BEWADA.....

by Ninaah on February 28, 2005, 08:10:11 AM
Pages: 1 ... 37 38 39 40 [41] 42 43 44 45 ... 102
ReplyPrint
Author  (Read 51971 times)
PREMANSHU
Guest
«Reply #600 on: June 30, 2005, 10:33:43 AM »
Reply with quote
Quote from: "Devdas_online"
unki aankhon mein itna nasha hai,
sharab peene ki jarurat nahin padti
jabse woh mile,
paise kharch karne ki jarurat nahin padti


KYA BAAT HAI DEVDAS . . .


ab zaroorat nahi hai humko mehkhane
keh do duniya walon se peena chood diya humne
ab toh kuch aur hi naasha chaaya hai ,
Jabse naseeli aankhon se dekha hai Tumne . . .
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #601 on: June 30, 2005, 10:34:53 AM »
Reply with quote
har muskurahat ko dekh kar unki,
hum nashe mein ho gaye,
unke sapne le kar jaage,
aur gairon ki baahon mein so gaye....



Quote from: "Devdas_online"
unki aankhon mein itna nasha hai,
sharab peene ki jarurat nahin padti
jabse woh mile,
paise kharch karne ki jarurat nahin padti
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #602 on: June 30, 2005, 10:36:40 AM »
Reply with quote
kya baat hai devdas aur premanshu,

kahin apne apno ke chakkar mein,
humein yun tanha chod doge,
apne aap to pee loge maze se,
aur khali glass humari taraf mod doge....



Quote from: "PREMANSHU"
Quote from: "Devdas_online"
unki aankhon mein itna nasha hai,
sharab peene ki jarurat nahin padti
jabse woh mile,
paise kharch karne ki jarurat nahin padti


KYA BAAT HAI DEVDAS . . .


ab zaroorat nahi hai humko mehkhane
keh do duniya walon se peena chood diya humne
ab toh kuch aur hi naasha chaaya hai ,
Jabse naseeli aankhon se dekha hai Tumne . . .
Logged
PREMANSHU
Guest
«Reply #603 on: June 30, 2005, 10:40:31 AM »
Reply with quote
Quote from: "Ninaah"
kya baat hai devdas aur premanshu,

kahin apne apno ke chakkar mein,
humein yun tanha chod doge,
apne aap to pee loge maze se,
aur khali glass humari taraf mod doge....




Azi aap ko chod kar hum jee nahi payenge ,
Galti se agar jee bhi len phir aap ke bina pee nahi payenge . . .
Logged
Devdas_online
Guest
«Reply #604 on: June 30, 2005, 10:41:04 AM »
Reply with quote
ninaah,

jab khali glass mein apni nasheeli aankhon ko dekhoge,
khuda kasam hum jaise devdas ban jaoge
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #605 on: June 30, 2005, 10:42:46 AM »
Reply with quote
haan aisi kabhi himmat bhi na karna,
warna hum khafa ho jaayenge,
hum veeron mein chup kar,
aap ko aur tadpayenge.....



Quote from: "PREMANSHU"
Quote from: "Ninaah"
kya baat hai devdas aur premanshu,

kahin apne apno ke chakkar mein,
humein yun tanha chod doge,
apne aap to pee loge maze se,
aur khali glass humari taraf mod doge....




Azi aap ko chod kar hum jee nahi payenge ,
Galti se agar jee bhi len phir aap ke bina pee nahi payenge . . .
Logged
PREMANSHU
Guest
«Reply #606 on: June 30, 2005, 10:43:47 AM »
Reply with quote
Quote from: "Ninaah"
har muskurahat ko dekh kar unki,
hum nashe mein ho gaye,
unke sapne le kar jaage,
aur gairon ki baahon mein so gaye....




Yeh kya gazab aapne kar daala . .
Khud to naashe mein the . .
Par unko to maar he daala
Logged
PREMANSHU
Guest
«Reply #607 on: June 30, 2005, 10:47:42 AM »
Reply with quote
Quote from: "Ninaah"
haan aisi kabhi himmat bhi na karna,
warna hum khafa ho jaayenge,
hum veeron mein chup kar,
aap ko aur tadpayenge.....



Humse yeh khaata to kabhi ho nahi sakti
Hum aap ka ruthna aazma chuke . .
Ek baar to PM kar aap ko maana liya
Shyaad dubara yeh kam kar na sake . .
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #608 on: June 30, 2005, 10:49:29 AM »
Reply with quote
accha wo marr gaye,
aur aapne hum nahi bataya,
pee to hum dono ne he thi,
phir unn pe he kyon nasha chaya....


Quote from: "PREMANSHU"
Quote from: "Ninaah"
har muskurahat ko dekh kar unki,
hum nashe mein ho gaye,
unke sapne le kar jaage,
aur gairon ki baahon mein so gaye....




Yeh kya gazab aapne kar daala . .
Khud to naashe mein the . .
Par unko to maar he daala
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #609 on: June 30, 2005, 10:50:43 AM »
Reply with quote
aree ab aap na khafa hon,
ab hum aap ko manayenge,
gur rooth kar bhag bhi gaye,
to rassi se bandh kar laayenge...



Quote from: "PREMANSHU"
Quote from: "Ninaah"
haan aisi kabhi himmat bhi na karna,
warna hum khafa ho jaayenge,
hum veeron mein chup kar,
aap ko aur tadpayenge.....



Humse yeh khaata to kabhi ho nahi sakti
Hum aap ka ruthna aazma chuke . .
Ek baar to PM kar aap ko maana liya
Shyaad dubara yeh kam kar na sake . .
Logged
PREMANSHU
Guest
«Reply #610 on: June 30, 2005, 10:54:28 AM »
Reply with quote
Quote from: "Ninaah"
accha wo marr gaye,
aur aapne hum nahi bataya,
pee to hum dono ne he thi,
phir unn pe he kyon nasha chaya....




hum par chaya hai kisi aur ka nasha . . .
app to samjhe ki hum pee rahain hain sharab
Par kisi ko yeh khabaar tak nahi hui
ki is sharab mein kisi haseena ne milya hai shabbab
Logged
PREMANSHU
Guest
«Reply #611 on: June 30, 2005, 11:02:13 AM »
Reply with quote
Quote from: "Ninaah"
aree ab aap na khafa hon,
ab hum aap ko manayenge,
gur rooth kar bhag bhi gaye,
to rassi se bandh kar laayenge...




Ab to hum aap se ruthe nahi saakte jaan-e-jigar
Pyaar to hai hi aap se par rassi se bhi lagta hai Darr
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #612 on: June 30, 2005, 11:05:54 AM »
Reply with quote
kya baat hai premanshu.....

hum to samjhe ki ye nasha kuch aur hai,
nahi hai ye nasha sharab ka,
socha mil kar bethenge,
pur akele he aapne loot liye maza kabaab ka....



Quote from: "PREMANSHU"
Quote from: "Ninaah"
accha wo marr gaye,
aur aapne hum nahi bataya,
pee to hum dono ne he thi,
phir unn pe he kyon nasha chaya....




hum par chaya hai kisi aur ka nasha . . .
app to samjhe ki hum pee rahain hain sharab
Par kisi ko yeh khabaar tak nahi hui
ki is sharab mein kisi haseena ne milya hai shabbab
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #613 on: June 30, 2005, 11:07:18 AM »
Reply with quote
rassi to isliye hai,
ki kahin aap dobara na bhaag jaayen,
kahin kho na dein aapko duniya ki bheed mein,
kya pata phir hum aapko na dhoondh paayen.....



Quote from: "PREMANSHU"
Quote from: "Ninaah"
aree ab aap na khafa hon,
ab hum aap ko manayenge,
gur rooth kar bhag bhi gaye,
to rassi se bandh kar laayenge...




Ab to hum aap se ruthe nahi saakte jaan-e-jigar
Pyaar to hai hi aap se par rassi se bhi lagta hai Darr
Logged
PREMANSHU
Guest
«Reply #614 on: June 30, 2005, 11:10:55 AM »
Reply with quote
Quote from: "Ninaah"
kya baat hai premanshu.....

hum to samjhe ki ye nasha kuch aur hai,
nahi hai ye nasha sharab ka,
socha mil kar bethenge,
pur akele he aapne loot liye maza kabaab ka....





Are huzoor Kabaab ki kya baat hai
hum poora ka poora chicken banwaenge
khud kahenge chicken peene ke saath
aur dono ka bill aap se bharwaenge . .
Logged
Pages: 1 ... 37 38 39 40 [41] 42 43 44 45 ... 102
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 19, 2025, 11:21:09 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 16, 2025, 11:22:44 PM]

[April 09, 2025, 05:20:40 AM]

[April 09, 2025, 05:18:27 AM]

[April 09, 2025, 05:10:46 AM]

[April 09, 2025, 05:10:02 AM]

[April 09, 2025, 05:09:16 AM]

[April 09, 2025, 05:04:37 AM]

[April 09, 2025, 05:00:46 AM]

[April 06, 2025, 08:03:29 AM]

[March 20, 2025, 09:25:06 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.092 seconds with 18 queries.
[x] Join now community of 8513 Real Poets and poetry admirer