awaargi

by samnoj on October 25, 2004, 08:09:17 AM
Pages: 1 ... 102 103 104 105 [106] 107 108 109 110 ... 240
ReplyPrint
Author  (Read 105632 times)
samnoj
General Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 1
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
19 days, 6 hours and 17 minutes.

always smile

Posts: 15216
Member Since: Aug 2004


View Profile
«Reply #1575 on: November 29, 2005, 01:26:54 PM »
Reply with quote
phiirte hai kabse der bader kabhi is nager kabhi us nager
ek doosre ke hum safer main aur meri awaargi
na aashna her rahguzer na maherba her ek nazer
jaye to ab jaye kidher main aur meri awaagi

hum bhi kabhi abaad the, aise kaha berbad the
befiker the azaad the, masroor the dilshaad the
wo chal aisi chal gaya, hum bujh gaye dil jal gaya
nikle jala ke apna gher, main aur meri awaargi

jena bahut aasan tha, ek shaks ka ehsaan tha
hum ko bhi ek arman tha jo khawab ka samaan tha
ab khawab hai na aarzu, armaan hai na justaju
yu bhi chalo khush hai mager main aur meri awaargi

ye dil hi tha jo sah gaya wo baat aisi kah gaya
kahne ko phir kya rah gaya ashko ka dariya bah gaya
jab kahke wo dilber gaya 'tere liye main mer gaya'
rote hai usko raat bher, main aur meri awaargi

ab ghum uthaye kis liye ansu bahaye kis liye
gher band hai sab dost ke ab khatam hai sab dosti
kismat ka ye pher hai andher hi andher hai
aise hue hai be asar main aur meri awaargi

jab humdum wo humraaz tha tab aur hi andaaz tha
ab soz hai tab saaz tha, ab sharam hai tab naaz tha
ab mujh se ho to ho bhi kya, hai saath wo to bhi kya
ek behuner ek be samar, main aur meri awaargi
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
shayeri, awaargi, deewangi by samnoj in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
AWAARGI by BHONDU in Shayri for Dard -e- Judai
~!~Meri Awaargi~!~ by badnaam_shayar in Shayri-E-Dard
meri AWAARGI bha gayi by samnoj in Share Poetry You Like
awaargi(CSET) by MANOJ6568 in Shayri for Khumar -e- Ishq
Delicate_Doll
Guest
«Reply #1576 on: November 29, 2005, 02:21:50 PM »
Reply with quote
bahut he khoob......sam............n......waheed..!!
Logged
mili_genie
Guest
«Reply #1577 on: November 29, 2005, 05:41:59 PM »
Reply with quote
Quote from: "samnoj"
phiirte hai kabse der bader kabhi is nager kabhi us nager
ek doosre ke hum safer main aur meri awaargi
na aashna her rahguzer na maherba her ek nazer
jaye to ab jaye kidher main aur meri awaagi

hum bhi kabhi abaad the, aise kaha berbad the
befiker the azaad the, masroor the dilshaad the
wo chal aisi chal gaya, hum bujh gaye dil jal gaya
nikle jala ke apna gher, main aur meri awaargi

jena bahut aasan tha, ek shaks ka ehsaan tha
hum ko bhi ek arman tha jo khawab ka samaan tha
ab khawab hai na aarzu, armaan hai na justaju
yu bhi chalo khush hai mager main aur meri awaargi

ye dil hi tha jo sah gaya wo baat aisi kah gaya
kahne ko phir kya rah gaya ashko ka dariya bah gaya
jab kahke wo dilber gaya 'tere liye main mer gaya'
rote hai usko raat bher, main aur meri awaargi

ab ghum uthaye kis liye ansu bahaye kis liye
gher band hai sab dost ke ab khatam hai sab dosti
kismat ka ye pher hai andher hi andher hai
aise hue hai be asar main aur meri awaargi

jab humdum wo humraaz tha tab aur hi andaaz tha
ab soz hai tab saaz tha, ab sharam hai tab naaz tha
ab mujh se ho to ho bhi kya, hai saath wo to bhi kya
ek behuner ek be samar, main aur meri awaargi


bahoot badhiya likha hai sam bhai...

Phirte hai kabse der bader kabhi is nager kabhi us nager
shayd mil jaye koi nazar
jiska intezaar dekh rahi hai hamari nazar...
shayad hume mile awargi me is kadar....
Logged
indian_groom
Guest
«Reply #1578 on: November 29, 2005, 07:19:31 PM »
Reply with quote
aaya hoon mai iss jaam me pehli baar
mera namaskar karo swikar
Logged
indian_groom
Guest
«Reply #1579 on: November 29, 2005, 07:23:16 PM »
Reply with quote
Quote from: "salma4u"
gr8 one majid bhaiya....!!!
hello salma
kya aap he wo salman ke behna
jise chod diya tha salman ye kehkar
bahut hua behna ka pyar or dular
ab tau mujhe sirf chaiye aiswariya ka pyar
Logged
samnoj
General Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 1
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
19 days, 6 hours and 17 minutes.

always smile

Posts: 15216
Member Since: Aug 2004


View Profile
«Reply #1580 on: November 30, 2005, 11:36:53 AM »
Reply with quote
thanx salma, mili

welcome ig
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #1581 on: November 30, 2005, 11:59:09 AM »
Reply with quote
haye haye haye...
ye indian groom ko kya huva...
bekar me bheja kyun use kiya...
Logged
mili_genie
Guest
«Reply #1582 on: November 30, 2005, 12:57:28 PM »
Reply with quote
humne suna hai awargi me
akasar do dil mil jaate hai
humne dekha hai awargi me
aksar do dil bichad jaate hai
jab dil milke bichdnahi hai awargi me
to kyu hai ye awargi........:?:
Logged
samnoj
General Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 1
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
19 days, 6 hours and 17 minutes.

always smile

Posts: 15216
Member Since: Aug 2004


View Profile
«Reply #1583 on: November 30, 2005, 12:59:22 PM »
Reply with quote
milte hai dil yaha mil ke bichadne ko
to kyu hum kose apni awaargi ko
Logged
mili_genie
Guest
«Reply #1584 on: November 30, 2005, 01:57:56 PM »
Reply with quote
gre8 samnoj bhai....Usual Smile
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #1585 on: November 30, 2005, 02:00:54 PM »
Reply with quote
gr8 both
Logged
samnoj
General Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 1
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
19 days, 6 hours and 17 minutes.

always smile

Posts: 15216
Member Since: Aug 2004


View Profile
«Reply #1586 on: December 02, 2005, 12:20:45 PM »
Reply with quote
thanx both

ek din aisa bhi aaya tha, hum the aur bekhudi thi
saath kkoi dene ko na tha, charo traf tanhai thi
jis ne mujhe sambhala, hasna aur gana sikhaya
wo meri apni nanhi si, pyaari si awaargi thi
Logged
mili_genie
Guest
«Reply #1587 on: December 02, 2005, 12:38:37 PM »
Reply with quote
zhakaas........ssssssssss..... samnoj bhai......:wink:
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #1588 on: December 02, 2005, 02:11:24 PM »
Reply with quote
gr8...sam.................!! badiya hai...haan haan lage raho...lolzzzzzzzzz
Logged
indian_groom
Guest
«Reply #1589 on: December 02, 2005, 03:27:35 PM »
Reply with quote
aa gaye hum tumhare bulane pe jaana
kaho kha le jao ge hame ab tum
bas apne baap ko ye na batana
lagay ga daanda to hoon jauga mai dhanda
Logged
Pages: 1 ... 102 103 104 105 [106] 107 108 109 110 ... 240
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
September 21, 2024, 05:53:03 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by ASIF
[September 06, 2024, 07:19:37 PM]

[September 05, 2024, 02:50:37 AM]

[August 23, 2024, 06:35:34 AM]

[August 22, 2024, 06:28:13 AM]

[August 22, 2024, 06:27:09 AM]

[August 20, 2024, 06:14:40 PM]

[August 20, 2024, 06:06:24 PM]

[August 20, 2024, 05:55:44 PM]

[August 20, 2024, 05:50:31 PM]

[August 20, 2024, 05:36:24 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.097 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8502 Real Poets and poetry admirer