bahader larkiyan(hay na mazay ki baat)

by payar on April 03, 2008, 11:54:06 AM
Pages: 1 2 3 4 [5] 6 7 8
ReplyPrint
Author  (Read 6603 times)
payar
Guest
«Reply #60 on: April 20, 2008, 07:56:52 AM »
Reply with quote
dil mera bohat prayshan ho gaya hay
her taraf larkiyun ka anbar ho gaya hay
larkiyun nay kar rakha hay nak may dam meray
ab tu jeena marna dashwar ho gaya hay
larkiyun nay kiya business ko promote itna
kay har taraf make up ka karoobar ho gaya hay
jo aqal mand thay wo bach gay in say
her baywakof in ka shakar ho gaya hay
simpe say simple baat b in ko samjh nahi atty
ab to in say baat karna bay kar ho gaya hay
jab say ayye hain politics may
countries ki barbadi ka rasta hamwar ho gaya hay NaNaNa Winking
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
dil ke baat aap se by sahil_17n in Shayri for Khumar -e- Ishq
YEH UNIVERSITY KI LARKIYAN by sachin_9810****** in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
Woh baat baat mein.... by kamran_bombay in Shayri for Khumar -e- Ishq
offff yeh larkiyan by indian_groom in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
kah ma kwa har larkay par marty hain(yeh larkiyan) by payar in Funny Shayari in Punjabi
Rajbir
Guest
«Reply #61 on: April 20, 2008, 08:01:06 AM »
Reply with quote
Laughing hard Laughing hard Laughing hard

Munna Bhai lage raho Winking

Tumhara pass kaafi stock hai inko tang karne ke liye Laughing hard
Logged
payar
Guest
«Reply #62 on: April 20, 2008, 08:09:24 AM »
Reply with quote
sir rajbir yeh haar manay gi tu jaan chotay gi Crying Crying tongue3
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #63 on: April 20, 2008, 11:29:15 AM »
Reply with quote
Acha likha hai payar..Usual Smile par..

Is it SO! Yeh ladke har waqt ladkiyon koh hi kyun target karte hai..
Logged
payar
Guest
«Reply #64 on: April 20, 2008, 03:15:06 PM »
Reply with quote
aik apni umer kay siwa koi raz chupaya nahi karty
fazool kahrchi hay adat in ki soch samjh kar paisa lagaya nahi karty
chahaty hain larkon sa samart ban na
par sabhi kahwahishay rang laya nahi karty
yeh tu wo hain jo agg laganay may hain maher
lagi agg yeh kabhi bujhaya nahi karty
dimagh hona ya na hona aik baraber hay
kyun yeh dimagh ko apnay chalaya nahi karty
nikalty hain college or puhach jaty hain date par
in may say aqsar college jaya nahi karty
wasay tu kehty hain hum izat hain
izat ho kar b izat karaya nahi karty
kissy nay kiya baat keh dee LADIES FIRST
warna kissy kam may first aya nahi karty
wasay tu sab kuch bana lety hain acha yeh
mager munh bananay say acha kuch banaya nahu karty
naqal kay liye laty hain books yeh
warba bag may yeh books laya nahi karty
hota hay kiya in kay bag may batanay ki zaroorat nahi
make up kay siwa uss may kuch chupaya nahi karty NaNaNa
Logged
Sonia01
Guest
«Reply #65 on: April 20, 2008, 05:25:34 PM »
Reply with quote
dil mera bohat prayshan ho gaya hay
her taraf larkiyun ka anbar ho gaya hay
larkiyun nay kar rakha hay nak may dam meray
ab tu jeena marna dashwar ho gaya hay
larkiyun nay kiya business ko promote itna
kay har taraf make up ka karoobar ho gaya hay
jo aqal mand thay wo bach gay in say
her baywakof in ka shakar ho gaya hay
simpe say simple baat b in ko samjh nahi atty
ab to in say baat karna bay kar ho gaya hay
jab say ayye hain politics may
countries ki barbadi ka rasta hamwar ho gaya hay NaNaNa Winking

( Laughing hard Laughing hard)

simpe say simple baat b in ko samjh nahi atty
ab to in say baat karna bay kar ho gaya hay

 Crying argue argue
Logged
syednaami
Guest
«Reply #66 on: April 20, 2008, 08:03:08 PM »
Reply with quote
Nanhi pari tumhari help karun kya?

Payar bhai, jhakaas item mara hai inko.
Logged
payar
Guest
«Reply #67 on: April 21, 2008, 12:53:06 PM »
Reply with quote
larko kay chakroo may parh kar inho nay asiy hosh gawaii
kay examination may inn ki 3rd division ayee
in say pocha kissy nay tum tu books may kohii rehty thee
kiya janay wo bachara kay hamaray kahawboo may soyee rehty thee
jab say daikha tha hum ko yeh likhna perhna bohl gai
examination may sawal tu saray likhay  jawab likhna bohl gai

or yeh shair special hay
ya rab na paida kar in haseeno ko yeh kamal kartay hain NaNaNa
perhnay likhnay walay bachayee kahrab kartay hain
Logged
payar
Guest
«Reply #68 on: April 21, 2008, 01:19:39 PM »
Reply with quote
lagta hay larkiyun ki battery down ho gai hay
ya in ko signal puray nahi a rahay
ya aqal ki load sheding ho gai hay
ya dimagh ki batti gun ho gai hay
ya in kay pass danay ko jawab nahi hay NaNaNa NaNaNa
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #69 on: April 21, 2008, 01:26:20 PM »
Reply with quote
Laughing hard Laughing hard Laughing hard

Kuch na kuch to zaroor hai
Abhi dimaag laga rahi hongi jawab ke liye Winking Laughing hard
Logged
payar
Guest
«Reply #70 on: April 21, 2008, 01:29:50 PM »
Reply with quote
sir rajbir joohat mat bolain ap
dimagh ho ga tu lagain gi na NaNaNa
Logged
Pooja
Guest
«Reply #71 on: April 21, 2008, 01:42:15 PM »
Reply with quote
baithe baithe baatein na banao
kuch dhang ka kaam kar ke aao
ladkio ke baare baithe baithe baat banate ho
aor sara din ladki se kaise kare baat, yahi plan banate ho
Logged
syednaami
Guest
«Reply #72 on: April 21, 2008, 01:47:55 PM »
Reply with quote
Ladkiyo se itna mat lado dosto

ghoom phir inko basaana hai ghar apna

koi humko bhi milegi chalti phirti sapna

pyar se inko dekho sajna ke ghar inko hai jaana
Logged
payar
Guest
«Reply #73 on: April 21, 2008, 01:52:08 PM »
Reply with quote
larkiyun say baat karnay kay plan hum kyun banaye
inhay itny lift hum kyun karain
ager larkiyun may hum say zayada hay NaNaNa dam
tu phir hum say acha kar kay daikhayee
Logged
Pooja
Guest
«Reply #74 on: April 21, 2008, 02:26:36 PM »
Reply with quote
dil mera bohat prayshan ho gaya hay
her taraf larkiyun ka anbar ho gaya hay
larkiyun nay kar rakha hay nak may dam meray
ab tu jeena marna dashwar ho gaya hay
larkiyun nay kiya business ko promote itna
kay har taraf make up ka karoobar ho gaya hay
jo aqal mand thay wo bach gay in say
her baywakof in ka shakar ho gaya hay
simpe say simple baat b in ko samjh nahi atty
ab to in say baat karna bay kar ho gaya hay
jab say ayye hain politics may
countries ki barbadi ka rasta hamwar ho gaya hay NaNaNa Winking

Her taraf hai jakla ladki chai
Bichare ladko ki hai tangi aai
Deemag mai kuch nahi hath pite khali
Phasane ko chal de, dekh ladki bholibhali
Phans jaaye to samjhe khud ko hero
Mare jo ek thapar wo, tab inki shakal per dekho Zero
Her baat mai unka make up samne late hai
Koi aor karo baat, baar baar wo hi kyun likhe jaate hai!!!!
Logged
Pages: 1 2 3 4 [5] 6 7 8
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 26, 2024, 08:34:06 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.111 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer