dedicated to.........larke...

by roshni246 on January 15, 2006, 01:05:39 PM
Pages: 1 ... 5 6 7 8 [9] 10 11 12
ReplyPrint
Author  (Read 12430 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #120 on: May 10, 2006, 09:37:01 AM »
Reply with quote
Jo hua Use Bhool Jaao Roshni Ji,.
Ab Thook Bhi Do Gussa Bhale Hamari Surat Per Hi,..
Tumhe Khafaa Hote Hue Hum Doston Ko Dekha Nahi Jaata,..


Lardne Se Kisi Ko Kya Mila Hai Is Zamaane Mein,..
Baat Na Badhao Baat Bardti Hai Usko Badhaane Mein,..

Roshni Ji Bhool Jao Jo Khata Sameer Ne Ki,..
Kyun Ki Bacha Thoda Mazaak Kar Gaya Anjaane Mein,..

Tum Kyun Itni Khafaa Hogayi Us Se Aaj,..
Bhoola Do Uski Khata Ko Khushiaan Phailao Hamare Is Yoindia ke Ashiaane Mein,..

Bhool Jao Jo Hua Ab Chalo Aage Badhaate Hai is Thread Ko,..
Aur Chalo Sab Lagaate Hain Waqt Milkar Sab Ko Hasaane Mein,..

Galtiaan To Insaano Se Ho Hi Jaati Hain Aksar,..
Lekin Mazaa Tab Ataa Hai Jab Lage Hum Use Bhoolaane Mein,..

______________________________________-Urs Jaanasheen-
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Kita pyari hai woh larke jo mara dil main hai basee(persona) by muneeb in Shairi - E - Zindagi
EK larke na kaha haam sa(personal) by muneeb in Shairi - E - Zindagi
dedicated to lovers! by tinda in Shayri for Khumar -e- Ishq
Larke pe bhari larki by songwriter_123 in Share:Funny Poetry
Ladkiyon pe bhaari larke by songwriter_123 in Share:Love Poetry
waheed_rose2004
Guest
«Reply #121 on: May 10, 2006, 09:49:01 AM »
Reply with quote
hmmmmmmmmm.........   good    good :lol:
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #122 on: May 10, 2006, 10:18:14 AM »
Reply with quote
Shukriya Bhai...
Logged
samir_bc
Guest
«Reply #123 on: May 10, 2006, 10:39:20 AM »
Reply with quote
Quote from: "roshni246"
Quote from: "samir_bc"
Quote from: "roshni246"
wat a yurk you r !!!!
sab bakwas!!! aur wo bhi kitna jhoot bolti hai yeh roshni oh god boy!!!! zara zaban sambhal k !!!

agar shayari karne ka shauk hai to apne naam pe kariye mujhe beech main lane ki zaroorat nahi !!!!
shayari k forum main aye ho chup chap baith k shayari karo understand !!!

mere thread main mera mazak banane ka tumhe koi haq nahi samje !!!keep this in mind!!! my last warning!!!


~rosh~




yeh dhuan kahan se uth raha hai bhaiyon ,lagi akal thikane
tumne thread hi aisa start kiya
tumhara naam to ana hi tha

dosto jo humne kiya tha wada woh hai nibhaya
koi jawab nahi tha bechari ke paas tabhi to gussa aaya ha ha ha ha

hum nahi chahte chhodna tumhara saath
isi khatir humne tumhara naam post se hataya


you no wat go 2 hell!!!
humare saath mila kab jo chodna nahi chate !!!!! hum duffers ka saath nahi dete !!!
just get out of my way ok !!!!

ASLIYAT LADKON KI MOHOBBAT MAIN!!!

Hum umeedon ki duniya basaate rahe,
woh bhi har kadam par humein azmate rahe,
jab mohabbat mein marna pada,
hum mar gaye woh bahane banate rahe..


saath tumhare rehna hi kon chahta hai
naagino se duswana hi kon chahta hai
saath rehne ka to tha sirf ek bahana
ladkiyon ke roop ko zmane ko tha dikhana
kiya keh ker deti hain ladkiya piyar kerne walon ko dhokey
as like u say just go to hell, get out of my way.


mohaabbat main ladkiya kerti hain yeh sab  hakeekat hai


pehle to ummedo ki duniya basati rahi
har kadam per hume  aazmate rahi
jab mohabbat main baat aayi marene ki
hum  mar gaye tum  bahane banati rahi
Logged
desikuri
Guest
«Reply #124 on: May 12, 2006, 07:22:48 AM »
Reply with quote
Quote from: "waheed_rose2004"
lollzzzzzzzzz   mera  dil  rakhi  ho ki  nahi tongue3

kyon too  itni  chatpati baatein  karti  hai
humesha kya  imli  too  khaati hai . tongue3  

paani  to nahi aaya tongue3



lollz waheed

imli ka kya zamaana
ab tu mujhe sunayega gana :lol:
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #125 on: May 12, 2006, 07:31:58 AM »
Reply with quote
main  khana  nahi khaaya kaise  gaana  sunaonga
mujhe khaane ko  do main  jaldi se so jaonga
Logged
desikuri
Guest
«Reply #126 on: May 12, 2006, 08:42:43 AM »
Reply with quote
so jaoge to gana kaise sunaoge
kya sote sote kharaate bhi sunaoge
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #127 on: May 12, 2006, 03:44:22 PM »
Reply with quote
Quote from: "Jaanasheen"
Jo hua Use Bhool Jaao Roshni Ji,.
Ab Thook Bhi Do Gussa Bhale Hamari Surat Per Hi,..
Tumhe Khafaa Hote Hue Hum Doston Ko Dekha Nahi Jaata,..


Lardne Se Kisi Ko Kya Mila Hai Is Zamaane Mein,..
Baat Na Badhao Baat Bardti Hai Usko Badhaane Mein,..

Roshni Ji Bhool Jao Jo Khata Sameer Ne Ki,..
Kyun Ki Bacha Thoda Mazaak Kar Gaya Anjaane Mein,..

Tum Kyun Itni Khafaa Hogayi Us Se Aaj,..
Bhoola Do Uski Khata Ko Khushiaan Phailao Hamare Is Yoindia ke Ashiaane Mein,..

Bhool Jao Jo Hua Ab Chalo Aage Badhaate Hai is Thread Ko,..
Aur Chalo Sab Lagaate Hain Waqt Milkar Sab Ko Hasaane Mein,..

Galtiaan To Insaano Se Ho Hi Jaati Hain Aksar,..
Lekin Mazaa Tab Ataa Hai Jab Lage Hum Use Bhoolaane Mein,..

______________________________________-Urs Jaanasheen-
Logged
samir_bc
Guest
«Reply #128 on: May 17, 2006, 01:14:33 PM »
Reply with quote


bura maanna to bhai tha ek bahana
kisi tarah samir se tha roshni ko peecha chhudana
ab kisko batayen hum ladkiyon ki hakeekat
jisne shuru kiya that thread usi ko pada bhagna
Logged
roshni246
Guest
«Reply #129 on: May 17, 2006, 03:14:13 PM »
Reply with quote
Quote from: "samir_bc"


bura maanna to bhai tha ek bahana
kisi tarah samir se tha roshni ko peecha chhudana
ab kisko batayen hum ladkiyon ki hakeekat
jisne shuru kiya that thread usi ko pada bhagna



uuuff ur getting me !!! prob kya hai tumari itne logon ne pots kari kisi ne hume beech main nahi laya !! aap konse tees mar khan hai Huh??

you bl...!! chup chap shayari karo !!! bakwas karne ki zaroorat na aapko hai na hume sunne ki adat hai!
Logged
urs4evasomdev
Guest
«Reply #130 on: May 17, 2006, 06:20:38 PM »
Reply with quote
Quote from: "samir_bc"


kitna jhoot bolti hai yeh ladkiyan
aaj mujhe jamane ko yeh baat hai batani
ladkiyan hoti hain jaib se ek dum khali
firti hain aise jaise maharani ho mehlon wali

milte hain 10 Rs inhein kabhi kabhi cafe main aane ko
chat kerti hain yeh murge phasane ko
piyar aur wafa kiya hai yeh jaanti hi nahi
paise waale dhondti hai bus maze udane ko

bechare ladke kahan kahan inko leker nahi jaate
hotlon main khane khilate , filmein bhi inhein dikhate
bechare sochte hain ki yeh ladkiyan unhein piyar kerti hai
per baad me woh in haseeno ki bawafai hi hain paate

koi ho bechara kam paise wala to use sandal hai dikhati
jiyada paise waale ke hai paas jaatii
jab pakdi jaati hain kisi ladke ke saath ghumte hue
to bechare ko ek dum bhai hain yeh banati

nagin hoti hain yeh ladkiyan banti hain deviya
jaal phekti hain khud hi phasane ko murga naya
dusti hain unhin bechararo ko jo marte hain inper dilo jaan se
laate hai har roz na jane kaise kaise inke liye gift naya

husun per karti hain garur kitna apne
dekhker husun ko inke samjh nahi paate bechare ladke
kitna bhi piyar karo inhein yeh to hain nagine
becharo ko chod deti hain kahin bhi duske


to dosto aaj ke sabak se kiya ap logon ne hain jaana
in ladkiyon ki jagah hai hamari thokron main
inhe wahin hai pahunchana



samir


Mr Samir_bc!

Zara zaban ko lagam do!
Auqat dikhani ho jo apni tho meri rosh ko leke na dikhau!

uske baare mein firse kuch kehni ki sochna bhi mat!
Logged
urs4evasomdev
Guest
«Reply #131 on: May 17, 2006, 06:24:25 PM »
Reply with quote
Quote from: "samir_bc"

yeh dhuan kahan se uth raha hai bhaiyon ,lagi akal thikane
tumne thread hi aisa start kiya
tumhara naam to ana hi tha

dosto jo humne kiya tha wada woh hai nibhaya
koi jawab nahi tha bechari ke paas tabhi to gussa aaya ha ha ha ha

hum nahi chahte chhodna tumhara saath
isi khatir humne tumhara naam post se hataya



Appko dhuaan dikh raha hai...........
bauhat jald taare bhi dikhenge!!!

This thread is for fun.........
kisi ko nama deke kehni k zarurat bilkul nahi thi..........
Meri rosh ke baare mein ek shabd bhi mat nikalna apni muh se samjhe!
Logged
urs4evasomdev
Guest
«Reply #132 on: May 17, 2006, 06:26:35 PM »
Reply with quote
Quote from: "desikuri"
Quote from: "roshni246"
Quote from: "samir_bc"
Quote from: "roshni246"
wat a yurk you r !!!!
sab bakwas!!! aur wo bhi kitna jhoot bolti hai yeh roshni oh god boy!!!! zara zaban sambhal k !!!

agar shayari karne ka shauk hai to apne naam pe kariye mujhe beech main lane ki zaroorat nahi !!!!
shayari k forum main aye ho chup chap baith k shayari karo understand !!!

mere thread main mera mazak banane ka tumhe koi haq nahi samje !!!keep this in mind!!! my last warning!!!


~rosh~




yeh dhuan kahan se uth raha hai bhaiyon ,lagi akal thikane
tumne thread hi aisa start kiya
tumhara naam to ana hi tha

dosto jo humne kiya tha wada woh hai nibhaya
koi jawab nahi tha bechari ke paas tabhi to gussa aaya ha ha ha ha

hum nahi chahte chhodna tumhara saath
isi khatir humne tumhara naam post se hataya


you no wat go 2 hell!!!
humare saath mila kab jo chodna nahi chate !!!!! hum duffers ka saath nahi dete !!!
just get out of my way ok !!!!

ASLIYAT LADKON KI MOHOBBAT MAIN!!!

Hum umeedon ki duniya basaate rahe,
woh bhi har kadam par humein azmate rahe,
jab mohabbat mein marna pada,
hum mar gaye woh bahane banate rahe..
offo yahan to ladayi shuru ho gyi
roshni yeh tumne kya baat hai kahi


desikuri sis!
dosh roshni k nama pe kyu...........

samir ne jo kaha usse gussa hone ka pura haq tha.........
uska nama is beech laane k koi zarurat nahi thi!

personally baaat karke aisa usne roshni ko aisa khene pe majbur kia hai
koi bhi self respected woman ye bezatti bardaasht nahi karegi!
Logged
urs4evasomdev
Guest
«Reply #133 on: May 17, 2006, 06:34:45 PM »
Reply with quote
Quote from: "samir_bc"



saath tumhare rehna hi kon chahta hai
naagino se duswana hi kon chahta hai
saath rehne ka to tha sirf ek bahana
ladkiyon ke roop ko zmane ko tha dikhana
kiya keh ker deti hain ladkiya piyar kerne walon ko dhokey
as like you say just go to hell, get out of my way.

mohaabbat main ladkiya kerti hain yeh sab  hakeekat hai



Saath tumhaara dekar galti kar baith thi hai ladkiyaan,
Naagin ke tara das kar, tujhe teri auqat dikhati hai ladkiyaan,
Bahana tho dhundna aapko bhi ata hai, baatein khoob banana apako bhi ata hai,
Ladkiyaan ke rup se hai tum chakkar khaate,
besharmo k tara saabke saamne hai seeti bajate,
Dhoka dete ho bholi surat aur jhuthi kahani suna ke,
Jaugey hell mein hi, sachae hai tumko hum batlate!!!
 
Logged
urs4evasomdev
Guest
«Reply #134 on: May 17, 2006, 06:39:03 PM »
Reply with quote
Quote from: "samir_bc"


bura maanna to bhai tha ek bahana
kisi tarah samir se tha roshni ko peecha chhudana
ab kisko batayen hum ladkiyon ki hakeekat
jisne shuru kiya that thread usi ko pada bhagna


Excuse me!
Mr samir b_c

aap haqeeqat suna rahe ho ya bakvaas!
aur koi bhaga nahi hai!
sab uske saath hai aur woh bhi hai yehi..........

tumse darna .... ha ha ha ha
samjah kya rakha hai apne ap ko pata nahi!
Logged
Pages: 1 ... 5 6 7 8 [9] 10 11 12
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 22, 2024, 02:26:18 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.101 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer