GHAR KAA DOGGI (4-Liner)

by surindarn on June 10, 2016, 02:52:36 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 926 times)
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012


View Profile
Reply with quote
GHAR KAA DOGGI

Dosto merey ghar mein ek barhaa pyaaraa saa chhotaa doggi hai. Puppy to nahin hai poorey baaraa saal kaa hai. Ussey hum 'Tigger' keh ke pukaarte hain, yeh sher waalaa tiger nahin hai yeh to woh hai jo aap TV pe comics mein dekhtey hain. Kal main ussey sair ke liye le jaa rahaa thaa to kuchh aisey chal rahaa thaa ke main ussey do qadam aagey ko lejaataa thaa to woh teen qadam peechiye ko jaataa thaa. Main barhaa hansa aur ek sher keh rahaa thaa, jissey main likh rahaa hoon.

Oh merey pyaare Tigger, tu yeh aaj kyaa banney ko jaa rahey ho...
Do qadam aage jaa rahey ho to teen qadam peechhey aa rahey ho ...
Tu gaddeh to nahin harkatein kar rahey ho ke ho gaddaa magar...
Aur galtian iss qadar kar rahey ho ke jaisey tu ho koi yun bashar..!                            
 Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard

Surindar. N                                              "MohaN"
Logged
Rustum Rangila
Yoindian Shayar
******

Rau: 128
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
10 days, 16 hours and 31 minutes.

Posts: 2534
Member Since: Oct 2015


View Profile
«Reply #1 on: June 10, 2016, 07:20:33 PM »
Reply with quote
Sir ji aapka tiger 12 saal ka hai, agar ham insanon ki age se compare karen to at'least 65 saal ka tiger huwa...
Aap apni sahet ke nushqhe us par aazmaen phir dekhen, 3 qhadam pichey nahi bal'ke 4 qhadam aagey chalega  Laughing hard Laughing hard Laughing hard

 icon_flower kaam ki baat, ek mere dost ke haan lag'bhag yehi age ka dog tha aur wo bada active tha - wajha ye thi ke wo us dog ko ghans (grass) ka juice diya karte they - aap bhi try karen  icon_flower
Logged
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012


View Profile
«Reply #2 on: June 11, 2016, 02:47:55 AM »
Reply with quote
bahut shukria Rangila Jee. bahut shukria graas kee suggestion ke liye. Humaare dog bahut active kuchh moody hai, ghar mein bahut bharaa grass kaa yard hai aur woh khaataa rehtaa hai. Darasal sabhi dogs like to eat some grass.
 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 icon_flower icon_flower
 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2
Logged
aarzoo-e-arjun
Khususi Shayar
*****

Rau: 69
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
4 days, 12 hours and 49 minutes.

i want to live my life through my words and voice.

Posts: 1065
Member Since: Feb 2016


View Profile WWW
«Reply #3 on: June 11, 2016, 03:02:37 PM »
Reply with quote
satire king ban rahe ho aap sir....  Applause Applause Applause Applause Applause Applause

bahut khoob bahut achhe..
Logged
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012


View Profile
«Reply #4 on: June 12, 2016, 02:18:28 AM »
Reply with quote
satire king ban rahe ho aap sir....  Applause Applause Applause Applause Applause Applause

bahut khoob bahut achhe..
bahut shukria Arjun Jee.
 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2
Logged
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012


View Profile
«Reply #5 on: June 14, 2016, 02:10:36 AM »
Reply with quote
GHAR KAA DOGGI

Dosto merey ghar mein ek barhaa pyaaraa saa chhotaa doggi hai. Puppy to nahin hai poorey baaraa saal kaa hai. Ussey hum 'Tigger' keh ke pukaarte hain, yeh sher waalaa tiger nahin hai yeh to woh hai jo aap TV pe comics mein dekhtey hain. Kal main ussey sair ke liye le jaa rahaa thaa to kuchh aisey chal rahaa thaa ke main ussey do qadam aagey ko lejaataa thaa to woh teen qadam peechiye ko jaataa thaa. Main barhaa hansa aur ek sher keh rahaa thaa, jissey main likh rahaa hoon.

Oh merey pyaare Tigger, tu yeh aaj kyaa banney ko jaa rahey ho...
Do qadam aage jaa rahey ho to teen qadam peechhey aa rahey ho ...
Tu gaddeh to nahin harkatein kar rahey ho ke ho gaddaa magar...
Aur galtian iss qadar kar rahey ho ke jaisey tu ho koi yun bashar..!                             
 Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard

Surindar. N                                              "MohaN"
Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 08:21:39 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.105 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer