ko jaaye
Aaj us haad tak dubha do mujhe ke jeena muskhil ho jaaye

Hum peene walon mein nahi dard mein tadapne walon mein hain
Aaj jee bhar ke peene do mujhe ke zamana bhool jaaye

Kya farq padega kisi ko meri maut se peela do mujhe
Aaj jee bhar ke peela do mujhe ke zindagi se nafrat hai mujhe


__________honeyrose_________
Wah! Kya Baat Hai HR
Hum padh kar hi madhosh hue
Agar peelete to behosh hote
Logged
Pooja
Guest
«Reply #41 on: December 14, 2008, 09:16:25 PM »
Reply with quote
nice work honey and Jas ji
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #42 on: December 14, 2008, 09:22:08 PM »
Reply with quote
nice work honey and Jas ji


THANKS JI


JASBIR SINGH
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #43 on: June 18, 2010, 08:25:50 AM »
Reply with quote
Yahan pee pee kar sab bahak gaye
Hum aaye saamne to sab dubak gaye
Ye saraab aisi cheez hai yaaro
Kas ke piyo aur sab ko goli maro
Logged
kuldeep Srivastava
Guest
«Reply #44 on: November 06, 2010, 05:21:00 AM »
Reply with quote
hajaro bhe gaye in botal ke paani me

jo duba na nikla bo jindgani me
Logged
Pages: 1 2 [3] 4 5
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 09:21:45 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.111 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer