....~~aab bar bar aaney lagay~~....

by HumTum on April 20, 2005, 01:25:46 PM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 1617 times)
Talat
Guest
«Reply #15 on: April 20, 2005, 02:23:24 PM »
Reply with quote
Sudharain shaikh kaabay ko ham inglistaan daikhain gay
wahan kya karenge yeh janab hum jaa ke dekhenge ;-)
Logged
HumTum
Guest
«Reply #16 on: April 20, 2005, 02:27:35 PM »
Reply with quote
Balti main bhar kay paani tayra aks daikhta hoon
balti hila hila kar tayra raqs daikhta hoon
Logged
Talat
Guest
«Reply #17 on: April 20, 2005, 02:37:50 PM »
Reply with quote
baalti main wo kisi ka aksa dekhta hai
phir apna sar baalti main paata hai
Logged
HumTum
Guest
«Reply #18 on: April 20, 2005, 02:42:49 PM »
Reply with quote
mujh tak kab unkee bazm meiN aata tha daur-e-jaam
mujh tak kab unkee bazm meiN aata tha daur-e-jaam

aatey they jab padta tha koi kaam !!!!!!!!!!!!!!
Logged
Talat
Guest
«Reply #19 on: April 20, 2005, 03:05:36 PM »
Reply with quote
mujh tak kab unkee bazm meiN aata tha daur-e-jaam
mujh tak kab unkee bazm meiN aata tha daur-e-jaam

warna ho jaata hai ab door se salaam
Logged
HumTum
Guest
«Reply #20 on: April 20, 2005, 03:07:23 PM »
Reply with quote
jis naale se shigaaf paDe aaftaab meiN
jis naale se shigaaf paDe aaftaab meiN

kya likhu iss line ke jawab mein !!!
Logged
Talat
Guest
«Reply #21 on: April 20, 2005, 03:14:47 PM »
Reply with quote
jis naale se shigaaf paDe aaftaab meiN
jis naale se shigaaf paDe aaftaab meiN

ab jaana hai hume..soch lena baad main
Logged
HumTum
Guest
«Reply #22 on: April 20, 2005, 03:20:52 PM »
Reply with quote
yaarab ! zamaana mujhko miTaata hai kis liye ?
yaarab ! zamaana mujhko miTaata hai kis liye ?

kya mein sab ko hasata hoon is liye
Logged
Talat
Guest
«Reply #23 on: April 20, 2005, 03:22:25 PM »
Reply with quote
yaarab ! zamaana mujhko miTaata hai kis liye ?
yaarab ! zamaana mujhko miTaata hai kis liye ?

hansaate ho par jaana hota hai dinner ke liye
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #24 on: April 20, 2005, 04:10:48 PM »
Reply with quote
yaarab ! zamaana mujhko miTaata hai kis liye ?
yaarab ! zamaana mujhko miTaata hai kis liye

allah  yeh  ladki  main  jab  aata  hoon  khaane ki  baat  karti hai ........:wink:
Logged
pandit
Guest
«Reply #25 on: April 20, 2005, 04:18:20 PM »
Reply with quote
are kitna bhi khaayegi.......
seenk ki hi tarah rahegi.......................................
Logged
Talat
Guest
«Reply #26 on: April 20, 2005, 04:50:36 PM »
Reply with quote
yaarab ! zamaana mujhko miTaata hai kis liye ?
yaarab ! zamaana mujhko miTaata hai kis liye

har koi mere khaane pe nazar lagata hai kis liye Puzzled !
Logged
anjaan_daruwala
Guest
«Reply #27 on: April 20, 2005, 08:23:55 PM »
Reply with quote
yaarab ! zamaana mujhko miTaata hai kis liye ?
yaarab ! zamaana mujhko miTaata hai kis liye

ya rub jab mai aaya to sabko sulaya kisliye
sabko sulaya to mughko pilaya kisliye
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #28 on: April 21, 2005, 12:08:04 AM »
Reply with quote
yaarab ! zamaana mujhko miTaata hai kis liye ?
yaarab ! zamaana mujhko miTaata hai kis liye

Neha ko tu door le  jata ahi kis liye
Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 02:04:21 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.127 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer