Pooja
Guest
|
«Reply #885 on: July 12, 2005, 09:53:15 PM » |
|
ID ka chakaar hai hi itna bhaari ID ka chakaar hai hi itna bhaari
yah ID Changer ki kaya hai, maramarri
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
harashmahajan
Guest
|
|
«Reply #886 on: July 13, 2005, 04:25:33 AM » |
|
yah ID Changer ki kaya hai, maramarri, yah ID Changer ki kaya hai, maramarri
ati sunder lagi hamain aap dono ki ye adakaari.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
bhambra
Guest
|
|
«Reply #887 on: July 13, 2005, 08:17:50 AM » |
|
Very Funny friends....
Yeh degree bhi lelo ye naukari bhi lelo Bhale Chheen lo mujhse USA ka Visa magar mujhko lauta do college ki canteen vo chaay ka pani vo teeKha samosaa
college ki sabse purani nishaanee vo chaayvaalaa jise saare kehte the... jaani vo jaani ke hathon ki 'cutting' chaay meethee vo chupkese journal mein bheji hui chitthi vo padh te hi chiththi uska bhadakna vo chehre ki laali vo aankhon ka gussaa...
kadi dhoop mein apne ghar se nikalnaa vo project ki Khatir shahar bhar bhataknaa vo lecture mein doston ki proxy lagaanaa vo sir ko chidhanaa ,vo aeroplane udaanaa vo submission ki raton ko jagnaa jagaanaa vo orals ki kahani vo practical ka kissaa....
bimaari ka detention ke time bahanaa vo doosron ke assignments ko apnaa banaanaa vo seminar ke din paironka chhatpatanaa vo works! hop mein din raat pasinaa bahanaa vo exam ke din ka bechain maahaul par vo maa ka vishvas - Teachar ka Bharosaa...
Tour ki! wo lambisi raatein vo doston se canteen me pyaari si baatein vo gathering ke din ka ladnaa Jhagadnaa vo Teachers ka yuhin hamesha akadnaa bhulaaye nahin bhool sakta hai koi vo college, vo shararatein vo javani... vo kagaz ki kashti vo barish ka pani... .......
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Ladke_hain_duffer
Guest
|
|
«Reply #888 on: July 13, 2005, 11:54:59 AM » |
|
ati sunder lagi hamain aap dono ki ye adakaari ati sunder lagi hamain aap dono ki ye adakaari
bandar (NY) ko karwaenge hum gadhe ki sawaari :lol:
|
|
|
Logged
|
|
|
|
HumTum
Guest
|
|
«Reply #889 on: July 13, 2005, 11:56:22 AM » |
|
bandar (NY) ko karwaenge hum gadhe ki sawaari bandar (NY) ko karwaenge hum gadhe ki sawaari aur peehey nacehegi bandriya ( duffer ) pyari
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Ladke_hain_duffer
Guest
|
|
«Reply #890 on: July 13, 2005, 12:01:15 PM » |
|
aur peehey nacehegi bandriya ( duffer ) pyari aur peehey nacehegi bandriya ( duffer ) pyari
langoor roz roz ladte ho yaar tumhe hogi hai kaunsi bimaari :wink:
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Delicate_Doll
Guest
|
|
«Reply #891 on: July 13, 2005, 01:25:52 PM » |
|
lol poojA he he
langoor ho hogai hai ladne ki bimari langoor ko haogai hai ladne ki bimari iss liye roz naye naye bahane doonta hai woh bihaari
he he
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Ladke_hain_duffer
Guest
|
|
«Reply #892 on: July 13, 2005, 01:30:31 PM » |
|
iss liye roz naye naye bahane doonta hai woh bihaari iss liye roz naye naye bahane doonta hai woh bihaari
inko milegi tattu ki sawaari
|
|
|
Logged
|
|
|
|
HumTum
Guest
|
|
«Reply #893 on: July 13, 2005, 01:34:07 PM » |
|
inko milegi tattu ki sawaari inko milegi tattu ki sawaari
aur tujhey miligi bandar ki sardari
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Ladke_hain_duffer
Guest
|
|
«Reply #894 on: July 13, 2005, 01:36:17 PM » |
|
aur tujhey miligi bandar ki sardari aur tujhey miligi bandar ki sardari
kaha gai teri langoorni pyaari
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Delicate_Doll
Guest
|
|
«Reply #895 on: July 13, 2005, 01:48:03 PM » |
|
kaha gai teri langoorni pyaari kaha ga i teri langoorni pyaari
arey yahi thi pata kahan gayab hai yaari
|
|
|
Logged
|
|
|
|
harashmahajan
Guest
|
|
«Reply #896 on: July 13, 2005, 04:09:01 PM » |
|
aur peehey nacehegi bandriya ( duffer ) pyari aur peehey nacehegi bandriya ( duffer ) pyari
sab dekhtey reh jaayenge jab log lutaayenge apni daulat saari.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Pooja
Guest
|
|
«Reply #897 on: July 13, 2005, 04:53:10 PM » |
|
sab dekhtey reh jaayenge jab log lutaayenge apni daulat saari. sab dekhtey reh jaayenge jab log lutaayenge apni daulat saari.
Humko kangaal karne ki aise baat, apne kaise kah daali..................
|
|
|
Logged
|
|
|
|
NewYorker
Guest
|
|
«Reply #898 on: July 13, 2005, 04:56:03 PM » |
|
Very Funny friends....
Yeh degree bhi lelo ye naukari bhi lelo Bhale Chheen lo mujhse USA ka Visa magar mujhko lauta do college ki canteen vo chaay ka pani vo teeKha samosaa
college ki sabse purani nishaanee vo chaayvaalaa jise saare kehte the... jaani vo jaani ke hathon ki 'cutting' chaay meethee vo chupkese journal mein bheji hui chitthi vo padh te hi chiththi uska bhadakna vo chehre ki laali vo aankhon ka gussaa...
kadi dhoop mein apne ghar se nikalnaa vo project ki Khatir shahar bhar bhataknaa vo lecture mein doston ki proxy lagaanaa vo sir ko chidhanaa ,vo aeroplane udaanaa vo submission ki raton ko jagnaa jagaanaa vo orals ki kahani vo practical ka kissaa....
bimaari ka detention ke time bahanaa vo doosron ke assignments ko apnaa banaanaa vo seminar ke din paironka chhatpatanaa vo works! hop mein din raat pasinaa bahanaa vo exam ke din ka bechain maahaul par vo maa ka vishvas - Teachar ka Bharosaa...
Tour ki! wo lambisi raatein vo doston se canteen me pyaari si baatein vo gathering ke din ka ladnaa Jhagadnaa vo Teachers ka yuhin hamesha akadnaa bhulaaye nahin bhool sakta hai koi vo college, vo shararatein vo javani... vo kagaz ki kashti vo barish ka pani... ....... Engg. college ke dino ki yaad aa gayi ... Excellent ......... :lol: :lol: :lol:
|
|
|
Logged
|
|
|
|
NewYorker
Guest
|
|
«Reply #899 on: July 13, 2005, 04:57:17 PM » |
|
aur tujhey miligi bandar ki sardari aur tujhey miligi bandar ki sardari
kaha gai teri langoorni pyaari kaha gai teri langoorni pyaari kaha gai teri langoorni pyaari Phir aa gayi yahan ye bimaari .... :evil:
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|