Bholi si surat..!

by nishita on January 12, 2005, 01:04:25 PM
Pages: 1 [2] 3 4 5 6 7
ReplyPrint
Author  (Read 7372 times)
Delicate_Doll
Guest
«Reply #15 on: January 12, 2005, 03:35:07 PM »
Reply with quote
lolzzzzzzzzzzzz thnx bekar bond :lol:
Logged
nishita
Guest
«Reply #16 on: January 12, 2005, 05:34:28 PM »
Reply with quote
Quote from: "chilloutwithme"
chai wala: Ek ladki bheegi bhaagi si, soi raaton mein jaagi see, mili ek ajnabi se, koi aagey na peechey......

ladki: Ek paandu ki pants bheegi bhaagi si, jeb jismey ek phateli si, diya 2 rupaiya jo usko, ghuma diya usney usko...phir se maangta hai idiot... tum hi kaho yeh koi baat hai?



lolzzzzzzzzz chillu and mansi...chillu kaha gayab rehti ho aajkal?

thanks bond Usual Smile :d

chai wala : aaja meri dukaan pe chai pi..aaja meir dukaan pe chai pi.. aisa chai banaoonga.. tujhko pilaoonga..aur glass mangegi tu..
samosa bhi dunga.. sab kuch dunga.. jo tu kahegi sanam...pompom

Ladki : aaja tujhe dande se maar du... aaja tujeh dande se maar du..
aisa maar khilaoongi.. tujhko rulaoongi.. kahi bhaag jaana na tu..
gadhe pe bithaoongi.. ser karoongi.. tera beda paar karungi sanam.. pompom
Logged
jindagi
Guest
«Reply #17 on: January 13, 2005, 03:59:43 AM »
Reply with quote
chai wale ko tum sabne itna hai mara
maar maar ke fir se khoob mara
joote chappal sandal har cheez se mara
itne joote chappal ho gaye ikatthe uske paas
ki band kar di chai ki dukaan aur mochi ban gaya hai bechara
Logged
mohthemagic
Guest
«Reply #18 on: January 13, 2005, 08:28:55 AM »
Reply with quote
bholi si soorat.....
aankhon mein masti dooor khadi sharmaye !
are bhai yahan chai ki baat ho rahi hai....
koi chai humko bhi pilaye !!
Logged
Mansi_d_archi
Guest
«Reply #19 on: January 13, 2005, 09:55:35 AM »
Reply with quote
kaali si soorat,kamar iski hai moti
door khada jhaadu lagaye, kamar hilaaye
raat ko daaru piye or subeh shareef banke dikhaaye
'koi humein bhi chaye pilaaye"....baar-baar chillaaye!!
Logged
mohthemagic
Guest
«Reply #20 on: January 13, 2005, 10:06:44 AM »
Reply with quote
mansi ji yeh sab aap hamari tariff mein to nahin bol rahi hain !
kyun hamare shroota gaano ke dil mein hamare khilaf jaher ghol rahi hain !!!
Logged
Mansi_d_archi
Guest
«Reply #21 on: January 13, 2005, 10:12:52 AM »
Reply with quote
lol

Rang hai sona,roop hai chaandi,aankhen hain shabnam
hum to bas Pandu ji ki tareef hi karte hain hardum
Logged
nishita
Guest
«Reply #22 on: January 13, 2005, 12:33:46 PM »
Reply with quote
lolzzzzzzzzzzzzz mansi

oh yaara pandu russ jaane de
deewana pandu bhadak jaane de
hum Tera saath denge mansi Winking
chalo ab pandu ko chai laane de Winking
Logged
prempagla
Guest
«Reply #23 on: January 13, 2005, 12:36:38 PM »
Reply with quote
kisi ne pandu ko chai wala kaha to khabardar
pandu chaiwala nai pandu hai hawaldar......
Logged
nishita
Guest
«Reply #24 on: January 13, 2005, 12:39:33 PM »
Reply with quote
lolzzzz prem

pandu hawaldaar bandstand me khada rehta hai
accident ho to sabko woh pakad ke maarta hai
seeti bajata hai ladki ya auto dekhke
fir raat ko part-time naukari me chai banata hai
Logged
prempagla
Guest
«Reply #25 on: January 13, 2005, 12:43:56 PM »
Reply with quote
lolzzz nishitaaaaaaaaaa

bade experience se tune ye baat batai...
kya pandu ne tumhe dekhke seeti bajai......

pandu ka status kinna gir gaya hai hai na......
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #26 on: January 13, 2005, 12:51:03 PM »
Reply with quote
hahhaha lolzzzzz all :lol:
Logged
nishita
Guest
«Reply #27 on: January 13, 2005, 12:51:13 PM »
Reply with quote
haan pandu bandstand pe mujhe dekhke seeti bajata hai
fir bechara ek hafte tak hospital ke bed me pada rehta hai

Winking
Logged
Mansi_d_archi
Guest
«Reply #28 on: January 13, 2005, 04:31:03 PM »
Reply with quote
lolllllll Nishita

Pandu k bhi kuch hain armaan
hospital na bejo roz-roz kuch to karo ehsaan
Logged
jindagi
Guest
«Reply #29 on: January 14, 2005, 03:34:55 AM »
Reply with quote
ab to hospital main bhi koi nahi karta usko bharti
wahan ki nurse se bhi kari thi usne gunda gardi
nurse ko aya gussa aur bhainso ke injections se kiya uska ilaaz
ab to bechara mara mara firta hai sadko par ...ho gaya hai la-ilaaz
nishita aur mansi se kha kha kar jooton ki maar
utar chuka hai uska payar ka bukhaar
itna hi hai bas pandu chai wale ke jeewan ka saar
Logged
Pages: 1 [2] 3 4 5 6 7
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 12, 2024, 07:44:17 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.092 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8507 Real Poets and poetry admirer