~Aaj aasmaan mein taare ~

by honeyrose on February 02, 2008, 02:12:17 PM
Pages: 1 ... 43 44 45 46 [47] 48 49 50 51
ReplyPrint
Author  (Read 25206 times)
syednaami
Guest
«Reply #690 on: July 17, 2008, 02:25:44 PM »
Reply with quote
Aaj aasmaan men taaron ki baat ho rahi thi  ...
Hamare PC men badi gadbad ho gayi thi...
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Taare Zameen Par - Lyrics/Album Name: TAARE ZAMEEN PAR by honeyrose in Songs & Lyrics
Do Toote Taare Aasmaan Ke,. by Azeem Azaad in Shayri-E-Dard « 1 2 3 4 »
punam
Guest
«Reply #691 on: July 17, 2008, 05:11:55 PM »
Reply with quote
Aaj aasmaan men taaron ka yeh puchna hai
aap kahan gayab hain jab ki pc theek ho gayi hai...
Logged
syednaami
Guest
«Reply #692 on: July 17, 2008, 08:05:37 PM »
Reply with quote
Aaj aasmaan men taaron ki baat ho rahi thi...
PC theek hua to net problem kar rahi thi...
Logged
Pooja
Guest
«Reply #693 on: July 17, 2008, 08:57:03 PM »
Reply with quote
Aaj aasmaan men taaron ka taaro se sath ho raha hai
meetings ki barsaat main, deemag kharab ho raha hai
Logged
syednaami
Guest
«Reply #694 on: July 18, 2008, 03:28:36 AM »
Reply with quote
Aaj aasmaan men taaron ki baat ho rahi hai...
Hamare office ko tayyari ho gayi hai...
Logged
punam
Guest
«Reply #695 on: July 18, 2008, 04:04:15 AM »
Reply with quote
Aaj aasmaan men taaron ki baat ho rahi hai...
jao sab jao hume kisi se baat nahi karni hai...
Logged
syednaami
Guest
«Reply #696 on: July 18, 2008, 04:19:47 AM »
Reply with quote
Aaj aasmaan men taaron ki baat ho rahi hai...
Yeh na na karke bhi buhat kuchh kahti hai...
Logged
punam
Guest
«Reply #697 on: July 18, 2008, 04:25:11 AM »
Reply with quote
Aaj aasmaan men taaron ki baat ho rahi hai...
yeh haan naa  kuch na kahke bahut kuch kahte hai...
tongue3
Logged
syednaami
Guest
«Reply #698 on: July 18, 2008, 04:47:48 AM »
Reply with quote
Aaj aasmaan men taaron ko khushi mil rahi hai...
Han na ki in ki aadat hamen bhaane lagi hai...
Logged
punam
Guest
«Reply #699 on: July 18, 2008, 05:54:35 AM »
Reply with quote
Aaj aasman me tare chamak rahe hai
jao ji jao hum apni marzi ke malik hai..
Logged
syednaami
Guest
«Reply #700 on: July 22, 2008, 03:23:30 PM »
Reply with quote
Aaj aasmaan men taaron ko khushi mil rahi hai...
Yahan par aaj kisi ki kami khali hai...
Logged
Pooja
Guest
«Reply #701 on: July 22, 2008, 05:52:46 PM »
Reply with quote
Aaj aasmaan main taarein, taro ki barat laya
Yoindia wapis ayya, jaan mai humari jaan laya
Logged
syednaami
Guest
«Reply #702 on: July 22, 2008, 07:53:53 PM »
Reply with quote
Aaj aasmaan men taaron ki attendance ho rahi thi...
Lagta tha Yo ki updating ho rahi thi...
Logged
punam
Guest
«Reply #703 on: July 23, 2008, 04:15:34 AM »
Reply with quote
Aaj aasman ke taron se yeh puchna hai
kya aap ka neend abhi tak nahi khuli hai...
Logged
syednaami
Guest
«Reply #704 on: July 23, 2008, 11:57:57 AM »
Reply with quote
Aaj aasmaan men taaron men khalbali hai...
Neend khulti hai ya aankh khulti hai...
Logged
Pages: 1 ... 43 44 45 46 [47] 48 49 50 51
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 14, 2024, 03:15:57 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.148 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer