Allah MiyaaN ki Gaaye!

by shara63 on August 27, 2014, 07:25:30 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 879 times)
shara63
Guest
Reply with quote
Meri bholi  bhali bachchi, ikdam Allah miyaaN ki gaye hai,
kisi aur ki ho na ho, unki ammijaan ki to yahi raye hai;

Jab kabhi bhi uske vaaste koi bhula bhatka rishta aaya
taareefon ke pul bandh diye, jee bhar ke gun ginaye hain

Vo kahti phirtiN ki nek, saliqemand, ba-adab, ba-shaoor hai
sari khubiyan hain bachchi me, hunar bhar bhar ke paaye haiN.

Sach magar kuchh aur hai, haqeeqat se vo kosoN doore hain  ,
Muhalle mey har koi isse waqif hai , sabhi toh uske sataye haiN

Ladaayi me ekdam awwal, vo hawa se jaise baateN karti,
khilafat  me koi kuchh bola nahi, ke samjho kaat khaye hai.
   
kya naatedaar, kya  koi padosi, nibhati har kisi se adawat ka rishta,
zahareele dank tewar ke, zubaan ke khanjar sabhi ko chubhaye hain.

Koi sifat ginaye bhi to aakhir kitni, kitne qisse bayaan kare unkey.
kaarnaamoN ki uske har tarf charcha, har jagah machi haye-haye hai.


ainy
Logged
NakulG
Maqbool Shayar
****

Rau: 63
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
5 days, 23 hours and 55 minutes.
Posts: 804
Member Since: Apr 2014


View Profile WWW
«Reply #1 on: August 27, 2014, 09:22:13 AM »
Reply with quote
 Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard
waah!!!
Logged
marhoom bahayaat
Guest
«Reply #2 on: August 27, 2014, 03:15:16 PM »
Reply with quote
Meri bholi  bhali bachchi, ikdam Allah miyaaN ki gaye hai,
kisi aur ki ho na ho, unki ammijaan ki to yahi raye hai;

Jab kabhi bhi uske vaaste koi bhula bhatka rishta aaya
taareefon ke pul bandh diye, jee bhar ke gun ginaye hai

Vo kahti phirtiN ki nek, saliqemand, ba-adab, ba-shaoor hai
sari khubiyan hain bachchi me, hunar bhar bhar ke paaye hain.

Sach magar kuchh aur hai, haqeeqat se vo kosoN doore hain  ,
Muhalle mey har koi isse waqif hai , sabhi toh uske sataye haiN

Ladaayi me ekdam awwal, vo hawa se jaise baateN karti,
khilafat  me koi kuchh bola nahi, ke samjho kaat khaye hai.
   
kya naatedaar, kya  koi padosi, nibhati har kisi se adawat ka rishta,
zahareele dank tewar ke, zubaan ke khanjar sabhi ko chubhaye hai.

Koi sifat ginaye bhi to aakhir kitni, kitne qisse bayaan kare unkey.
kaarnaamoN ki uske har tarf charcha, har jagah machi haye-haye hai.


ainy



ha ha ha good ,ma'am
Logged
amit_prakash_meet
Guest
«Reply #3 on: August 28, 2014, 04:54:20 AM »
Reply with quote
 Laughing hard Laughing hard Laughing hard
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 02:08:42 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.106 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer