Do Biwiyon Ka Khwaab......(Funny) ..Abul Asad

by Abul Asad on December 15, 2011, 12:14:51 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1726 times)
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
7 days, 50 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011


View Profile
Reply with quote
Har jawan mard ko yeh khwab ate hain bar bar

Hoti hai nai shadi uski sapnon mein bar bar


Tassavur mein voh pariyon ki bahon mein bas kar

Husn-o-shabab ki mehfil se sajata hai apna ghar


Haqeeqat zindagi ki voh janta nahi bekhabar

Warna aise khwab kabhi na dekhta voh khaksar


Do biwiyon ke saath ati hain saas bhi do magar

khobsurat zindagi karne ko uski ab dehshatgar





Ladkiyan isse serious na len,  yeh mazahiya bat hai younhi rehne den

(ap note karen ke ladkiya keh raha hon aurtain nahi - smile)
Logged
adil bechain
Umda Shayar
*

Rau: 161
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
31 days, 18 hours and 24 minutes.

Posts: 6552
Member Since: Mar 2009


View Profile
«Reply #1 on: December 15, 2011, 05:41:13 AM »
Reply with quote
Har jawan mard ko yeh khwab ata hai bar bar

Hoti hai nai shadi uski bhi sapnon mein harbar


Tassavur mein apne pariyon ki bahon mein bas kar

Husn o shabab ki mehfil me sajata hai apna ghar


Haqeeqat zindagi ki voh janta nahi bekhabar

Warna aise khwab kabhi na dekhta voh khaksar


Do biwiyon ke saath ati hain saas bhi do magar

khobsurat zindagi karne ko uski ab dehshatgar





Ladkiyan isse serious na len,  yeh mazahiya bat hai younhi rehne den

(ap note karen ke ladkiya keh raha hon aurtain nahi - smile)



bahut khoob ASAD SAHAB KYA KHANE ... Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard


               yahaan JANAAB MALIKZADA MANZUR SAHAB KA EK SHER ARZ KARTA CHALUN

                             KHAWAAB KO HAQIQAT SE NA JODO.!
                             AAINAA HAI, PATHER SE NA TODO.!!
Logged
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
7 days, 50 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011


View Profile
«Reply #2 on: December 15, 2011, 06:23:18 AM »
Reply with quote
Shukriya Adil Sahab,

Behad Shukriya aap ke dad ka
Aur aap ke kehne ka andaaz bhi bhahot khoob

Dua goo
Abul Asad
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #3 on: December 15, 2011, 06:58:35 AM »
Reply with quote
bahut umda,abul asad saheb.
Logged
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
7 days, 50 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011


View Profile
«Reply #4 on: December 15, 2011, 07:06:56 AM »
Reply with quote
Hasan bhai,

Behad zarra nawazi aapki,
mere jumlon ko dad di apne

har waqt ki tarha
mamnum o mashkur apka

Abul Asad
Logged
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
7 days, 50 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011


View Profile
«Reply #5 on: December 15, 2011, 07:35:58 AM »
Reply with quote
Har jawan mard ko yeh khwab ate hain bar bar

Hoti hai nai shadi uski sapnon mein bar bar


Tassavur mein voh pariyon ki bahon mein bas kar

Husn-o-shabab ki mehfil se sajata hai apna ghar


Haqeeqat zindagi ki voh janta nahi bekhabar

Warna aise khwab kabhi na dekhta voh khaksar


Do biwiyon ke saath ati hain saas bhi do magar

khobsurat zindagi karne ko uski ab dehshatgar





Ladkiyan isse serious na len,  yeh mazahiya bat hai younhi rehne den

(ap note karen ke ladkiya keh raha hon aurtain nahi - smile)

Yoindia Shayariadab
Logged
Asiyatasneem
Guest
«Reply #6 on: December 15, 2011, 08:33:19 AM »
Reply with quote
wah bahot khoob kaha.
Nai shadi ya do shadi
"Taste is better but experience is bitter"
"Kuch din maza phir sada saza"
Logged
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
7 days, 50 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011


View Profile
«Reply #7 on: December 15, 2011, 09:15:04 AM »
Reply with quote
Asiya ji,

Salaam aapse pehli baar mukhatib hovay hain hum
Yeh tanz o mazhaiya shayari thi, aise hi
yanhaa ke mahol mein kuch naye rang bharne ki
aik adna koshish

Ghalati yah bura laga to maafi talab

Dua Goo
Abul Asad
Logged
sunildehgawani
Guest
«Reply #8 on: December 15, 2011, 12:22:53 PM »
Reply with quote
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley  bahut khub asad ji ,,,,,kya khub kaha hai
Logged
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
7 days, 50 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011


View Profile
«Reply #9 on: December 15, 2011, 04:28:20 PM »
Reply with quote
Sunil ji,

Shukriya aapka, behad khushi hovi ke aap jaise log bhi
iss chote kalaam ko sarahe

Abul Asad
Logged
sarfira
Guest
«Reply #10 on: December 15, 2011, 06:33:55 PM »
Reply with quote
 Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard
Har jawan mard ko yeh khwab ate hain bar bar

Hoti hai nai shadi uski sapnon mein bar bar


Tassavur mein voh pariyon ki bahon mein bas kar

Husn-o-shabab ki mehfil se sajata hai apna ghar


Haqeeqat zindagi ki voh janta nahi bekhabar

Warna aise khwab kabhi na dekhta voh khaksar


Do biwiyon ke saath ati hain saas bhi do magar

khobsurat zindagi karne ko uski ab dehshatgar





Ladkiyan isse serious na len,  yeh mazahiya bat hai younhi rehne den

(ap note karen ke ladkiya keh raha hon aurtain nahi - smile)

Logged
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
7 days, 50 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011


View Profile
«Reply #11 on: December 17, 2011, 02:21:01 AM »
Reply with quote
Sarfiran Saheb,

Aap ne aake dad di hamari shan badhgayi sahab,
shukriya aapka, behad shukriya

Dua Goo
Abul Asad
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 12:50:27 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.101 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer