BOYS Vs GIRLS

by rukhsar168 on June 06, 2005, 12:01:26 AM
Pages: 1 ... 18 19 20 21 [22] 23 24 25 26 ... 53
ReplyPrint
Author  (Read 61011 times)
shakeel_saif
Guest
«Reply #315 on: June 24, 2005, 09:16:19 AM »
Reply with quote
tum ne mere dil ko toda hai
beech rah mein mujh se muh mooda hai
magar bhi main karounga tum se pyaar
karta rahounga sari zindagi tumhara intezaar
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
:: what do boys know about the girls ??? :: by myheart_ursonly in Chit - Chat & General Discussion « 1 2  All »
If Girls were allowed to become boys for one day..... by Friend_4uall in Chit - Chat & General Discussion « 1 2 3 4 5 »
:: gIrLs vs bOyS :: by myheart_ursonly in Chit - Chat & General Discussion « 1 2 ... 22 23 »
Boys V/s Girls ... by bhambra in Chit - Chat & General Discussion
Girls / Boys ... Rishi by Rishi Agarwal in Share:Funny Poetry « 1 2  All »
Kashish786
Guest
«Reply #316 on: June 24, 2005, 09:17:09 AM »
Reply with quote
"teri zindagi ke lamehe main har pal nikhar aaye,
gulshan bhi ho paresha is kadar bahar aaye....."
iss kadar rukhsar shakeel ki bahoo ki ghulam banni
Logged
nafrate_husn
Guest
«Reply #317 on: June 24, 2005, 09:17:12 AM »
Reply with quote
Rukhsaar

Larkiyon ke bhagawaan larkey nahi hotey!!!
Biwion ke shohar unke liye bhagwan hottey hai!!
Get your facts right !!
============================
Jara logic laga Rukshar
Sohar hote hain bhagwaan ye tune maana
hum ladke hi Sohar bante hai ladkiyon ke
to hue na hum bhi bhagwaan
Logged
rukhsar168
Guest
«Reply #318 on: June 24, 2005, 09:17:22 AM »
Reply with quote
Quote from: "shakeel_saif"
tum ne mere dil ko toda hai
beech rah mein mujh se muh mooda hai
magar bhi main karounga tum se pyaar
karta rahounga sari zindagi tumhara intezaar


Look shakeel tum doctor ke paas jaao!!!
Tum poori tarhaan paagal ho chukey ho!!
Logged
rukhsar168
Guest
«Reply #319 on: June 24, 2005, 09:18:05 AM »
Reply with quote
Quote from: "shakeel_saif"
tum ne mere dil ko toda hai
beech rah mein mujh se muh mooda hai
magar bhi main karounga tum se pyaar
karta rahounga sari zindagi tumhara intezaar


Look shakeel tum doctor ke paas jaao!!!
Tum poori tarhaan paagal ho chukey ho!!
Logged
Kashish786
Guest
«Reply #320 on: June 24, 2005, 09:18:29 AM »
Reply with quote
"annko mein shabad hai, dil be qaraar hai,,,husn be hisaab hai, rukhsar jo be niqab hai... tauba tubah hai.... tubah hai,,
Logged
Devdas_online
Guest
«Reply #321 on: June 24, 2005, 09:19:54 AM »
Reply with quote
Quote from: "shakeel_saif"
tum ne mere dil ko toda hai
beech rah mein mujh se muh mooda hai
magar bhi main karounga tum se pyaar
karta rahounga sari zindagi tumhara intezaar


shakeel bhai tu meri tarah sudharne wala nahin,

un ladkon ki kismat footi hui hoti hain jinko ladkiyan bahut baad mein na karti hain,
teri kismat acchhi hai jo tujhe rukhsar ne pehle hi jawaab de diya hai
[zor ka jhatka dheere se]
Logged
shakeel_saif
Guest
«Reply #322 on: June 24, 2005, 09:20:31 AM »
Reply with quote
duniya mein aa ke main ne bas yehi kaam kiya
dil ke badle mein tujhko yeh dil inaam diya
Logged
rukhsar168
Guest
«Reply #323 on: June 24, 2005, 09:23:08 AM »
Reply with quote
Quote from: "shakeel_saif"
duniya mein aa ke main ne bas yehi kaam kiya
dil ke badle mein tujhko yeh dil inaam diya


Tum kaho to rukein
Tum kaho to chalein
Mujhko pehchanti thi
Kahaan manzilein
Logged
shakeel_saif
Guest
«Reply #324 on: June 24, 2005, 09:28:47 AM »
Reply with quote
tum se mujhe mohabbat hai
tumhare liye jaan bhi haazir hai
tum keh kar to dekho zara
hum ne to apna dil hai haara
Logged
rukhsar168
Guest
«Reply #325 on: June 24, 2005, 09:30:44 AM »
Reply with quote
Quote from: "shakeel_saif"
tum se mujhe mohabbat hai
tumhare liye jaan bhi haazir hai
tum keh kar to dekho zara
hum ne to apna dil hai haara


Inihi logon ne...
inhi logon ne cheen lena duppatta mera!!!
Logged
shakeel_saif
Guest
«Reply #326 on: June 24, 2005, 09:33:12 AM »
Reply with quote
kyun badnaam kar rahi ho mujh ko
mera khandaan kya bura lagta hai tum ko
main bhi acche khandaan ko hoon
isi liye pyaar sirf tumhi se karta hoon
Logged
rukhsar168
Guest
«Reply #327 on: June 24, 2005, 09:39:41 AM »
Reply with quote
Quote from: "shakeel_saif"
kyun badnaam kar rahi ho mujh ko
mera khandaan kya bura lagta hai tum ko
main bhi acche khandaan ko hoon
isi liye pyaar sirf tumhi se karta hoon


Banjaaiye is dil ke mehmaan!!!
mehmaan banjaaiye!!!
Banjaaiye in saason ke armaan!!
armaan banjaaiye
Logged
shakeel_saif
Guest
«Reply #328 on: June 24, 2005, 09:42:47 AM »
Reply with quote
mera dil tujh pe hi aaya hai
tumhari saanse hamare saanson mein samei hai
tum se hi mujh ko ishq hai
tumhare liye hi yeh zindagi hai
Logged
rukhsar168
Guest
«Reply #329 on: June 24, 2005, 09:50:26 AM »
Reply with quote
Quote from: "shakeel_saif"
mera dil tujh pe hi aaya hai
tumhari saanse hamare saanson mein samei hai
tum se hi mujh ko ishq hai
tumhare liye hi yeh zindagi hai


Baawari baawri main to hui
Teri ishq main!!!!
Meri jaan meri jaan ho tum!!!
Meri jaaan meri jaan ho tum!!!
Main chahoon tujhey is kadar!!
merey jazbo se anjaan ho tum!!! :x  :x  :x
Logged
Pages: 1 ... 18 19 20 21 [22] 23 24 25 26 ... 53
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 23, 2024, 02:48:43 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.1 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer