samnoj
General Patrol
Mashhur Shayar
Rau: 1
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:19 days, 10 hours and 44 minutes.
always smile
Posts: 15216 Member Since: Aug 2004
|
|
|
is shayeri (kavita) ke sabhi patr wo ghatnaye kalpanik hai. inka vastavik jeevan se koi sambandh nahi hai, ager aisa hota hai to ise matr ek sanyog kaha jayega
ji is bande ko waise to abu dawood kahte hai bahut se maherban pyar se abdul mardood kahte hai
mere papa ramgadh ke mashoor daaku the tihar jel ka thana mere nana ne luta tha wo 15 kilo ka tala usi bande se toota tha nahi tha chor koi shaher me dada ke paye ka chura ke gher se le aaye the wo kutta visraye ka mere mamu ke jali note america me chalte the hazaro chor daku unki nigrani me palte the mere mawsa ji cahte badmaash the apne zamane ke khuda bakhshe bahut shokeen the wo jelkhane ke mere khalu newyark me jeb katarte the ek hi saath wo 11 aurto se ishk karte the mere nana ke bhai nakli sona banate the haseen bewao ko ro ro ke wo seene se lagate the sasur saheb jhansi ki rani bhaga ke laye meri umer ki uski teen bahno ko utha laye chacha mere bade mashoor the fan-e-rajalat me mukadma harker wo nange naache the adalat me mere bhai ne ki four-twenty cheaf justice se wo jab bigda to jala di uske moonche apni machis se bade wo log the lekin ye banda bhi nahi kuch kum khuda ka fazl hai mujh pe nahi mujhko bhi koi ghum izazat ho to banda ishare hi ishare me batade aapko kuch tafseel se apne baare me
main raja aur maharajao ki jebe bhi katarta tha charas, ganja aur chandan ka dhanda bhi karta tha mere mamuli shagirdo ne 14 bank lute the meri koshish se ba izzat bari hoke wo chute the na income tax deta hu na super tax deta hu apni saari income pe main sarkar se tax leta hu jo din main ne guzare shan-o-shoukat se guzare hai zara kuch in dino hi mere gardish me sitare hai mujhe kar le jo shamil chori aur daako me yakeenan aap bhi kheloge do din me lakho me
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
Delicate_Doll
Guest
|
|
«Reply #1 on: May 30, 2005, 09:46:37 AM » |
|
wah badi aachi kahani hai... magar kya thi yeram kahani.. abhi tak nahin jani hai ... magar bhai ki kahani hai to aachi kahani hai..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
samnoj
General Patrol
Mashhur Shayar
Rau: 1
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:19 days, 10 hours and 44 minutes.
always smile
Posts: 15216 Member Since: Aug 2004
|
|
«Reply #2 on: May 30, 2005, 09:48:39 AM » |
|
bina kahani ko samjhe hi tareef bhi kardi are meri pyari si salma rani tune ye kya kardi
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Delicate_Doll
Guest
|
|
«Reply #3 on: May 30, 2005, 09:55:46 AM » |
|
mein to aise he hun samnoj saiyane... bina padhe he tareef kar deti hun ... kyunki mein lambi cheezein nahin padhti hun... waise aachi he thi ab dubara b yahi bolti hun... :p
|
|
|
Logged
|
|
|
|
samnoj
General Patrol
Mashhur Shayar
Rau: 1
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:19 days, 10 hours and 44 minutes.
always smile
Posts: 15216 Member Since: Aug 2004
|
|
«Reply #4 on: May 30, 2005, 09:59:50 AM » |
|
bina padhe hi tareef karne ki aadat hai tumhari badi badi shayeri na padne ki hai kaisi ye kahani shukriyaa aapka jo bin padhe hi tareef ki humaari lekin pedh ke dekh to lete ek baar bhai ki kahanai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Delicate_Doll
Guest
|
|
«Reply #5 on: May 30, 2005, 10:02:46 AM » |
|
bina padhe he tareef humne aise kardi... lambi lambi padhne k liye waqt ki hai kami... aaj kal humne waqt ki express hai pakadi...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
samnoj
General Patrol
Mashhur Shayar
Rau: 1
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:19 days, 10 hours and 44 minutes.
always smile
Posts: 15216 Member Since: Aug 2004
|
|
«Reply #6 on: May 30, 2005, 10:05:32 AM » |
|
aap ke pas bhi ab wakt ki hai kami koi baat nahi padh lege ise hum hi
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Delicate_Doll
Guest
|
|
«Reply #7 on: May 30, 2005, 10:11:24 AM » |
|
padh kar iss pe aap aamal na karna... warna aapko b kisi don ke basti mein hai nazar aana...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
samnoj
General Patrol
Mashhur Shayar
Rau: 1
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:19 days, 10 hours and 44 minutes.
always smile
Posts: 15216 Member Since: Aug 2004
|
|
«Reply #8 on: May 30, 2005, 10:15:05 AM » |
|
don ki basti me ho ya ho basti se baher hum to rah lege, tum sunao kuch apni khaber
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Delicate_Doll
Guest
|
|
«Reply #9 on: May 30, 2005, 10:19:17 AM » |
|
humari kabar to humein khud nahin hai kabar... aap sunaye aap ke kya hain haal chaal ...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
samnoj
General Patrol
Mashhur Shayar
Rau: 1
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:19 days, 10 hours and 44 minutes.
always smile
Posts: 15216 Member Since: Aug 2004
|
|
«Reply #10 on: May 30, 2005, 10:20:36 AM » |
|
aap ki kahber ki khud aap ko nahi hai khaber are kuch to pani khaber rakh o be khabar
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Delicate_Doll
Guest
|
|
«Reply #11 on: May 30, 2005, 10:29:36 AM » |
|
rehte hain hum khud aur duniyan walon se be-kabar... aise he jeete hain hum aaj kal tanhayon ke andar...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
samnoj
General Patrol
Mashhur Shayar
Rau: 1
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:19 days, 10 hours and 44 minutes.
always smile
Posts: 15216 Member Since: Aug 2004
|
|
«Reply #12 on: May 30, 2005, 10:30:54 AM » |
|
tanhai ke ander rahte hue bhi rakhni chahiye khabar main bhejta hu akhbaar to ho jayegi sab ki khaber
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Delicate_Doll
Guest
|
|
«Reply #13 on: May 30, 2005, 10:35:49 AM » |
|
akhbaar mein to wohi gisi piti politics ki kahani suna hai... lagata hai aaj kal mere D bhai kahin aur ghoom aaya hai ...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
samnoj
General Patrol
Mashhur Shayar
Rau: 1
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:19 days, 10 hours and 44 minutes.
always smile
Posts: 15216 Member Since: Aug 2004
|
|
«Reply #14 on: May 30, 2005, 10:37:55 AM » |
|
aapka naya bhai bhi aaya hai mubarak ho per aapne hume itni der se batay hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|