BEWADA.....

by Ninaah on February 28, 2005, 08:10:11 AM
Pages: 1 ... 88 89 90 91 [92] 93 94 95 96 ... 102
ReplyPrint
Author  (Read 52009 times)
natural
Guest
«Reply #1365 on: June 07, 2006, 11:28:57 AM »
Reply with quote
Mehkhaane ke saath ka kya bharosa,
Bottle khatam huyi aur saath toot gaya,
Saathi hai wo jo saanso ki tarah saath rahe,
Nahi koyi aisa jo raah mein chhoot gaya.....

Quote from: "Ninaah"
maikhane mein sirf tum he nahi,
saath tumhare hum bhi betha karte hain,
jara ehsaan mano humari dosti ka,
jo hum saath tumhare yun sarte hain.....

Quote from: "natural"
Itney bhole insaan ko chaalbaaj kehti ho,
Khwaabon ki kis duniya mein tum rehti ho....
Hamaare bholepan ka to yahan sabne fayda uthaaya,
Jab kuchh na raha baaki, mujhey mehkhaane mein bithaaya.....

Quote from: "Ninaah"
oh to tum fikar bilkul na karna,
iss section mein har koi sartaaj hai,
bass hume to darr sirf ek shaks se hai,
wo "Natural" naam ka chaalbaaz hai.....

 :D  :D

Quote from: "natural"
Aisey logon ka kya bharosa,
Jo pal pal naraaz ho jaate hain,
Do ghoont peene ke baad to hum,
Khud bhi sartaaj ho jaate hain.......... :D
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #1366 on: June 07, 2006, 11:32:19 AM »
Reply with quote
fikar na karo natural,
yahan tumhe koi nahi chod kar jaayega,
jab tak saath rahega iss bottle ka,
har koi tumhara saath nibhayega......
:wink:

«Reply #1367 on: June 07, 2006, 11:35:47 AM »
Reply with quote
Saath to sabne pehle hi chhor diya,
Akela mehkhaane mein mujhey chhor diya,
Ab to akela hi jaam par jaam peeta hoon,
Apni life apney style mein jeeta hoon..... :D

«Reply #1368 on: June 07, 2006, 11:41:11 AM »
Reply with quote
waise to yahan sabka style hai,
pur apna style sabse pyara hai,
naam hai jiska "Natural Bewada",
wo sabse accha dost humara hai.....

«Reply #1369 on: June 07, 2006, 11:48:49 AM »
Reply with quote
Quote from: "Ninaah"
waise to yahan sabka style hai,
pur apna style sabse pyara hai,
naam hai jiska "Natural Bewada",
wo sabse accha dost humara hai.....

 Usual Smile  Usual Smile

Thanks.... Now Time to Leave.... Bbye & TC
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 41 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19905
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #1370 on: June 07, 2006, 01:54:28 PM »
Reply with quote
Quote from: "Ninaah"
ji bilkul sahi kaha jaanasheen.....

jo kehte hain tumhe bewada,
unhe kya khabar ke iss dil pe kya guzarti hai,
har lamha ashqon mein guzar jaata hai,
aur iss dil pe ik bijali si girati hai......

Quote from: "Jaanasheen"
Waah Ninaah Ji Nice One,...

Kehte Hain Sab Log Yahan Mujhe Bewada,..
Unhe Kya Khabar Hai Ke Kya Apne Dil Pe Guzarti Hai,..

____________________________________-Jaanasheen-

Sach Kaha Ninaah Ji Apne,..

Sharaab Dard Ki Dawaa Hai Peene Se Kharaabi Nahi,..
Dil ke Dard Se Peete Hain Yaaron Waise Hum Sharaabi Nahi,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 41 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19905
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #1371 on: June 07, 2006, 01:57:58 PM »
Reply with quote
Ashkon Ke Khatron Ko Jamaa Karke Banaai Humne Sharaab,..
Jaane Kyun Sab Is Se Nafrat Karte Hain Aur Kehte Hain Ise Kharaab,..

_______________________________________________-Jaanasheen-
Logged
D K
Guest
«Reply #1372 on: June 07, 2006, 09:13:04 PM »
Reply with quote
aaj maikhane mein tarannum ki saaz hai
humko bhi batato aakhir kya raaz hai
hum aate haim bas peene aur pilane
na jaane duniya waalon ko kyon aitraaz hai
Logged
pinky
Guest
«Reply #1373 on: June 07, 2006, 09:15:27 PM »
Reply with quote
Peene aur pilaane mein koi harz nahi..
Bas dhayn rakhna apna..
Tum yahin kho na jao kahin!!
Logged
D K
Guest
«Reply #1374 on: June 07, 2006, 09:18:41 PM »
Reply with quote
maikhane mein nahi tumhri aakhon se peete hain
maano na maano inhe dekh ke jeete hain
kho jaane do in madhosh aakhon mein aaj
shikarpur ke cheete hain.. shikar par jeete hain tongue3
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #1375 on: June 08, 2006, 04:40:55 AM »
Reply with quote
hadd hai susti ki bhi,
aisa bewada nahi dekha,
jahan tum bethe ho,
wo hai meri sharab ka theka.....

Quote from: "natural"
Quote from: "Ninaah"
waise to yahan sabka style hai,
pur apna style sabse pyara hai,
naam hai jiska "Natural Bewada",
wo sabse accha dost humara hai.....

 Usual Smile  Usual Smile

Thanks.... Now Time to Leave.... Bbye & TC
Logged
natural
Guest
«Reply #1376 on: June 08, 2006, 04:54:34 AM »
Reply with quote
Quote from: "Ninaah"
hadd hai susti ki bhi,
aisa bewada nahi dekha,
jahan tum bethe ho,
wo hai meri sharab ka theka.....

Quote from: "natural"
Quote from: "Ninaah"
waise to yahan sabka style hai,
pur apna style sabse pyara hai,
naam hai jiska "Natural Bewada",
wo sabse accha dost humara hai.....

 Usual Smile  Usual Smile

Thanks.... Now Time to Leave.... Bbye & TC

Wow....
Sharaab ka theka aapka hai,
Ye aapne pehley kyon nahi bataaya,
Bekaar mein hi mujh gareeb se,
Daaru ka bill bharwaaya.... :D
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #1377 on: June 08, 2006, 05:43:18 AM »
Reply with quote
professional aur personnal life ko hum alag rakhte hain,
gur isme dosti nibhate to hum barbaad ho jaate,
jaise aap khade ho aaj chowk pe katora le kar,
ussi tarah hum bhi daane-daane ko mohtaaj ho jaate....

«Reply #1378 on: June 08, 2006, 05:48:43 AM »
Reply with quote
Puzzled !  Puzzled !
Jab katore mein maal hoga,
tabhi mehkhaane mein aayengey
Mujhey kya pata thha merey dost,
Aisi dosti nibhaayengey....
Eik bewde ko boond boond ke liye tarsaayengey.... Puzzled !

«Reply #1379 on: June 08, 2006, 05:55:45 AM »
Reply with quote
BOOND-BOOND KI BAAT KARTE HO,
SAARI BOTTLE HALAK MEIN UTAR KE,
BAAKI BAATEIN BAAD MEIN HONGI,
PEHALE BILL CHUKAO MERE ISS BAAR KE......

Quote from: "natural"
Puzzled !  Puzzled !
Jab katore mein maal hoga,
tabhi mehkhaane mein aayengey
Mujhey kya pata thha merey dost,
Aisi dosti nibhaayengey....
Eik bewde ko boond boond ke liye tarsaayengey.... Puzzled !

Quote from: "Ninaah"
professional aur personnal life ko hum alag rakhte hain,
gur isme dosti nibhate to hum barbaad ho jaate,
jaise aap khade ho aaj chowk pe katora le kar,
ussi tarah hum bhi daane-daane ko mohtaaj ho jaate....

Quote from: "natural"
Quote from: "Ninaah"
hadd hai susti ki bhi,
aisa bewada nahi dekha,
jahan tum bethe ho,
wo hai meri sharab ka theka.....

Quote from: "natural"
Quote from: "Ninaah"
waise to yahan sabka style hai,
pur apna style sabse pyara hai,
naam hai jiska "Natural Bewada",
wo sabse accha dost humara hai.....

 Usual Smile  Usual Smile

Thanks.... Now Time to Leave.... Bbye & TC

Wow....
Sharaab ka theka aapka hai,
Ye aapne pehley kyon nahi bataaya,
Bekaar mein hi mujh gareeb se,
Daaru ka bill bharwaaya.... :D
Logged
Pages: 1 ... 88 89 90 91 [92] 93 94 95 96 ... 102
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 20, 2025, 02:53:16 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 16, 2025, 11:22:44 PM]

[April 09, 2025, 05:20:40 AM]

[April 09, 2025, 05:18:27 AM]

[April 09, 2025, 05:10:46 AM]

[April 09, 2025, 05:10:02 AM]

[April 09, 2025, 05:09:16 AM]

[April 09, 2025, 05:04:37 AM]

[April 09, 2025, 05:00:46 AM]

[April 06, 2025, 08:03:29 AM]

[March 20, 2025, 09:25:06 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.154 seconds with 21 queries.
[x] Join now community of 8513 Real Poets and poetry admirer