BEWADA.....

by Ninaah on February 28, 2005, 08:10:11 AM
Pages: 1 ... 86 87 88 89 [90] 91 92 93 94 ... 102
ReplyPrint
Author  (Read 51999 times)
waheed_rose2004
Guest
«Reply #1335 on: June 02, 2006, 11:03:04 AM »
Reply with quote
hahahah...  thanxxxxxxxxxxxxxx Ninni........   kaisi   ho  ?/

baat kuch  bhi nahi  yeh mere  dil  ki  jajbaat hai
agar  sun  na hai to baaki  poori raat  hai......
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #1336 on: June 02, 2006, 12:37:05 PM »
Reply with quote
ha ha ha ha.... good waheed... i m fine.....

bhale he baat kuch na ho,
aur ye tumhare jazbaat sahi,
bewade ye ujali subah hai,
koi andheri raat nahi.......


Quote from: "waheed_rose2004"
hahahah...  thanxxxxxxxxxxxxxx Ninni........   kaisi   ho  ?/

baat kuch  bhi nahi  yeh mere  dil  ki  jajbaat hai
agar  sun  na hai to baaki  poori raat  hai......
Logged
natural
Guest
«Reply #1337 on: June 04, 2006, 09:36:28 AM »
Reply with quote
:D  :D
eik jaam honto se tum bhi lagaakar dekho,
Sab armaan poore ho jaayengey
Jinke liye tarapti rahi tum umar bhar,
Wo tumhe saamney kharey nazar aayengey.... :D  :D

Quote from: "Ninaah"
haan haan natural......

kya kahen ab tumko,
sun rahe hain baatein janab ki,
haath mein paimana chalak raha hai,
aur aankhon mein hai bottle sharab ki.....


Quote from: "natural"
Just Wow....

Kehne ko to yahan sabki aankhon mein Maikhana hai,
Har aashiq kisi na kisi ki aankhon ka diwaana hai....
Par nahi dikhta mujhey aisa koyi bhi yahan,
Jinki aankhon mein merey liye saara jamaana hai....

Quote from: "Ninaah"
hmm.... baat to sahi hai....

maikhane ki baat karte hon,
kisi ki aankhon mein he maikhana hai,
jara dekho kisi ki aankhon mein,
jiski aankhon mein tumhare liye saara jamana hai......


wahan jaa kar har koi d
Quote from: "natural"
:D

Agar na hota Pyaar jahan mein,
Na hum aashiq deewaane hote,
Sapne jo poore ho jaate sabke,
To shaayad hi mehkhaane hote....
Logged
D K
Guest
«Reply #1338 on: June 04, 2006, 09:40:11 AM »
Reply with quote
ek ghoont mein jannat ka nazara dikhta hai
jo dil mein ho wo saamne dikhta hai
4-5 peg ke baad ki baat kya bayan krun
Uske baad kuchh bhi kahan dikhta hai tongue3
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #1339 on: June 05, 2006, 12:06:28 PM »
Reply with quote
waah waah kya aachi nasihat hai tumhari natural......

gur jaam hothon se laga liya humne,
to kaun se armaan pure ho jaayenge,
dande kha kar jab hosh aayega,
to saamne police waalon ko paayenge.....



Quote from: "natural"
:D  :D
eik jaam honto se tum bhi lagaakar dekho,
Sab armaan poore ho jaayengey
Jinke liye tarapti rahi tum umar bhar,
Wo tumhe saamney kharey nazar aayengey.... :D  :D

Quote from: "Ninaah"
haan haan natural......

kya kahen ab tumko,
sun rahe hain baatein janab ki,
haath mein paimana chalak raha hai,
aur aankhon mein hai bottle sharab ki.....


Quote from: "natural"
Just Wow....

Kehne ko to yahan sabki aankhon mein Maikhana hai,
Har aashiq kisi na kisi ki aankhon ka diwaana hai....
Par nahi dikhta mujhey aisa koyi bhi yahan,
Jinki aankhon mein merey liye saara jamaana hai....

Quote from: "Ninaah"
hmm.... baat to sahi hai....

maikhane ki baat karte hon,
kisi ki aankhon mein he maikhana hai,
jara dekho kisi ki aankhon mein,
jiski aankhon mein tumhare liye saara jamana hai......


wahan jaa kar har koi d
Quote from: "natural"
:D

Agar na hota Pyaar jahan mein,
Na hum aashiq deewaane hote,
Sapne jo poore ho jaate sabke,
To shaayad hi mehkhaane hote....
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #1340 on: June 05, 2006, 12:08:45 PM »
Reply with quote
ha ha ha ha goood one DK.....

jaam haath mein lekar,
kaun jannat ki sair pe jaata hai,
iska pata to tab chalta hai,
jab khud ko wo apne hone waale sasur ke paata hai......



Quote from: "D K"
ek ghoont mein jannat ka nazara dikhta hai
jo dil mein ho wo saamne dikhta hai
4-5 peg ke baad ki baat kya bayan krun
Uske baad kuchh bhi kahan dikhta hai tongue3
Logged
D K
Guest
«Reply #1341 on: June 05, 2006, 05:15:24 PM »
Reply with quote
Jaam ki poori botal hum ne yoon hi utaar di
aapne sasur ki yaad dila ke poori utaar di
unki lambi si gun nahi bhool paya hoon main
jab jab himmat kari hai maine, inhone mere seene pe taan di
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #1342 on: June 06, 2006, 05:14:49 AM »
Reply with quote
ha ha ha ha good one DK.......

waah kya baat aaj tumne hume batayee hai,
ki unhone sapne mein bhi wo gun tumhe dikhayee hai,
jara sambhal ke jaana saamne unke DK,
unhone sej tumhari kaanto se sajayee hai......



Quote from: "D K"
Jaam ki poori botal hum ne yoon hi utaar di
aapne sasur ki yaad dila ke poori utaar di
unki lambi si gun nahi bhool paya hoon main
jab jab himmat kari hai maine, inhone mere seene pe taan di
Logged
D K
Guest
«Reply #1343 on: June 06, 2006, 08:54:23 PM »
Reply with quote
Winking

aapne achha hua hamein bekhabar kar diya
warna unhone to na jaane kya hashar kar diya
ab hum bilkul nahi jayenge unke saamne
unki gun ne hum par vehshiyana asar kar diya Puzzled !
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #1344 on: June 07, 2006, 07:10:00 AM »
Reply with quote
arreee mohabbat karte ho to darr kiss baat ka,
yahan to sawal hai kuch ghunse aur laat ka,
tum please dar mat jara bhi DK,
bass hume darr hai tumhari aankhon se honewali barsaat ka.....



Quote from: "D K"
Winking

aapne achha hua hamein bekhabar kar diya
warna unhone to na jaane kya hashar kar diya
ab hum bilkul nahi jayenge unke saamne
unki gun ne hum par vehshiyana asar kar diya Puzzled !
Logged
natural
Guest
«Reply #1345 on: June 07, 2006, 07:24:50 AM »
Reply with quote
:D  :D  Good Going you both.......
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #1346 on: June 07, 2006, 07:32:18 AM »
Reply with quote
of course we are going good but we are waiting for you natural.... please come and join us.....

Quote from: "natural"
:D  :D  Good Going you both.......
Logged
natural
Guest
«Reply #1347 on: June 07, 2006, 07:37:52 AM »
Reply with quote
Thanks for waiting for me.... Usual Smile  I will join you after some time....

Bewado ki iss mehfil ko yunhi sajaate rehna,
Jo bhi aaye iss mehfil mein, dost banaate rehna.... Usual Smile
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #1348 on: June 07, 2006, 07:45:52 AM »
Reply with quote
ARRREEE NATRUAL.....

HUM-TUM JAISA YAHAN BEWADA AUR KOI NAHI,
JISE DIKHE AASMAAN NEECHE AUR UPAR JAMEEN,
ISS DUNIYA PUR SIRF HUMARA RAAJ HAI O BEWADON,
YE DUNIYA HE SIRF HUMARE LIYE HAI BANI......

AUR TUM KAHAN CHAL DIYE......DOSTON KO CHOD KAR JAATE HO SHARAM NAHI AATI..... KOI DATE-VATE TO NAHI HAI NA.... :wink:  :wink:  :wink:  :wink:  AGAR AISA HAI TO JAAO PHIR NAHI ROKUNGI......


Quote from: "natural"
Thanks for waiting for me.... Usual Smile  I will join you after some time....

Bewado ki iss mehfil ko yunhi sajaate rehna,
Jo bhi aaye iss mehfil mein, dost banaate rehna.... Usual Smile
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 41 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19905
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #1349 on: June 07, 2006, 08:03:47 AM »
Reply with quote
Waah Ninaah Ji Nice One,...

Kehte Hain Sab Log Yahan Mujhe Bewada,..
Unhe Kya Khabar Hai Ke Kya Apne Dil Pe Guzarti Hai,..

____________________________________-Jaanasheen-
Logged
Pages: 1 ... 86 87 88 89 [90] 91 92 93 94 ... 102
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 20, 2025, 02:51:08 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 16, 2025, 11:22:44 PM]

[April 09, 2025, 05:20:40 AM]

[April 09, 2025, 05:18:27 AM]

[April 09, 2025, 05:10:46 AM]

[April 09, 2025, 05:10:02 AM]

[April 09, 2025, 05:09:16 AM]

[April 09, 2025, 05:04:37 AM]

[April 09, 2025, 05:00:46 AM]

[April 06, 2025, 08:03:29 AM]

[March 20, 2025, 09:25:06 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.111 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8513 Real Poets and poetry admirer