BEWADA.....

by Ninaah on February 28, 2005, 08:10:11 AM
Pages: 1 ... 51 52 53 54 [55] 56 57 58 59 ... 102
ReplyPrint
Author  (Read 52019 times)
Ninaah
Guest
«Reply #810 on: July 01, 2005, 01:01:42 PM »
Reply with quote
haan haan aur to mujhe koi kaam karne nahi,
sirf kaam hai tumhe uthane ka,
issi ki pagar mil rahi hai,
aur milte hain perks tumhe jagane ka.....




Quote from: "nafrate_husn"
Quote from: "Ninaah"
chalo koi baat nahi,
tumhe roz betha kar khilaungi,
mujhe to aur koi kaam nahi,
tumhe pyar se subah jagaungi...

ab theek hai na.




Wo din kab aayega jab tum muje Jagaogi
Garam Garam chai apne haatho se pilawogi
Badiya Badiya khana aur tumhare sundar sundar haath
kya main koi sapna dekh raha hoon
ki tumne sach me pakda hai mera haath
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #811 on: July 01, 2005, 01:03:45 PM »
Reply with quote
ok to phir milte hain kal subah,
mil kar bahot saari baat hogi,
jaa kar so jana chen se,
jab andheri raat hogi,
darna nahi akele mein,
yadein meri saath hogi.....

bye and take good care of yourself....



Quote from: "nafrate_husn"
Quote
ha ha ha ha good one nafrat sahab.......

arr nahi holi to pichale saal beet gayee,
tumhe aaj dhyaan aa raha hai,
kitne bhulakkad ho,
ab mujhe chod ke kahan jaa raha hai....

hey bhagwaan kya karun mein tumhara....


Ninaah ji main Bhulakkad nahi
Tumne hi bola tha 2 hafte pahle main nahaya tha
lekin jis din me nahaya tha us din holi thi

Tumhe chod ke nahi jaa raha hoon
Idhar raat ho gayee hai bahut
Taxi na milegi jaane ko ghar
office me hi rahna padega raat bhar
Logged
nafrate_husn
Guest
«Reply #812 on: July 01, 2005, 01:05:16 PM »
Reply with quote
Quote
haan haan aur to mujhe koi kaam karne nahi,
sirf kaam hai tumhe uthane ka,
issi ki pagar mil rahi hai,
aur milte hain perks tumhe jagane ka.....


Ohh to aap karti hai kaam
lekin kaam hum karenge
tum karogi bas aaraam
$$$ tumhare pairo pe daal doonga
tum haan kar do sare jamane se lad loonga
Logged
nafrate_husn
Guest
«Reply #813 on: July 01, 2005, 01:06:45 PM »
Reply with quote
rooko rooko
Kidhar tum chal di
5 min aur ruk jao
2 yaaden aur saath hongi
Logged
nafrate_husn
Guest
«Reply #814 on: July 01, 2005, 01:10:19 PM »
Reply with quote
Quote
ok to phir milte hain kal subah,
mil kar bahot saari baat hogi,
jaa kar so jana chen se,
jab andheri raat hogi,
darna nahi akele mein,
yadein meri saath hogi.....

bye and take good care of yourself....


Ab nahi hum mil paayenge
weekends pe bahut hai kaam
Shopping karni hai tumhare liye
India aa ke gift dena hai sab tumko
Monday phir se me aaoonga
Logged
nafrate_husn
Guest
«Reply #815 on: July 01, 2005, 01:12:27 PM »
Reply with quote
Byee Ninaah
Good Night
Kaha kadi chawal
n sleep tight
Logged
PREMANSHU
Guest
«Reply #816 on: July 01, 2005, 01:26:23 PM »
Reply with quote
Quote from: "Ninaah"
ok to phir milte hain kal subah,
mil kar bahot saari baat hogi,
jaa kar so jana chen se,
jab andheri raat hogi,
darna nahi akele mein,
yadein meri saath hogi.....

bye and take good care of yourself....




Abhi to 6:30 - 7:00 hi bajje hai
Aap ki raat bahut jaldi hoti hai
Suraj abhi hai jaag raha
Aap kyon itni jaldi soti hai . . .

mujhe miss kiya . . . :lol:
Logged
PREMANSHU
Guest
«Reply #817 on: July 02, 2005, 05:31:46 AM »
Reply with quote
Quote from: "Ninaah"
:cry:  :cry: hai hai :cry:  :cry:  arrr wo anshu kahan gaya....

tum bade dhokebaaz nikle,
maine to tumhe mauka diya hai,
doosri party dekhte he badal lee chal,
tumne mujhe dhoka diya hai...

anshu aa jaao.... dekho nafrat jaa raha hai....




. . . ARE PYAARI NINAAH . . .
 . . . IS MEIN RONE KI HAI KYA BAAT . . .
 . . . NAFRAT JATTA HAI TO JAANE DO . . .
 . . . HUM TO HAR DUM HAIN TUMHARE SAATH . . .



 ~~~      :king:  :queen:    ~~~
Logged
shakeel_saif
Guest
«Reply #818 on: July 02, 2005, 07:32:28 AM »
Reply with quote
uske saath koi aur bhi hai
tum ko kuch nahi pata hai
yahan roz ek nayi prem kahani shuru hoti hai
aur doosre din khatam ho jaati hai............
Logged
PREMANSHU
Guest
«Reply #819 on: July 02, 2005, 07:43:00 AM »
Reply with quote
Quote from: "shakeel_saif"
uske saath koi aur bhi hai
tum ko kuch nahi pata hai
yahan roz ek nayi prem kahani shuru hoti hai
aur doosre din khatam ho jaati hai............


AAJ DOOSA DIN SAHI
MERI IS PREM KAHANI KA
KHATAM HOTI HAI TOH HO JAYA
KISSA HAI YEH NADAN JAWANI KA . . .
Logged
shakeel_saif
Guest
«Reply #820 on: July 02, 2005, 07:45:45 AM »
Reply with quote
kyun khud ko dukh de rahe ho
apni is halat pe ro rahe ho
mujh se poocho pyaar ki anjaam
roz sharaab se hi chalana padhta hai kaam
Logged
PREMANSHU
Guest
«Reply #821 on: July 02, 2005, 07:51:34 AM »
Reply with quote
Quote from: "shakeel_saif"
kyun khud ko dukh de rahe ho
apni is halat pe ro rahe ho
mujh se poocho pyaar ki anjaam
roz sharaab se hi chalana padhta hai kaam


Hum toh Janab PREM ke hain maare
Are din baas yahi karte hain kaam
Sharaab ya Husn dono se dil lagate hain
phir chaaye is chahat ka kuch bhi ho anjaam
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #822 on: July 02, 2005, 07:53:05 AM »
Reply with quote
congratulations on your 300th post nafrat........

$$$ ka na tum raub jamao,
bus hume to tum shopping karao,
saree-varee hum kharid lenge,
tum bus diamon ka ambaar lagao....


Quote from: "nafrate_husn"
Quote
haan haan aur to mujhe koi kaam karne nahi,
sirf kaam hai tumhe uthane ka,
issi ki pagar mil rahi hai,
aur milte hain perks tumhe jagane ka.....


Ohh to aap karti hai kaam
lekin kaam hum karenge
tum karogi bas aaraam
$$$ tumhare pairo pe daal doonga
tum haan kar do sare jamane se lad loonga
Logged
shakeel_saif
Guest
«Reply #823 on: July 02, 2005, 07:55:42 AM »
Reply with quote
anjaam bahut bura hoga
tum ko milega sirf dhoka
husn se to sirf dhoka hi milta hai
sharaab se bhi ek din dil jalta hai........
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #824 on: July 02, 2005, 07:56:56 AM »
Reply with quote
good morning anshu.....

phir sharaab ki baat chedi hai,
bas ab tumhe chapat lagane ki deri hai,
jise tum ghoor-ghoor ke dekhte ho,
wo saheli meri hai....



Quote from: "PREMANSHU"
Quote from: "shakeel_saif"
kyun khud ko dukh de rahe ho
apni is halat pe ro rahe ho
mujh se poocho pyaar ki anjaam
roz sharaab se hi chalana padhta hai kaam


Hum toh Janab PREM ke hain maare
Are din baas yahi karte hain kaam
Sharaab ya Husn dono se dil lagate hain
phir chaaye is chahat ka kuch bhi ho anjaam
Logged
Pages: 1 ... 51 52 53 54 [55] 56 57 58 59 ... 102
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 20, 2025, 05:30:23 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 16, 2025, 11:22:44 PM]

[April 09, 2025, 05:20:40 AM]

[April 09, 2025, 05:18:27 AM]

[April 09, 2025, 05:10:46 AM]

[April 09, 2025, 05:10:02 AM]

[April 09, 2025, 05:09:16 AM]

[April 09, 2025, 05:04:37 AM]

[April 09, 2025, 05:00:46 AM]

[April 06, 2025, 08:03:29 AM]

[March 20, 2025, 09:25:06 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.132 seconds with 19 queries.
[x] Join now community of 8513 Real Poets and poetry admirer