|
|
|
|
sarfira
Guest
|
|
«Reply #3 on: September 12, 2011, 01:58:23 PM » |
|
ohooo ki gal dass die aapne Paa ji ish ki koi umar nahi hoti sach hai --shayad islie hi kaha gaya hai -- !! SAATHAA SO PAATHAA !! : P
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
|
|
|
|
Gyan Prakash
Maqbool Shayar
Rau: 1
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:4 days, 14 minutes.
Solitude..!!
Posts: 465 Member Since: Jun 2011
|
|
«Reply #9 on: September 13, 2011, 01:32:14 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
F.H.SIDDIQUI
Guest
|
|
«Reply #10 on: September 13, 2011, 01:59:58 PM » |
|
Parwaaz saheb,Mazaa aa gaya.Chacha ki harkatein nai nahiin.Magar aap chaachi ko ye sub kyuun bataa raiN? Baaqi bachi haddiyaaN bhi tudwa raiN ?
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ParwaaZ
Guest
|
|
«Reply #11 on: September 13, 2011, 03:42:04 PM » |
|
ohooo ki gal dass die aapne Paa ji ish ki koi umar nahi hoti sach hai --shayad islie hi kaha gaya hai -- !! SAATHAA SO PAATHAA !! : P S Fira Jee Aadab!
janab sanu Asi ta koi gal nai kinda ... Pan tuhanu pasand aaya mainu khushi huyi..
Tahe dil se shukriyaa janab.. Aate rahiye.. Aise hi hasate muskurate rahiye.. Khuda Hafez..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
|
adil bechain
Umda Shayar
Rau: 161
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:31 days, 18 hours and 24 minutes.
Posts: 6552 Member Since: Mar 2009
|
|
«Reply #14 on: September 15, 2011, 05:48:35 AM » |
|
Hello To All Of My friends............
Yeh mazahiyaa kalaam humne Hydrabadi sweet launguage mein likhane ki koshish ki hai... Waise yeh kalaam bhi behad puraani hai.. Jisme Bude chacha ki harkaten aapke samne lane ki koshish ki hai... ......... Plz don't mind Oldies Chicha kaise kaise kahaniyaa suna raiN BudiyoN se aaj kal akhiyaaN lada raiN
Hum ku Allah Allah karo bolke Khud hai so cittiyaaN baja raiN
Allah Allah yeh buddoN ku to dekho Sugar hai bolke bose lete ja raiN
Khabar mein pauwaN latak raiN lekiN Ye umar mein bhi Miya jawani dikha raiN
Zara in tasveeroN ku to dekho miyaaN Jawani ki photu bolke salman ki bata raiN
Allah Bachaye ab inki harkatoN se Bache to bache budiyoN ku bhi nacha raiN
Buddhi HadiyoN pa zor nakko dalo bole to Walking ka bhana banake gardeno me ja raiN
Khans Khans ke gala fat gaya phir bhi Besure ho gaye miyaa aur gaane gaa raiN
Chachi ab tumich sambhalo chicha ku Dekho nave kapde dal leke Khaa ku jaa raiN janaab ghaus khamakha sahab ke kai mazahiya ghazal tv pe dekha aur suna hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|