Dekhey....(Shihab)

by majid on April 25, 2012, 05:48:38 PM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 1980 times)
amit_prakash_meet
Guest
«Reply #15 on: April 28, 2012, 06:54:57 PM »
Reply with quote
 Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Aisay khwaab bhi aksar in ankhoun ne dekhey hai by Fouad in Shayri for Khumar -e- Ishq
Dard-e-Dil...~Shihab~ by majid in Shayri-E-Dard
Dil.....(Shihab) by majid in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
Ek Se Barhkar Ek Nagina Hai...(Shihab) by majid in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2  All »
Zindagi......(Shihab) by majid in Shairi - E - Zindagi
iAdmin
Administrator
Yoindian Shayar
*****

Rau: 14
Offline Offline

Waqt Bitaya:
49 days, 23 hours and 12 minutes.

Posts: 3125
Member Since: Dec 2003


View Profile
«Reply #16 on: April 30, 2012, 06:58:43 AM »
Reply with quote
Congratulations..

This work has been featured in Yoindia Shayariadab April 2012 newsletter. You may read more about it HERE.

Logged
Shaifali
Guest
«Reply #17 on: April 30, 2012, 10:17:44 AM »
Reply with quote
     Naa  Ghar ,  Na  Ghadi , Naa  Paisa Dekhey
      Bas Main Jaisa Hoon , Woh Waisa Dekhey.


      Beshaq Jiye Wo Khud Ki Khushiyon Ko Bhi
      Zaruri Nahi , Meri Marzi Humesha Dekhey.


      Guzre Uski Gaudi Me Sar Rakhe Sham Koi
      Jee Karta Hai, Kabhi Manzar Aisa Dekhey.


      Gurtey   Hain  ,  Uskey   Bhai   Yun  Mujhey
      Laal Rang Ko , Jaise Koi Bhainsha Dekhey.


      Aa  Jaaye ,  Unki  Aankhon  Par  Chashma
      Meri  shayari Ko ,  Jo  Aisa  Waisa Dekhey.

 

                                ~Shihab~
NaNaNa
Laughing hard Applause
Logged
goldy_shayar
Guest
«Reply #18 on: April 30, 2012, 10:33:08 AM »
Reply with quote
bahut khoob Shihab Ji,  Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
sbechain
Guest
«Reply #19 on: April 30, 2012, 07:03:04 PM »
Reply with quote
Jo Jaisa Hota Hai Usse Waisa Hi Nazar Aata Hai
So Jaise Mann Chahe Dekhiye Ji hmmhmmhm
Aur Parhaai Ki Hoti To Kisi Haseen Ko Latter Na Likhta Aur Kuch Kaam Dhandha Hota To Yun Bekar Main Baith Ke Shayriya Thodina Likhta Ji...Aur Han
Aapko  Museum Waiagrah Jane Ki Zarurat Nahi Bas Khudko Aaine Men Dekhlen Sab Deedar Ho Jayenge Rahi Baat Hume Dekhne Ki To Aap Kahin Jaane Ki Zehmat Na Karen Hum Apni Photo Bhej Denge.

Main Khush Hui Huh Thapad Maar Ke Phir Udas Kar Dun Kya hmhmm, Chalo Aapko Khush Kiya Inaam To Banta Hai Na Kahaan Hai Ji...

Itne Pyare Sher Pe Aisa Reaction Theek Hai
Isse Sabit Ho Gaya Ladkiyon Ki Qadar Hi Nahi Hoti.

Maine Kahan Tumhare Bhaiyon Ki Burai Ki Maine To Bas Sach Likha Hai, Ab Wo Bhainshe Ki Tarha Gurte Hain To Mera Kya Kasoor Ji.

Aur Haan Ji Aakhir Mein Itna Hi Kahunga Buri Nazar Waale Tera Munh Kaala...hahahhahaha

Maine jawaab mazak ke taur pe diye hain plz dil pe na len aap inhe khair

Behad se bhi zyada aapka shukariya sheba ji ki aapne sare gile shikwe bhoola ke phir se apne natkhat se andaaz mein comments kiye ...aapka take dilse mashkoor hun ji ki aapne meri naakam si koshish ko is qadar muhabbaton ke saath maze lekar parha, saraaha, pasand farmaaya, aur apna waqt diya shulariya...

Aapke comments mere threads ki raunaq aur bhi barha dete hain, yun hi sath banaye rakhiyega

ALLAH pak aapko chust, Mast, Aur Swast Rakhe

Shad o aabaad rahiye...

Shihab

 Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hardshihab aap bhi khoob khichaai karte ho maza aaya padh kar mujhe.........!
Logged
shabbir143
Guest
«Reply #20 on: May 02, 2012, 03:36:25 PM »
Reply with quote
 Laughing hard Laughing hard Laughing hard sahi ja  rahe ho bhai lagey raho tongue3
Logged
AbhiTamrakar
Guest
«Reply #21 on: May 02, 2012, 03:40:17 PM »
Reply with quote
bhai maja aaa gaya shihab bhaii...durust likha hai aapne...or bahut khoob......

likhte rahiye yunhi..
Logged
Niha Khan
Guest
«Reply #22 on: May 11, 2012, 06:16:46 PM »
Reply with quote
na ji hume to apni aankhon pe chashma nahi chahiye so hum to aapki shayari ko aisa waisa dekhne ki zurrat na karenge NaNaNa Laughing hard Laughing hard Laughing hard

Bohat bohat khoob Applause
Logged
shiba
Guest
«Reply #23 on: September 02, 2012, 01:29:27 PM »
Reply with quote
Laughing hard aapki badua humpe lagu nahi hogi kyon ki hume to pahle se hi chashma laga hua hai NaNaNa
So ji humto aisa waisa dekhenge aapki shayri ko
Hahahahah good job Applause Applause Applause
Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 08:05:10 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.104 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer