BUDHAAPE PE SHABAAB........................... HASAN

by F.H.SIDDIQUI on June 21, 2012, 05:37:07 AM
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 2594 times)
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #15 on: June 22, 2012, 05:10:09 PM »
Reply with quote
THANKS , AHUJA  JI .
Applause Applause Applause Applause Applause Applause
bahut khoob hasan ji aapki is peshkash par ek rau aur dher saari daad
ghansham das ahuja
Logged
soudagar
Guest
«Reply #16 on: June 22, 2012, 05:17:26 PM »
Reply with quote
hasan sir..... mujhse aapki yeh gazal kaise miss ho gai pata nahi par achha hua... aaj ek rau ke haqdar dhundh raha tha pr koi mila hi nahi..........aapki yeh rachna padhi to dil bagobagh ho gaya....... bahut hi khbusrt tarike se apne is gazal ko sazaya hai aur umardaraz logo ke dil ki baat ko bade hi pyare tarike se sunaya hai.....dhero daad aur aapke liye bhi ek cadbury choclate.... with one rau....


 icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #17 on: June 23, 2012, 05:49:56 AM »
Reply with quote
GHAZAL  PASAND  KARNE AUR HAUSLA  AFZAI KE LIYE BAHUT BAHUT SHUKRIYA .
bahut hi khubsurat  majhhiya  aur chehre par muskan la dene wali gazal ....mere hisab se yeh gazal sabhi ko padhini chahiye bache budhe jawan.........awesome creation..... notworthy notworthy notworthy notworthy notworthy
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #18 on: June 23, 2012, 01:46:20 PM »
Reply with quote
waah...Hasan Bhai, kya baat hai, lagta hai Budaape pe shabaab aa hee gaya hai
AMIT JI , SHUKRIYA . KYA  KAREIN , ULTI GANGA BAHAANE KI KOSHISH HAI.
Logged
pritam tripathi
Guest
«Reply #19 on: June 23, 2012, 02:02:00 PM »
Reply with quote
HASAN SIR BAHUT HI UMDA LIKHA HAI AAPNE
IS KA KOI MOL NAHI HAI
YE EK KALJAI RACHNA PESH KI HAI AAPNE

DHERON DAAD KABUL KIJIYE
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #20 on: June 23, 2012, 03:46:21 PM »
Reply with quote
THANKS ,  GOLDY  JI . KHUSH  RAHYE.
waah....waah...Hasan Bhai bahut khoob, dheron daad
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #21 on: June 23, 2012, 06:06:54 PM »
Reply with quote
Bahut  bahut  shukriya  , Iftakhar  saheb . khush rahye .
Waah waah waah, bahut hi khoob Hasan saheb, maza aa gaya padh ke. Ek Rau meri taraf se.
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #22 on: June 23, 2012, 07:27:14 PM »
Reply with quote
Siddiqui Sahaab Aadaab!


WaaH waaH waaH kia kahne sahaab badi hi dilkash aur pyaari
gazal kahi hai... Waqai aashqui ke taraane aur ishqiyaaN
shayari ka khoob muzahera kiya hai sahaab... Usual Smile

Bahut khoob ... bahut umdaa... Sabhi ashaar aik se badhkar
aik rahe... Usual Smile
Humari dheroN dili daad O mubbarakbad kabul kijiye... Usual Smile

Likhate rahiye... aate rahiye...
Shaad O aabaad rahiye...

Khuda Hafez... Usual Smile                 

Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #23 on: June 24, 2012, 03:30:04 AM »
Reply with quote
HAUSLA  AFZAI  KE  LIYE  BAHUT   BAHUT   SHUKRIYA  .
AAPKE  SHER   NE   EIK  DOOSRA  MAZAAHIYA  PAHLOO  
PESH  KAR  KE  MAZA  DOBAALA  KAR  DIYA .
Waah waah Hasan Sahab...maza aa gaya kya kahne...Raqeeb

BaaloN ke oopar ek she'r kaha tha bahut pahle woh yaad
aa gaya..

"narm, sakht siyah hue fir suped bhi gayab
 shukra hai khuda mere sar mera salamat hai"

                         ---Raqeeb Lucknowi
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #24 on: June 24, 2012, 10:11:14 AM »
Reply with quote
Bahut Bahut Khooob Saheb..

Bahut Achi Peshkash Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #25 on: June 24, 2012, 10:52:03 AM »
Reply with quote
bhai jaan aaj kuchh kahne ko to naheen bas thode men hee ziyaadaa samajhnaa daad daad daad

Shukriya  Saini  saheb  .  Bhaijaan  , main  thode   mein 
bahut  zyada   samajh  raha   hoon  .  Aur   phir  humlog 
eik  doosre  ka  dard  nahi  samjhein  ge to  kaun  samjhega .
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #26 on: June 24, 2012, 12:19:42 PM »
Reply with quote
PANKAJ  JI , HAUSLA  AFZAI  KE  LIYE  BAHUT  BAHUT  SHUKRIYA.
Waaaaaaaaah Hasan Sir Kya khub Ashiqana qalam pesh kiya hai aapne Applause ApplauseApplause ApplauseApplause ApplauseApplause Applause mubarakbaad aur ek Rau qabool kariye ...
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #27 on: June 24, 2012, 04:05:09 PM »
Reply with quote
Ghazal  pasand  karne  aur  hausla  dene  ke  liye  shukriya.
Applause Applause Applause Applause Applause  bahut bahut khoob likha hai aapne Hasan ji... mazaa aa gayaa padh ke.. bahut bahut khoob....!!!
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #28 on: June 24, 2012, 05:50:38 PM »
Reply with quote
bahut maza aaya padkar siddiqui jee
T H A N K S , S U M A N  J I
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #29 on: June 25, 2012, 01:54:11 PM »
Reply with quote
Kya Sir
Aaj to itna khoobsurat likha hai aapne ki bayaan karne ko lafj nahee mil rahe mujhe.
Vaah kya kahne lucknauaa andaaj ka..
Vo gumma liye apne chat pe khadee hai
'hasan' tere khat ka javaab aa raha hai..
Jordaar taaliya ..aapki is naayaab peshkash par
Bahut  bahut  Shukriya , MKV  ji .  Aapne   Lucknow  ka  favourite   lafz  pakad  hi  liya  .  Main  soch  raha  thha  ki  koi  dost  gumme ka  matlab  zaroor  poochheing . Aap  ko  bahut  duaaein.
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 14, 2024, 10:00:07 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.122 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer