ek jeans ki aap beeti !!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!

by Arifa on February 07, 2005, 01:46:41 PM
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 6510 times)
Arifa
Guest
Reply with quote
kabhi shokesh mein saji hoi padi thi mein
jaab ladke dekhte the khushi se phooli na samati thi mein

ek din ek ladke ne kharid liya mujhe
khushi khushi is ke sath chal padi thi mein

kaie dino taak isne phahan ke rhakha mujhe
ab tou apna assal rang bhi kho chuki the mein

phir kuch dino ke baad isne kata kaie jaggah se mujhe
apni is halat pe rone lagi thi mein

phan ke jaab woh bhahir gaye mujhe
apne se bhi zeyada budi halat ek aur jeans ki dekh rhahi thi mein

samajhaye us jeans ne bohat mujhe
roo roo ke jaab apni aap beeti sunna rhahi thi mein

maat roo meri bhan ye tou aaj kal ka fashion hai meri jaan
phatti hoi jeans phan ke ladke samajhte hain khud ko SALMAN KHAN
 
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Beeti Raat (Shikha) by Shikha12 in Shayeri for Dard -e- Bewafai « 1 2 3  All »
~~Puraani jeans aur Gitaar~~ by deepika_divya in Share Video
kuch beeti yaaden by liyakat.sahil in English
Aaj jeans tap mein by anmolarora in Shayari -e- Husn
Gudia ki frock, pappu ki jeans aur hamari patloon by @Kaash in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
Arifa
Guest
«Reply #1 on: February 07, 2005, 01:48:55 PM »
Reply with quote
ye jeans ki hai baddua un sab ladko ko
jo phan ke nikle phatti hoi jeans ko
paagal samajh ke sab maare un ko
Logged
pandit
Guest
«Reply #2 on: February 07, 2005, 01:58:09 PM »
Reply with quote
Quote from: "Arifa"
ye jeans ki hai baddua un sab ladko ko
jo phan ke nikle phatti hoi jeans ko
paagal samajh ke sab maare un ko


fati jeans pehante hai ladke,
aankhe fat tee hai ladkiyon ki.
Logged
Arifa
Guest
«Reply #3 on: February 07, 2005, 02:01:57 PM »
Reply with quote
phatti jeans jaab phante hain ladke
hansi ke maare aankhe bundh ho jati hain ladkion ki
Logged
pandit
Guest
«Reply #4 on: February 07, 2005, 02:04:39 PM »
Reply with quote
wah ladkiya aankhe band kar le thodi der k liye ,
to maza aa jaye thodi der k liye.......
hai naa.......?
Logged
Arifa
Guest
«Reply #5 on: February 07, 2005, 02:08:42 PM »
Reply with quote
jaab ladkian aankhe band kar liyengi thodi der k liye
phir kisse dekho gaye apne action us thodi der mein
Logged
pandit
Guest
«Reply #6 on: February 07, 2005, 02:13:09 PM »
Reply with quote
ladkiya bhi to jeans pehanti hai,
kuch jo slim hoti hai to my god kayamat lagti hai,
par kuch jo mootiii hoti hai to...........lagta hai jaise ,
koi choota haathi chal raha hai........
Logged
Arifa
Guest
«Reply #7 on: February 07, 2005, 02:18:14 PM »
Reply with quote
ladke jeans phan ke jo itrate hain
khud ko hero jo samjhte hain
slim na sahi motti ko bhi kaab chodte hain
Logged
pandit
Guest
«Reply #8 on: February 07, 2005, 02:28:18 PM »
Reply with quote
are aap apna batayea na ki
aap kya pehanti hai,
moti to nahi hai ...jo jeans ki itni burai kar rahi hai....?
Logged
Arifa
Guest
«Reply #9 on: February 07, 2005, 02:31:25 PM »
Reply with quote
humare deas mein ladkia jeans kaam kaam hi phanti hain
aur housewife tou bilkol nahi phanti hain
Logged
pandit
Guest
«Reply #10 on: February 07, 2005, 02:38:15 PM »
Reply with quote
are to kya tum housewife ho..........?
Logged
Arifa
Guest
«Reply #11 on: February 07, 2005, 02:49:24 PM »
Reply with quote
sara forum hi janta hai ke hum housewife hain
jane na jane ik aap hi na jane ke hum housewife hain
Logged
pandit
Guest
«Reply #12 on: February 07, 2005, 02:50:57 PM »
Reply with quote
wah kya kya banana jaanti hai ,
kisi din hume bhi apne ghar bulaayea na.
Logged
Arifa
Guest
«Reply #13 on: February 07, 2005, 02:55:57 PM »
Reply with quote
shouq se aaye aap humare ghar par
lekin bahi khahte nahi hai bhan ke ghar par
Logged
pandit
Guest
«Reply #14 on: February 07, 2005, 02:57:39 PM »
Reply with quote
mashallah kya keh rahi hai aap....................?
Logged
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 08:58:48 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.095 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer