BEWADA.....

by Ninaah on February 28, 2005, 08:10:11 AM
Pages: 1 ... 31 32 33 34 [35] 36 37 38 39 ... 102
ReplyPrint
Author  (Read 51971 times)
Devdas_online
Guest
«Reply #510 on: June 23, 2005, 08:29:36 AM »
Reply with quote
Quote from: "Ninaah"
mein bhale he crorepati ban kar bhi na hansu,
pur tumhari tarah bhi roti nahi hoon,
aap rashan ki baat mat kijiye,
mein kabhi bhuke pet soti nahi hoon.....

mere ghar mein pyar ki barsaat hai,
isliye mein duniya mein malamaal hoon,
har kisi se milti hoon,
aur har dukh se kangaal hoon.....

bhale he khana na mile,
pur pyar mein poora paati hoon,
isliye acche khawab dekhte huve,
hanste huve so jaati hoon.....

Quote from: "Devdas_online"
Quote from: "Ninaah"
har pagal apne ko ambani ka bhayee kehta hai,
wo sochta hai ki wo saddam ke mahal mein rehta hai,
bhale he jhopadi bhi na ho sur pe,
lekin humesha shakeel ki tarah khawabon mein behta hai....

shakeel jee kitne paise kamate ho,
kya apne liye rashan bhi la paate ho,
ya yun he humko dekh dekh kar,
apne haath malte reh jaate ho.....

KYON SHAKEEL JI....

Quote from: "shakeel_saif"
apne dimaag ka ilaaj karao
paise chahiye to mujh se le kar jao

yeh kisne kaha jo mahal mein rehta hai woh sukhi hai,
yeh kisne keh diya ambani ka bhai sukhi hai,
yeh kisne kaha jhopde mein rehne wala dukhi hai,
agar teri jaisi crorepati bhi ban jaaye, har haal mein dukhi hai

rahi baat raashan ki,
subah bhookhe pet uthate jarur hai, magar bhookhe pet sote nahin hain,
jo bhi mile hum usme sukhi hain, teri tarah rote nahin rehte hain.

samjhi ninaah

tum hansti jarur ho, magar jab rone lagogi koi aansu poochne nahin aayega,
bas hum jaison ke intezaar mein saara din kat jayega
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #511 on: June 23, 2005, 08:33:19 AM »
Reply with quote
humare latakne pe tum kyon marte ho,
hamari tarah hi tum kyon latakte ho,
aree jab ladkiyon se itni nafrat hai,
to unhi ke liye kyon zamane bhar mein bhatakte ho.....

Quote from: "shakeel_saif"
hum ko nahi chahiye bndriya
main accha hi hoon kunwara
tum se to kuch umeed bhi nahi kar sakte
tum sirf pedon par ho latakte
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #512 on: June 23, 2005, 08:35:27 AM »
Reply with quote
kitni galatfahmi mein jeete ho,
jara please sapne se jaag jaao,
koi ladki tumhe pasand nahi karti,
tum please yahan se bhag jaao,

mere aansoo pochne ke liye,
bahot kade hain qatar mein,
har ladka ladta rehta hai,
sirf hume choone ke intzaar mein....

Quote from: "Devdas_online"
Quote from: "Ninaah"
mein bhale he crorepati ban kar bhi na hansu,
pur tumhari tarah bhi roti nahi hoon,
aap rashan ki baat mat kijiye,
mein kabhi bhuke pet soti nahi hoon.....

mere ghar mein pyar ki barsaat hai,
isliye mein duniya mein malamaal hoon,
har kisi se milti hoon,
aur har dukh se kangaal hoon.....

bhale he khana na mile,
pur pyar mein poora paati hoon,
isliye acche khawab dekhte huve,
hanste huve so jaati hoon.....

Quote from: "Devdas_online"
Quote from: "Ninaah"
har pagal apne ko ambani ka bhayee kehta hai,
wo sochta hai ki wo saddam ke mahal mein rehta hai,
bhale he jhopadi bhi na ho sur pe,
lekin humesha shakeel ki tarah khawabon mein behta hai....

shakeel jee kitne paise kamate ho,
kya apne liye rashan bhi la paate ho,
ya yun he humko dekh dekh kar,
apne haath malte reh jaate ho.....

KYON SHAKEEL JI....

Quote from: "shakeel_saif"
apne dimaag ka ilaaj karao
paise chahiye to mujh se le kar jao

yeh kisne kaha jo mahal mein rehta hai woh sukhi hai,
yeh kisne keh diya ambani ka bhai sukhi hai,
yeh kisne kaha jhopde mein rehne wala dukhi hai,
agar teri jaisi crorepati bhi ban jaaye, har haal mein dukhi hai

rahi baat raashan ki,
subah bhookhe pet uthate jarur hai, magar bhookhe pet sote nahin hain,
jo bhi mile hum usme sukhi hain, teri tarah rote nahin rehte hain.

samjhi ninaah

tum hansti jarur ho, magar jab rone lagogi koi aansu poochne nahin aayega,
bas hum jaison ke intezaar mein saara din kat jayega
Logged
shakeel_saif
Guest
«Reply #513 on: June 23, 2005, 08:36:15 AM »
Reply with quote
tum par koi nahi marta hai
tumhe sirf ek jhapad padta hai
tum agar kabhi mere samne aayi
to tum phir kabhi nahi dogi dikhai
jao pehle apni surat to dekho
apne chehre pe se kaalik to poocho
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #514 on: June 23, 2005, 08:39:45 AM »
Reply with quote
kyon apne baare mein sabko bata rahe ho,
kyon chilla chilla kar hum ladkiyon ko sata rahe ho,
jhapad to aapko padega gur aap yahan se na gaye to,
kyon apne maar khaane ki jagah ka patta bata rahe ho.....

Quote from: "shakeel_saif"
tum par koi nahi marta hai
tumhe sirf ek jhapad padta hai
tum agar kabhi mere samne aayi
to tum phir kabhi nahi dogi dikhai
jao pehle apni surat to dekho
apne chehre pe se kaalik to poocho
Logged
shakeel_saif
Guest
«Reply #515 on: June 23, 2005, 08:43:07 AM »
Reply with quote
agar khani hai meri maar
to yahin karo intezaar
tum ko to koi sharam bhi nahi hai
bar bar aa kar mera dimaag kha rahi hai
khud ke paas to nahi hai dimaag
dousron ka kyun bujha rahi ho chiraag........
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #516 on: June 23, 2005, 08:47:11 AM »
Reply with quote
tumhara chiraag se pehle se he bujha hai,
pur tum doosron ko kyon tang karte ho,
ye ladkiyan tumpe jab nahi marti,
to tum kyon inn ladkiyon pe marte ho....

jab meri maar khaoge,
to apna vartmaan bhi bhool jaaoge,
mein abhi tak linient hoon tumhare liye,
pur tum kyon bujha rahe ho apne diye.....

Quote from: "shakeel_saif"
agar khani hai meri maar
to yahin karo intezaar
tum ko to koi sharam bhi nahi hai
bar bar aa kar mera dimaag kha rahi hai
khud ke paas to nahi hai dimaag
dousron ka kyun bujha rahi ho chiraag........
Logged
shakeel_saif
Guest
«Reply #517 on: June 23, 2005, 08:50:00 AM »
Reply with quote
tumko to hoga narak mein jaana
tum ne kaam hi aisa hai karvana
main hell ka manager hoon
tum ko roz dekta hoon
kab tum ko main marounga
kab tumko narak mein laounga
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #518 on: June 23, 2005, 08:54:38 AM »
Reply with quote
haan tum shakal se narak ke manager lagte ho,
tumhara to uddhar ho he nahi sakta,
hum jaise to swarg ke wasi hain,
tumhare saath har ladka hai pakta.....

mujhe narak mein laane ke sapne dekhna chod do,
varna zindagi bhar so na paaoge,
tumhari manager ki kursi bhi chin jaayegi,
wahan tum sweeper ki tarah jhadoo lagaoge....

Quote from: "shakeel_saif"
tumko to hoga narak mein jaana
tum ne kaam hi aisa hai karvana
main hell ka manager hoon
tum ko roz dekta hoon
kab tum ko main marounga
kab tumko narak mein laounga
Logged
Devdas_online
Guest
«Reply #519 on: June 23, 2005, 08:57:09 AM »
Reply with quote
Quote from: "Ninaah"
kitni galatfahmi mein jeete ho,
jara please sapne se jaag jaao,
koi ladki tumhe pasand nahi karti,
tum please yahan se bhag jaao,

mere aansoo pochne ke liye,
bahot kade hain qatar mein,
har ladka ladta rehta hai,
sirf hume choone ke intzaar mein....

Quote from: "Devdas_online"
Quote from: "Ninaah"
mein bhale he crorepati ban kar bhi na hansu,
pur tumhari tarah bhi roti nahi hoon,
aap rashan ki baat mat kijiye,
mein kabhi bhuke pet soti nahi hoon.....

mere ghar mein pyar ki barsaat hai,
isliye mein duniya mein malamaal hoon,
har kisi se milti hoon,
aur har dukh se kangaal hoon.....

bhale he khana na mile,
pur pyar mein poora paati hoon,
isliye acche khawab dekhte huve,
hanste huve so jaati hoon.....

Quote from: "Devdas_online"
Quote from: "Ninaah"
har pagal apne ko ambani ka bhayee kehta hai,
wo sochta hai ki wo saddam ke mahal mein rehta hai,
bhale he jhopadi bhi na ho sur pe,
lekin humesha shakeel ki tarah khawabon mein behta hai....

shakeel jee kitne paise kamate ho,
kya apne liye rashan bhi la paate ho,
ya yun he humko dekh dekh kar,
apne haath malte reh jaate ho.....

KYON SHAKEEL JI....

Quote from: "shakeel_saif"
apne dimaag ka ilaaj karao
paise chahiye to mujh se le kar jao

yeh kisne kaha jo mahal mein rehta hai woh sukhi hai,
yeh kisne keh diya ambani ka bhai sukhi hai,
yeh kisne kaha jhopde mein rehne wala dukhi hai,
agar teri jaisi crorepati bhi ban jaaye, har haal mein dukhi hai

rahi baat raashan ki,
subah bhookhe pet uthate jarur hai, magar bhookhe pet sote nahin hain,
jo bhi mile hum usme sukhi hain, teri tarah rote nahin rehte hain.

samjhi ninaah

tum hansti jarur ho, magar jab rone lagogi koi aansu poochne nahin aayega,
bas hum jaison ke intezaar mein saara din kat jayega

tujhe maarne ke liye qataar[queue] mein khade rehte hain, na ki tere aansu poochne ke liye,
tere aansu dharti ko ganda na kar de, isji vajah se tere aage peeche ghoomte rehte hain

mujhe to ladkiyan pasand nahin karti, tujhe ko gadhe ne bhi reject kar diya,
usne bhi tujhe red signal dikha diya
Logged
shakeel_saif
Guest
«Reply #520 on: June 23, 2005, 08:59:21 AM »
Reply with quote
tum ko to narak main hi laounga
roz safai karounga
tum ko hunter se marounga
ped par latakaounga
bndriya ka naach nachounga
tum ko naale mein phikvaounga
wahan ka paani pilaounga
wahin tum ko sulaonga
roztum ko darounga
saath mein ek kutta bhi chor jaonga
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #521 on: June 23, 2005, 09:16:33 AM »
Reply with quote
shakeel ji kyon itne khawab dekhte ho,
khawabon mein aap apne ko mahan batate hain,
pur kya karein hume aap pe taras aata hai,
kyon khawab mein he to billi ko chichade nazar aate hain....

Quote from: "shakeel_saif"
tum ko to narak main hi laounga
roz safai karounga
tum ko hunter se marounga
ped par latakaounga
bndriya ka naach nachounga
tum ko naale mein phikvaounga
wahan ka paani pilaounga
wahin tum ko sulaonga
roztum ko darounga
saath mein ek kutta bhi chor jaonga
Logged
shakeel_saif
Guest
«Reply #522 on: June 23, 2005, 09:19:02 AM »
Reply with quote
billi to aap hi hain
aap ka har waqt ek naya roop hota hai
kabhi aap bndriya , kabhi machhar aur kabhi billi hoti hai
aap to taras ke bhi kabil nahi hai
aap to sab se bade bewakoofon mein shamil hai
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #523 on: June 23, 2005, 09:24:21 AM »
Reply with quote
kyon apne ko gaali diye jaa rahe ho devdass,
yahan koi kuch sun nahi pata hai,
har koi tumhari tarah he yahan gadha hai,
jo dum hilate hue mere pass aa jaata hai....

mere ansoo ki tum baat na karo,
tumhari kismat nahi hai ki tum inhe ponch paaoge,
tum kitni bhi koshish kar lo bhale he,
tum mujh tak kabhi nahi pauhanch paaoge....

Quote from: "Devdas_online"
Quote from: "Ninaah"
kitni galatfahmi mein jeete ho,
jara please sapne se jaag jaao,
koi ladki tumhe pasand nahi karti,
tum please yahan se bhag jaao,

mere aansoo pochne ke liye,
bahot kade hain qatar mein,
har ladka ladta rehta hai,
sirf hume choone ke intzaar mein....

Quote from: "Devdas_online"
Quote from: "Ninaah"
mein bhale he crorepati ban kar bhi na hansu,
pur tumhari tarah bhi roti nahi hoon,
aap rashan ki baat mat kijiye,
mein kabhi bhuke pet soti nahi hoon.....

mere ghar mein pyar ki barsaat hai,
isliye mein duniya mein malamaal hoon,
har kisi se milti hoon,
aur har dukh se kangaal hoon.....

bhale he khana na mile,
pur pyar mein poora paati hoon,
isliye acche khawab dekhte huve,
hanste huve so jaati hoon.....

Quote from: "Devdas_online"
Quote from: "Ninaah"
har pagal apne ko ambani ka bhayee kehta hai,
wo sochta hai ki wo saddam ke mahal mein rehta hai,
bhale he jhopadi bhi na ho sur pe,
lekin humesha shakeel ki tarah khawabon mein behta hai....

shakeel jee kitne paise kamate ho,
kya apne liye rashan bhi la paate ho,
ya yun he humko dekh dekh kar,
apne haath malte reh jaate ho.....

KYON SHAKEEL JI....

Quote from: "shakeel_saif"
apne dimaag ka ilaaj karao
paise chahiye to mujh se le kar jao

yeh kisne kaha jo mahal mein rehta hai woh sukhi hai,
yeh kisne keh diya ambani ka bhai sukhi hai,
yeh kisne kaha jhopde mein rehne wala dukhi hai,
agar teri jaisi crorepati bhi ban jaaye, har haal mein dukhi hai

rahi baat raashan ki,
subah bhookhe pet uthate jarur hai, magar bhookhe pet sote nahin hain,
jo bhi mile hum usme sukhi hain, teri tarah rote nahin rehte hain.

samjhi ninaah

tum hansti jarur ho, magar jab rone lagogi koi aansu poochne nahin aayega,
bas hum jaison ke intezaar mein saara din kat jayega

tujhe maarne ke liye qataar[queue] mein khade rehte hain, na ki tere aansu poochne ke liye,
tere aansu dharti ko ganda na kar de, isji vajah se tere aage peeche ghoomte rehte hain

mujhe to ladkiyan pasand nahin karti, tujhe ko gadhe ne bhi reject kar diya,
usne bhi tujhe red signal dikha diya
Logged
Devdas_online
Guest
«Reply #524 on: June 23, 2005, 09:44:01 AM »

maine tera naam lekar khud ko gaali hi di hai,
aakhir yeh galti meri zuban ne kaise kar di hai

aapne thik farmaya,
main aap tak pahunch nahin paunga, kyonki aap nark mein rehti hain,
mujhe vahan ka raasta bhi nahin malum, kyonki hum swarg mein rehte hain
Logged
Pages: 1 ... 31 32 33 34 [35] 36 37 38 39 ... 102
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 19, 2025, 11:21:10 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 16, 2025, 11:22:44 PM]

[April 09, 2025, 05:20:40 AM]

[April 09, 2025, 05:18:27 AM]

[April 09, 2025, 05:10:46 AM]

[April 09, 2025, 05:10:02 AM]

[April 09, 2025, 05:09:16 AM]

[April 09, 2025, 05:04:37 AM]

[April 09, 2025, 05:00:46 AM]

[April 06, 2025, 08:03:29 AM]

[March 20, 2025, 09:25:06 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.077 seconds with 18 queries.
[x] Join now community of 8513 Real Poets and poetry admirer