..~~Aaj ki Nari~~..

by HumTum on September 16, 2005, 11:01:54 AM
Pages: 1 2 3 [4]
ReplyPrint
Author  (Read 9708 times)
Pooja
Guest
«Reply #45 on: September 21, 2005, 04:41:53 PM »
Reply with quote
Shukariyan Meena kurriye manu lagaya ki kisi ne pasand hi nahi kita!!!

Yah HumTum ji kab tak ayegy
aor NewYorker ji kaya khayal hai
kah do unko ab to aa jai
ki anne wala bas teen mahino mai naya saaal hai!!!
Logged
Meena
Guest
«Reply #46 on: September 21, 2005, 04:47:45 PM »
Reply with quote
awwwww

ny ji  nahin hai new york me,
aur humtum bhi gaya hai apne desh,
umeed hai dono jaldi hi onlien ayenge,
bolo humtum ko dena hai kya koi sandesh?
Logged
Pooja
Guest
«Reply #47 on: September 29, 2005, 09:07:31 PM »
Reply with quote
humtum se puchana kaya wahan net nahi
kahan hai new yorker, agar wo new york mai nahi
dono aise kaise bin bataye chale jaaty hai
hum karaty hai dono ko miss, kaya yah hamara msg app un tak panhochaty hai!!!
Logged
anil_1432main
Guest
«Reply #48 on: October 26, 2005, 09:40:58 AM »
Reply with quote
Quote from: "desikuri"
humtum ji....

hum aaj ki naari hai
jo tum sab par bhari hai

chod aye hum woh zamana peeche
jo rakhte the tum nari ko apne neeche
Logged
desikuri
Guest
«Reply #49 on: October 26, 2005, 09:49:47 AM »
Reply with quote
lagta hai anil ko meri baat samjh hai aayi
isiliye isne yeh post aaj yahan hai lagayi
Logged
Devdas_online
Guest
«Reply #50 on: October 26, 2005, 09:59:27 AM »
Reply with quote
chalo kise to desi ki baat samajh mein aayi,
isliye khushi mein aaj desi nahayi
Logged
desikuri
Guest
«Reply #51 on: October 27, 2005, 06:57:49 AM »
Reply with quote
devdaas tu fir se hai bola
tune kyon apna mooh faltoo mein khola
Logged
Devdas_online
Guest
«Reply #52 on: October 27, 2005, 12:58:31 PM »
Reply with quote
mere mooh sirf tumhare aage khulta hai,
gharwali ke aage mooh band ho jaata hai
Logged
desikuri
Guest
«Reply #53 on: October 28, 2005, 08:19:34 AM »
Reply with quote
lolllz

han baharwali ke age hi mooh kholo
aur gharwali ki pitaayi saho

yehi karna tum kaam
aur khana fir khatte aam
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #54 on: October 28, 2005, 06:14:13 PM »
Reply with quote
kisne  khaaya  yahan  khatte  aam
mujhe  yaad aa rahe hain desi  ke  naam..........
Logged
desikuri
Guest
«Reply #55 on: October 31, 2005, 08:16:45 AM »
Reply with quote
tumhe yaad aa raha hai mera naam
kya aur nahin hai tujhe koi kaam
Logged
Ashutosh Arora
Guest
«Reply #56 on: March 29, 2011, 06:26:11 AM »
Reply with quote
Adaab DostooN .....  kuch Aaj ki nari ke bare mein pesh ler rha hoon ...... acually meri begum ne jo meri halaat bnai hai ussi ko madey nazar rakhte huye ... mein chend ashaar aaj ke nari pe likh rha hooon.... umeed hai meri halaat pe taras aayega !!!!


kaash ke ab ki duniyaa me bhi
pahle see aurat mil jaati
huqm chalata baith ke mein
wo halke halke paanv dabaati 

bhool bhi jaao wo din jab
mardon ne aaraam kiyaa
nayi naari ne mardon kaa
har sukh chain haraam kiya

daftar se mandee jaate hain
mandee se ghar ko aate hain
fir biwi ke taanon ke sang
ghar kaa kaam wo niptaate hain

haay ri durbal mard ki jaat
kah naa paaye dil ke baat
kab hogee fir terii subah
kab chhootegi kaali raat?

teraa janam huaa duniyaa me
kuchh kar ke dikhlaane ko
sahma huaa tu soch me baitha
kyaa duun biwi ko khaane ko??

Logged
Ashutosh Arora
Guest
«Reply #57 on: March 29, 2011, 06:29:47 AM »
Reply with quote

Logged
Pages: 1 2 3 [4]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 04:33:07 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.097 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer