*Buddi Chali Sasural Re*

by Roja on January 27, 2009, 03:29:33 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 2621 times)
Roja
Guest
Reply with quote
My First Posting In This Section... Hope You All Will Read & Comment.
**********************************************************************

Fate paneer ka dood tapa toh aaye kadi mein ubaal re
Aadhi jawani maike guzer gayi, buddi chali sasural re..
Fagun ka jab aaye mahina beheke hai uski chal re..
Aadi jawani maike guzer gayi, buddi chali sasural re..

Na toh aankhon se hai trichi.. na toh dikhne mein hai kaani
Na toh gharwalon ne uska kabhi naam rakha hai Rani
Panghat pe sakhiyan sang pahunche jab woh berne paani
Tab mohalle ke sare ladke usko pyar se bole Nani
Nani ko sunte hi ho jaye kaanon tak chehra laal re..
Aadi jawani maike guzer gayi buddi chali sasural re...

 Sate ke paate mein patti bole khud ko kuwari
 Kaya uski tuntun jaise nakre meena kumari
 Koyale ke kandaan mein chamke heere ki woh katari
Badke toh shola ho jaye buje toh bas chingari
Karcha na aaye kafan dafan ka ghar mein hai ladki ka taal re
Aadi jawani maike guzer gayi buddi chali sasural re...

Byahi(married) gayi per baap ke ghar se nikli naahi doli
Geetanjali hai woh takur ki ya chitrasen ki goli..
Daman uska sooraj jaisa chand ke jaise choli
Laaj ka ghoongat tod ke khele yaaron sang woh holi
Ek haat se abeer udaye dooje se fenke gulaal re..
Aadi jawani maike guzer gayi buddi chali sasural re...


 tongue3 tongue3
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
chali gai by manoj. in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
chali aayi thi by upma in Shayri-E-Dard
woh chali gayi................................ by salil2002 in Shayri for Dard -e- Judai
**~~ CHALI AAI ~~** by ALONE BAD in Shayeri for Dard -e- Bewafai
nathu lal chale sasural by bekarar in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2  All »
Rajbir
Guest
«Reply #1 on: January 27, 2009, 03:40:45 PM »
Reply with quote
Laughing hard Laughing hard Laughing hard

Roja

Yeh kaunsi buddhi chali sasural re Winking tongue3 Laughing hard Laughing hard Laughing hard

Too good ! Thumbs UP
Logged
baadal102
Guest
«Reply #2 on: January 27, 2009, 03:58:18 PM »
Reply with quote
My First Posting In This Section... Hope You All Will Read & Comment.
**********************************************************************

Fate paneer ka dood tapa toh aaye kadi mein ubaal re
Aadhi jawani maike guzer gayi, buddi chali sasural re..
Fagun ka jab aaye mahina beheke hai uski chal re..
Aadi jawani maike guzer gayi, buddi chali sasural re..

Na toh aankhon se hai trichi.. na toh dikhne mein hai kaani
Na toh gharwalon ne uska kabhi naam rakha hai Rani
Panghat pe sakhiyan sang pahunche jab woh berne paani
Tab mohalle ke sare ladke usko pyar se bole Nani
Nani ko sunte hi ho jaye kaanon tak chehra laal re..
Aadi jawani maike guzer gayi buddi chali sasural re...

 Sate ke paate mein patti bole khud ko kuwari
 Kaya uski tuntun jaise nakre meena kumari
 Koyale ke kandaan mein chamke heere ki woh katari
Badke toh shola ho jaye buje toh bas chingari
Karcha na aaye kafan dafan ka ghar mein hai ladki ka taal re
Aadi jawani maike guzer gayi buddi chali sasural re...

Byahi(married) gayi per baap ke ghar se nikli naahi doli
Geetanjali hai woh takur ki ya chitrasen ki goli..
Daman uska sooraj jaisa chand ke jaise choli
Laaj ka ghoongat tod ke khele yaaron sang woh holi
Ek haat se abeer udaye dooje se fenke gulaal re..
Aadi jawani maike guzer gayi buddi chali sasural re...


 tongue3 tongue3
Laughing hard Laughing hard Laughing hard

Roja

Yeh kaunsi buddhi chali sasural re Winking tongue3 Laughing hard Laughing hard Laughing hard

Too good ! Thumbs UP
Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP


Logged
HumTum
Guest
«Reply #3 on: January 27, 2009, 04:01:06 PM »
Reply with quote
Hahaha ... very nice Roja Ji...

Bhudi haddi ankh se chokhi bhudi hui khal re
Phir bhi dekho ban-tan ke bhudi chali sarural re!!

HumTum
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #4 on: January 27, 2009, 04:07:16 PM »
Reply with quote
Waah waah,.
Bohat Hi Funnt Hai, Mazaa Aagaya,.
Nice One Roja Didi,.
Logged
cara
Guest
«Reply #5 on: January 27, 2009, 04:18:39 PM »
Reply with quote
roja ji yeh kya kar rahe ho.......

kyun uske armaano ko kose,jaane de buddi ko sasural re,
us ke bhi dil mein umang hai bar aayi,khushi se bitane de,uske din chaar re.

tujse aur mujhse khush naseeb hogi,us ko kahan saas hogi,sasural mein,
na saas ki jangat ,na sasur ki parwa,buddi toh kush naseeb hai,jaane de  buddi ko sasural re.
Logged
Roja
Guest
«Reply #6 on: January 27, 2009, 04:25:49 PM »
Reply with quote
roja ji yeh kya kar rahe ho.......

kyun uske armaano ko kose,jaane de buddi ko sasural re,
us ke bhi dil mein umang hai bar aayi,khushi se bitane de,uske din chaar re.

tujse aur mujhse khush naseeb hogi,us ko kahan saas hogi,sasural mein,
na saas ki jangat ,na sasur ki parwa,buddi toh kush naseeb hai,jaane de  buddi ko sasural re.


 Laughing hard Laughing hard Laughing hard

Well... Bahut accha likha hai aapne Cara...
mujhe padkar bahut accha laga aur hassi b bahut aayi... Usual Smile
Logged
Roja
Guest
«Reply #7 on: January 27, 2009, 04:28:59 PM »
Reply with quote
Hahaha ... very nice Roja Ji...

Bhudi haddi ankh se chokhi bhudi hui khal re
Phir bhi dekho ban-tan ke bhudi chali sarural re!!

HumTum

haaa... nice lines...  Usual Smile

Roop ki daulat se labalab hai uske dil ka kazana
Joban uska Himala jaise sutva naak havana
Koyi angdayi ka aashiq koyi kamer ka diwana
Uske latke jatke dekh ke pagal hua hai zamana
Balkhaye jab uski jawani Nache hai phoolon ki daal re..

Aadi jawani maike guzer gayi buddi chali sasural re...  tongue3
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #8 on: January 27, 2009, 04:38:01 PM »
Reply with quote
   Giggle Giggle  Roja wah wah kya likha hai dear

 Giggle Giggle HumTum ji aapne bhi khoob likha hai

 Giggle Giggle Cara ji aapne bhi khoob likha hai ...



 
Logged
stromy
Guest
«Reply #9 on: January 27, 2009, 08:01:30 PM »
Reply with quote
 Clapping Smiley
simply gr8..... icon_salut
Logged
fairy2633
Guest
«Reply #10 on: January 28, 2009, 06:19:58 AM »
Reply with quote
 good...very funny.... Giggle
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #11 on: January 28, 2009, 12:49:32 PM »
Reply with quote
Wah jee jab tum budhi hona muje batana isse bhi kuch zabardast tumhare liye likhuga bilkul freeeeeeeee  Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard aur usi din thread banaooga dedicate to Roja  Giggle

Waise pata nahi q is poetry me ek ajeeb dusra pehlu muje nazar aaya but yaha kehna theek nahi everyone is happy Great work Roja too good. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #12 on: January 29, 2009, 06:16:40 AM »
Reply with quote
Wah wah roja bahen kya likha hai kasam se maza agaya aur dil bhi bhar aya !!
Kya mel jhol hai khushi aur gham ka is ghazal me !!

Aur ghayel apki pari nazar ko dil se daad qobolkaren janab !! mahesoos karte hain app shayari ko !!

Is ghazal ke do pahelo hain magar yahan batana munasib nahi rooja bahen excellent work from you !!

Qadeer Toopchi
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #13 on: January 31, 2009, 08:39:05 AM »
Reply with quote
hey Roja its too gud yaar.. I m still laughing. gud one
Logged
Roja
Guest
«Reply #14 on: February 03, 2009, 04:25:53 PM »
Reply with quote
Laughing hard Laughing hard Laughing hard

Roja

Yeh kaunsi buddhi chali sasural re Winking tongue3 Laughing hard Laughing hard Laughing hard

Too good ! Thumbs UP

 Giggle
Thanks bhaiya
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 04:45:50 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.112 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer