BEWADA.....

by Ninaah on February 28, 2005, 08:10:11 AM
Pages: 1 ... 30 31 32 33 [34] 35 36 37 38 ... 102
ReplyPrint
Author  (Read 51970 times)
Ninaah
Guest
«Reply #495 on: June 23, 2005, 07:59:53 AM »
Reply with quote
ufffffffffffffff shakeel...............

hume kya pagal kutte ne kata hai,
jo hum tumse pyar ka izhaar karenge,
isse accha hai hum khud khushi kar lein,
saare zamane ke aage tumko inkaar karenge.....

areee pagal ho gaye ho tum,
jo itna bhi nahi samjh paye ho,
kya socha hai tumne humko,
jo apna rishta humare liye laaye ho......

aree aap to ghadhon se sartaj hain,
bina gadhon ke kahan jaaoge,
gur dobara propose kiya humko,
to kahin apna mooh chupa na paaoge.....





Quote from: "shakeel_saif"
aap ke dar pe hum nahi aaye
aap hi hamare beech mein ghus ke aaye
tum chahti kya ho saaf saaf batao
warna jao kahin dub mar jao
agar hum se pyaar hai to bolo
apne dil ke raz tum bhi kholo

ab bolo aap ka kya khayal hai..........
Logged
shakeel_saif
Guest
«Reply #496 on: June 23, 2005, 08:00:57 AM »
Reply with quote
aap ka naam tha kisi ne nahi poocha
phir aap ne apna naam kyun hai likha
accha ,pata chala hai
aap ka ek naya roop hai machhar
aap ho bahut khachar
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #497 on: June 23, 2005, 08:03:47 AM »
Reply with quote
har pagal apne ko ambani ka bhayee kehta hai,
wo sochta hai ki wo saddam ke mahal mein rehta hai,
bhale he jhopadi bhi na ho sur pe,
lekin humesha shakeel ki tarah khawabon mein behta hai....


shakeel jee kitne paise kamate ho,
kya apne liye rashan bhi la paate ho,
ya yun he humko dekh dekh kar,
apne haath malte reh jaate ho.....

KYON SHAKEEL JI....


Quote from: "shakeel_saif"
apne dimaag ka ilaaj karao
paise chahiye to mujh se le kar jao
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #498 on: June 23, 2005, 08:06:29 AM »
Reply with quote
kyon apne ko badnaam karte ho,
accha kahin tum sabreena pe to nahi marte ho,
pur shakeel ji har ladki to tumse door bhagti hai,
accha chalo jara usse propose karo, kyon itna tum darte ho....

yahan to har koi ladkiyon pe diwana ho jaata hai,
apne he hosh se wo begana ho jaata hai,
gur hum dikha dein apna jalwa,
to bechara iss duniya se rawana ho jaata hai.....





Quote from: "shakeel_saif"
aap ka naam tha kisi ne nahi poocha
phir aap ne apna naam kyun hai likha
accha ,pata chala hai
aap ka ek naya roop hai machhar
aap ho bahut khachar
Logged
shakeel_saif
Guest
«Reply #499 on: June 23, 2005, 08:07:22 AM »
Reply with quote
tum ko to dekhta main hoon hi
kyunki bndriya ka naach dekhne ka shouk mujhe bachpan se hi
tum ko batoun ek baat
khaogi tum ab ek laat
Logged
Devdas_online
Guest
«Reply #500 on: June 23, 2005, 08:09:52 AM »
Reply with quote
Quote from: "Ninaah"
har pagal apne ko ambani ka bhayee kehta hai,
wo sochta hai ki wo saddam ke mahal mein rehta hai,
bhale he jhopadi bhi na ho sur pe,
lekin humesha shakeel ki tarah khawabon mein behta hai....


shakeel jee kitne paise kamate ho,
kya apne liye rashan bhi la paate ho,
ya yun he humko dekh dekh kar,
apne haath malte reh jaate ho.....

KYON SHAKEEL JI....


Quote from: "shakeel_saif"
apne dimaag ka ilaaj karao
paise chahiye to mujh se le kar jao


yeh kisne kaha jo mahal mein rehta hai woh sukhi hai,
yeh kisne keh diya ambani ka bhai sukhi hai,
yeh kisne kaha jhopde mein rehne wala dukhi hai,
agar teri jaisi crorepati bhi ban jaaye, har haal mein dukhi hai

rahi baat raashan ki,
subah bhookhe pet uthate jarur hai, magar bhookhe pet sote nahin hain,
jo bhi mile hum usme sukhi hain, teri tarah rote nahin rehte hain.

samjhi ninaah
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #501 on: June 23, 2005, 08:11:13 AM »
Reply with quote
haan wohi to keh rahi hoon ki tum gadhe ho aur apne ko insaan samajh rahe ho, dekho gadha he laat marta hai, hai na shakeel ji....

har gadha apne ko kitna samajhdar samjhta hai,
isse juda ek kissa yaad aata hai,
jab sunao sabko chutkula, to sab usi din hanste hain,
pur gadha apne ko agale din hanste huve paata hai....





Quote from: "shakeel_saif"
tum ko to dekhta main hoon hi
kyunki bndriya ka naach dekhne ka shouk mujhe bachpan se hi
tum ko batoun ek baat
khaogi tum ab ek laat
Logged
sabreena
Guest
«Reply #502 on: June 23, 2005, 08:14:19 AM »
Reply with quote
aye khilkhilate hue bander
OO pichke hue khaccher
aye sadey hue tamater
jaa apne bill mein chhupp ja jaker......................
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #503 on: June 23, 2005, 08:16:05 AM »
Reply with quote
mein bhale he crorepati ban kar bhi na hansu,
pur tumhari tarah bhi roti nahi hoon,
aap rashan ki baat mat kijiye,
mein kabhi bhuke pet soti nahi hoon.....

mere ghar mein pyar ki barsaat hai,
isliye mein duniya mein malamaal hoon,
har kisi se milti hoon,
aur har dukh se kangaal hoon.....

bhale he khana na mile,
pur pyar mein poora paati hoon,
isliye acche khawab dekhte huve,
hanste huve so jaati hoon.....




Quote from: "Devdas_online"
Quote from: "Ninaah"
har pagal apne ko ambani ka bhayee kehta hai,
wo sochta hai ki wo saddam ke mahal mein rehta hai,
bhale he jhopadi bhi na ho sur pe,
lekin humesha shakeel ki tarah khawabon mein behta hai....


shakeel jee kitne paise kamate ho,
kya apne liye rashan bhi la paate ho,
ya yun he humko dekh dekh kar,
apne haath malte reh jaate ho.....

KYON SHAKEEL JI....


Quote from: "shakeel_saif"
apne dimaag ka ilaaj karao
paise chahiye to mujh se le kar jao


yeh kisne kaha jo mahal mein rehta hai woh sukhi hai,
yeh kisne keh diya ambani ka bhai sukhi hai,
yeh kisne kaha jhopde mein rehne wala dukhi hai,
agar teri jaisi crorepati bhi ban jaaye, har haal mein dukhi hai

rahi baat raashan ki,
subah bhookhe pet uthate jarur hai, magar bhookhe pet sote nahin hain,
jo bhi mile hum usme sukhi hain, teri tarah rote nahin rehte hain.

samjhi ninaah
Logged
shakeel_saif
Guest
«Reply #504 on: June 23, 2005, 08:19:21 AM »
Reply with quote
tum log ki shuru hui hai barbaadi
tum se koi nahi karega ab shaadi
tum ko to bahut guroor hai
magar hum bhi bashahoor hai
Logged
sabreena
Guest
«Reply #505 on: June 23, 2005, 08:21:23 AM »
Reply with quote
deva jii ka ajj ho chhuka hai din kharaab
shayad ajj yahan ho jayenge yeh barbaad
jao deva apna gham kahin jaker chpao
yah kisi maikhane mein pee lo tum sharab...............
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #506 on: June 23, 2005, 08:21:54 AM »
Reply with quote
humse shaadi karne ko log taraste hain,
pur hum he nahi karna chahte hain,
hum acchi qualities dhoondhte hain unme,
pur har ladke mein tumhari quality paate hain...


Quote from: "shakeel_saif"
tum log ki shuru hui hai barbaadi
tum se koi nahi karega ab shaadi
tum ko to bahut guroor hai
magar hum bhi bashahoor hai
Logged
shakeel_saif
Guest
«Reply #507 on: June 23, 2005, 08:23:54 AM »
Reply with quote
hamari quality hai lajawaab
aap ko chahiye koi ladka kharaab
isi liye dhoondte rehto ho har waqt tum
sari zindagi kunwari hi mar jao gi tum
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #508 on: June 23, 2005, 08:26:06 AM »
Reply with quote
meri fikar na karein aap,
aapne kiye hain kaafi paap,
isliye ab tak kunware ho,
acchi ladki ke liye kara karo jaap.....




Quote from: "shakeel_saif"
hamari quality hai lajawaab
aap ko chahiye koi ladka kharaab
isi liye dhoondte rehto ho har waqt tum
sari zindagi kunwari hi mar jao gi tum
Logged
shakeel_saif
Guest
«Reply #509 on: June 23, 2005, 08:28:46 AM »
Reply with quote
hum ko nahi chahiye bndriya
main accha hi hoon kunwara
tum se to kuch umeed bhi nahi kar sakte
tum sirf pedon par ho latakte
Logged
Pages: 1 ... 30 31 32 33 [34] 35 36 37 38 ... 102
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 19, 2025, 11:21:09 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 16, 2025, 11:22:44 PM]

[April 09, 2025, 05:20:40 AM]

[April 09, 2025, 05:18:27 AM]

[April 09, 2025, 05:10:46 AM]

[April 09, 2025, 05:10:02 AM]

[April 09, 2025, 05:09:16 AM]

[April 09, 2025, 05:04:37 AM]

[April 09, 2025, 05:00:46 AM]

[April 06, 2025, 08:03:29 AM]

[March 20, 2025, 09:25:06 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.108 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8513 Real Poets and poetry admirer