Badli mein aftaab nikla hai

by Qais on September 26, 2011, 12:45:58 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1257 times)
Qais
Guest
Reply with quote
Jab se uspar shabab nikla hai
meri  jaan ka azaab nikla hai

Mere  seene  mein kaante  chubhte hain
Pados mein jab se  gulaab  nikla hai

Dhoop  samjhun  ki  chandni  isko
Badli  mein  aftaab  nikla  hai

Dekhein  school  jaaye  ya  picture
ghar  se  lekar  kitaab  nikla  hai

Naujawaan  bachche  ghar  mein rakhyega
aaj  woh   be-naqaab   nikla   hai

QAIS  teri talash mein Laila  ka  baap
Ghussay  mein hokar  kabaab  nikla  hai
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
badli mein chhup gaya by kishanpr in Shayri-E-Dard
tera chaand to Sadiyon se aasman mein nikla nahin... Intezar ! by Intezar in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
~* Na Surat Badli Na Sirat Badli *~ by Matrix Guy in Shairy-E-Watan « 1 2  All »
rukh par tere aftaab hai by saahill in Ghazals
SEENE MEIN RAKHA PATTHAR NIKLA ,,,,SUNIL by sunildehgawani in Shayri-E-Dard
sunildehgawani
Guest
«Reply #1 on: September 26, 2011, 02:44:32 PM »
Reply with quote
waaaah ,,,,daaad daaad daaad ,,,,,hajir hai janab bahut hi khub likha hai
Jab se uspar shabab nikla hai
meri  jaan ka azaab nikla hai

Mere  seene  mein kaante  chubhte hain
Pados mein jab se  gulaab  nikla hai

Dhoop  samjhun  ki  chandni  isko
Badli  mein  aftaab  nikla  hai

Dekhein  school  jaaye  ya  picture
ghar  se  lekar  kitaab  nikla  hai

Naujawaan  bachche  ghar  mein rakhyega
aaj  woh   be-naqaab   nikla   hai

QAIS  teri talash mein Laila  ka  baap
Ghussay  mein hokar  kabaab  nikla  hai
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #2 on: September 27, 2011, 05:37:22 AM »
Reply with quote
Qais Sahaab Aadaab~

Bahut khoob janab,
Behad achchi kalaam kahi hai aapne.. Usual Smile

Sabhi ashaar khoob rahe.. par hume yeH ashaar
behad khoob lage...

Usual Smile

Tah e dil se daad O mubarakabad kabul kijiye.
Likhate rahiye.. Khush O aabaad rahiye.
Khuda Hafez.. Usual Smile


Jab se uspar shabab nikla hai
meri  jaan ka azaab nikla hai

Mere  seene  mein kaante  chubhte hain
Pados mein jab se  gulaab  nikla hai

Logged
sbechain
Guest
«Reply #3 on: September 27, 2011, 08:37:51 AM »
Reply with quote
Jab se uspar shabab nikla hai
meri  jaan ka azaab nikla hai

Mere  seene  mein kaante  chubhte hain
Pados mein jab se  gulaab  nikla hai

Dhoop  samjhun  ki  chandni  isko
Badli  mein  aftaab  nikla  hai

Dekhein  school  jaaye  ya  picture
ghar  se  lekar  kitaab  nikla  hai

Naujawaan  bachche  ghar  mein rakhyega
aaj  woh   be-naqaab   nikla   hai

QAIS  teri talash mein Laila  ka  baap
Ghussay  mein hokar  kabaab  nikla  hai








Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Applause Applause Applause Applause :clap:apka andaaz lajawaab nikla hai
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #4 on: September 27, 2011, 09:37:01 AM »
Reply with quote
Bahut khoob,Qais saheb.Achaa kiya naujawaan bachon ko khatre se aagah kar diya.Bahut achhe mazahiya ashaar hain.Meri taraf se daad...Hasan
Logged
Qais
Guest
«Reply #5 on: September 27, 2011, 02:48:26 PM »
Reply with quote
Sunildehgawaniji,adab.aapki hausla afzai ka bahut shukria.
Logged
Qais
Guest
«Reply #6 on: September 27, 2011, 02:51:35 PM »
Reply with quote
Parwaz ji.aapko ashar pasand aaye.meri hausla afzai k lye shukrguzar hoon.
Logged
sunildehgawani
Guest
«Reply #7 on: September 27, 2011, 03:55:39 PM »
Reply with quote
tah-e-dil addab bahi jaan ,,,,bahut hi nayab raha apka ,kalam
Sunildehgawaniji,adab.aapki hausla afzai ka bahut shukria.
Logged
Qais
Guest
«Reply #8 on: September 28, 2011, 03:20:00 AM »
Reply with quote
sunil bhai bahut bahut shukria.
Logged
Qais
Guest
«Reply #9 on: September 28, 2011, 03:21:40 AM »
Reply with quote
Shebaji,hausla afzai k lye shukria.
Logged
Qais
Guest
«Reply #10 on: September 28, 2011, 06:36:30 PM »
Reply with quote
siddiqi saheb,aapne itne achhe alfaaz mein himmat afzai ki hai.kis zaban se shukrya kahun.duaon mein yaad rakhyega.
Logged
adil bechain
Umda Shayar
*

Rau: 161
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
31 days, 18 hours and 24 minutes.

Posts: 6552
Member Since: Mar 2009


View Profile
«Reply #11 on: November 22, 2011, 11:32:40 AM »
Reply with quote
Jab se uspar shabab nikla hai
meri  jaan ka azaab nikla hai

Mere  seene  mein kaante  chubhte hain
Pados mein jab se  gulaab  nikla hai

Dhoop  samjhun  ki  chandni  isko
Badli  mein  aftaab  nikla  hai

Dekhein  school  jaaye  ya  picture
ghar  se  lekar  kitaab  nikla  hai

Naujawaan  bachche  ghar  mein rakhyega
aaj  woh   be-naqaab   nikla   hai

QAIS  teri talash mein Laila  ka  baap
Ghussay  mein hokar  kabaab  nikla  hai


               pade joote jo hamein aaj laila ke baap ke,
               kya khoob mohbbat har taraf se behisaab nikla hai.




  waaaaaaaaaaaaah Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard
Logged
Qais
Guest
«Reply #12 on: November 23, 2011, 04:07:35 PM »
Reply with quote
adil bhai,bahut shukriya.aap bhi wahaan thhe ye jaan kar hausle aur bhi buland ho gaye.
Logged
marhoom bahayaat
Guest
«Reply #13 on: November 27, 2011, 10:15:14 AM »
Reply with quote
Jab se uspar shabab nikla hai
meri  jaan ka azaab nikla hai

Mere  seene  mein kaante  chubhte hain
Pados mein jab se  gulaab  nikla hai

Dhoop  samjhun  ki  chandni  isko
Badli  mein  aftaab  nikla  hai

Dekhein  school  jaaye  ya  picture
ghar  se  lekar  kitaab  nikla  hai

Naujawaan  bachche  ghar  mein rakhyega
aaj  woh   be-naqaab   nikla   hai

QAIS  teri talash mein Laila  ka  baap
Ghussay  mein hokar  kabaab  nikla  hai

mohabbat ka maza aise asaani se nahin milta.acha tajurba hai
Logged
samnoj
General Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 1
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
19 days, 10 hours and 44 minutes.

always smile

Posts: 15216
Member Since: Aug 2004


View Profile
«Reply #14 on: November 30, 2011, 11:59:01 AM »
Reply with quote
wah...kuch aisa padhne ko milta hai to maza aa jata hai

bahut hi badhya Qais ji
khaas ker ye line

dekhiye school jaye ya picture
gher se leker kitaab nikla hai
badhya hai

hum bhi kuch likhna chahte hai

ujale me pakde gaye range haatho
aaj raat yaha mahtaab nkla hai

sambhalo apna "Taj" mumbai walo
AK-47 leker Qasab nikla hai

Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 08:42:04 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.121 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer