*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
Rau: 19
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle
Posts: 5603 Member Since: Jun 2010
|
«Reply #2865 on: November 08, 2010, 01:06:10 PM » |
|
apni kehte sunte to ye umar beet gai fir bhi kai kahani adhuri hi reh gai
waise to main ek gazal ki trah gungunai gai lekin kehne ko sirf awaargi hi kehlai gai...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
samnoj
General Patrol
Mashhur Shayar
Rau: 1
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:19 days, 8 hours and 57 minutes.
always smile
Posts: 15216 Member Since: Aug 2004
|
|
«Reply #2866 on: November 08, 2010, 01:13:41 PM » |
|
wakt ke sath kabhi na apni zindaghi chali na main chal saka na meri awaargi chali
|
|
|
Logged
|
|
|
|
KOYAL46
Guest
|
|
«Reply #2867 on: November 08, 2010, 01:16:03 PM » |
|
Tune usske ek lafz ko shayeri keh diya Ab aur kya kahe wo sochti he reh gayee Nazron se jab kehna chaha tha ussne Tune usse usski Awaargi keh diyaa....
Wo nazar usski jhuki-ki-jhuki reh gayee Umra bhar ko khamoshi ki sazaa reh gayee badhya hai anaam ji n ana ji
wo nazer ab jhuki to jhuki rah gayi na mukammal meri awaargi rah gayi
usne sab kuch ek lafz me kah diya umer bher ke liye khamoshi rah gayi
maine "samnoj" use shayeri kah diya aur wo jane kya sochti rah gayi
|
|
|
Logged
|
|
|
|
samnoj
General Patrol
Mashhur Shayar
Rau: 1
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:19 days, 8 hours and 57 minutes.
always smile
Posts: 15216 Member Since: Aug 2004
|
|
«Reply #2868 on: November 08, 2010, 01:27:48 PM » |
|
bahuta ache koyal ji
udher bhi khaak udi, idher bhi zakhm pade jidher se hoker bahaaro ke kaarwan nikle sitam ke daur me hume awaargi kaam aayi zubaan pe naaz tha jinko wo bezuban nikle
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ANAAM
Guest
|
|
«Reply #2869 on: November 09, 2010, 04:06:49 AM » |
|
Hum tou lutt gaye aawaargi mai sanam Na kabhi tere huye naa koi huaa mera he
Aawaargi ne kiya kuchh is kadar badnaam Kay har haseena se judd gaya mera naam
|
|
|
Logged
|
|
|
|
samnoj
General Patrol
Mashhur Shayar
Rau: 1
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:19 days, 8 hours and 57 minutes.
always smile
Posts: 15216 Member Since: Aug 2004
|
|
«Reply #2870 on: November 12, 2010, 01:46:18 PM » |
|
bahut ache anaam
|
|
|
Logged
|
|
|
|
samnoj
General Patrol
Mashhur Shayar
Rau: 1
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:19 days, 8 hours and 57 minutes.
always smile
Posts: 15216 Member Since: Aug 2004
|
|
«Reply #2871 on: November 24, 2010, 12:03:19 PM » |
|
mout se pahle hi hume zindaghi kha gayi bachi jo hyat humari awaarghi kha gayi
|
|
|
Logged
|
|
|
|
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
Rau: 19
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle
Posts: 5603 Member Since: Jun 2010
|
|
«Reply #2872 on: November 24, 2010, 12:07:51 PM » |
|
kuch to zindagi ne kiya tabaah mera sukuun o karaar kuch usme sath zindagi ka teri ye awaargi nibhaa gai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
samnoj
General Patrol
Mashhur Shayar
Rau: 1
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:19 days, 8 hours and 57 minutes.
always smile
Posts: 15216 Member Since: Aug 2004
|
|
«Reply #2873 on: November 24, 2010, 12:12:10 PM » |
|
kya baat hai
tabah nahi kiya humne zindaghi ko teri jante hai jahan wale bandaghi ko meri khud lut gaye ho awaarghi me tum yahan phir ilzaam kyun de diya awaarghi ko meri
|
|
|
Logged
|
|
|
|
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
Rau: 19
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle
Posts: 5603 Member Since: Jun 2010
|
|
«Reply #2874 on: November 24, 2010, 12:16:16 PM » |
|
aahhaaaaa....bach na chahte ho ilzaam se.....
sath tum hi laaye iss awaara bazm me mujhe sikhai tumhi ne ye awaargi thi mujhe ab aadat ho gai inn mehfilon ki mujhe kar gayee teri ye awaargi hi badnaam mujhe
|
|
|
Logged
|
|
|
|
samnoj
General Patrol
Mashhur Shayar
Rau: 1
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:19 days, 8 hours and 57 minutes.
always smile
Posts: 15216 Member Since: Aug 2004
|
|
«Reply #2875 on: November 24, 2010, 12:19:40 PM » |
|
sar-e-aam ilzaam ab lagaya hai dil pe khanjar sa chalaya hai mana ki humne ki thi pahal laane me mager tum ko bhi awaargi me maza aaya hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
KOYAL46
Guest
|
|
«Reply #2876 on: November 24, 2010, 12:22:49 PM » |
|
Awaarghi ho ya Banjaargi Ek Hala Hai Sine Mein Har Dam Har Pal Bechaini Hai Kaun Bhala Hai Seene Mein
Dil Jis Cheez Ko Haan Kehta Hai Zahen Usi Ko Kehta Hai Na Dil Jis Cheez Ko Haan Kehta Hai Zahen Usi Ko Kehata Hai Na Ishq Mein Uff Yeh Khud Hi Se Ladhna Ek Saza Hai Seene Mein Koi kahe Aawaarghi koi kahe Banjaargi
|
|
|
Logged
|
|
|
|
samnoj
General Patrol
Mashhur Shayar
Rau: 1
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:19 days, 8 hours and 57 minutes.
always smile
Posts: 15216 Member Since: Aug 2004
|
|
«Reply #2877 on: November 24, 2010, 12:26:48 PM » |
|
kya baat hai koyal ji
awaargi hai ya banjaargi main kya janu dhadakte dil ki halat main kya janu seene me chupaya hai bahut raaz maine ab kisi aur ka hai kya raaz main kya jaanu
|
|
|
Logged
|
|
|
|
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
Rau: 19
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle
Posts: 5603 Member Since: Jun 2010
|
|
«Reply #2878 on: November 24, 2010, 12:27:58 PM » |
|
haan ye to sahi hai k aaya maza aawargi me par khudko kho diya maine hayee awaargi me
|
|
|
Logged
|
|
|
|
samnoj
General Patrol
Mashhur Shayar
Rau: 1
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:19 days, 8 hours and 57 minutes.
always smile
Posts: 15216 Member Since: Aug 2004
|
|
«Reply #2879 on: November 24, 2010, 12:31:46 PM » |
|
awaargi me jab se jina seekh liye maine khud ko kho ker jahan pa liya maine ab nahi hai ghum kisi ka dil me khud ko ghumo se door basa liya maine
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|