haathon mai laga ke mehndi ka kon;;;;

by majid on July 19, 2005, 12:13:53 PM
Pages: 1 ... 9 10 11 12 [13] 14 15 16 17 ... 39
ReplyPrint
Author  (Read 33515 times)
Devdas_online
Guest
«Reply #180 on: September 02, 2005, 12:44:51 PM »
Reply with quote
main yahan tum ladkiyon ka nasha utaarne aata hoon,
tumko jhoot aur sach ke beech ka difference samajhane aata hoon,
tumhari sab galat fehmiyan tumhare aage rakhne aata hoon
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Mehndi ke raang ke... by isha_verma7 in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
JO CHAHTE HO VO KEHTE HO.....MEHNDI HASSAN.... by Aman_rahi in Ghazals
Mehndi ni savair by Dr Maqsood Hasni in Shayri-E-Dard
Taalaab Me Mehndi Ki Mehak Aaj Bhi Hai...........Touhid by Mohammad Touhid in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
Ladke_hain_duffer
Guest
«Reply #181 on: September 02, 2005, 02:06:46 PM »
Reply with quote
lolzzzzz Deva ji,

aap aate ho humko pakane
humse kuch sunne aur humko kuch sunane
puri duniya janti hai aap ho paro ke dewane
hum to aate hain aapko thikane lagane
aur aapka nash utarne
Logged
sabreena
Guest
«Reply #182 on: September 02, 2005, 03:06:09 PM »
Reply with quote
deva

hamesha tum hamsey jalty rahy ho
hamari khoobsurti ko bura kehty rahy ho
apni jhooti haqeeqat se bhaagty rahy ho
orr nasha ker ker ke sabko paro banaty rahy ho.............................................


ab toh sudher ja deva,khana padega sandels ka meva............................................. ..
Logged
Ladke_hain_duffer
Guest
«Reply #183 on: September 02, 2005, 03:08:12 PM »
Reply with quote
jis ko sudharna hota hai woh sudhar jate hain
Deva ji aapni fizul harkaton se baaz nahi aate hain
Logged
sabreena
Guest
«Reply #184 on: September 02, 2005, 03:10:51 PM »
Reply with quote
Deva ji aapni fizul harkaton se baaz nahi aate hain
Deva ji aapni fizul harkaton se baaz nahi aate hain

roz subah apni paro kii sandel naashty mein khaker aaty hain............................................. ...........................
Logged
Ladke_hain_duffer
Guest
«Reply #185 on: September 02, 2005, 03:11:26 PM »
Reply with quote
roz subah apni paro kii sandel naashty mein khaker aaty hain
roz subah apni paro kii sandel naashty mein khaker aaty hain

sham ko shraab ke nashe mein doob jate hain!!
Logged
sabreena
Guest
«Reply #186 on: September 02, 2005, 03:13:37 PM »
Reply with quote
sham ko shraab ke nashe mein doob jate hain!!
sham ko shraab ke nashe mein doob jate hain!!

apni har raat gandy naaly mein ghuzarty hain............................................. ...............
Logged
Ladke_hain_duffer
Guest
«Reply #187 on: September 02, 2005, 03:16:15 PM »
Reply with quote
apni har raat gandy naaly mein ghuzarty hain
apni har raat gandy naaly mein ghuzarty hain

subhe bina nahaye yahan chale aate hain!!
Logged
sabreena
Guest
«Reply #188 on: September 02, 2005, 03:23:44 PM »
Reply with quote
subhe bina nahaye yahan chale aate hain!!
subhe bina nahaye yahan chale aate hain!!

saari yoindia walon kii naak sadaty hain............................
yeh yoindia waaly mask ka intezaam ky.un nahi karaty hain......................................
Logged
Ladke_hain_duffer
Guest
«Reply #189 on: September 02, 2005, 03:25:13 PM »
Reply with quote
yeh yoindia waaly mask ka intezaam ky.un nahi karaty hain
yeh yoindia waaly mask ka intezaam ky.un nahi karaty hain

hum to inke aane se pahle aur inke jaane ke baad air freshner spray karte hain!!
Logged
sabreena
Guest
«Reply #190 on: September 02, 2005, 03:27:13 PM »
Reply with quote
hum to inke aane se pahle aur inke jaane ke baad air freshner spray karte hain!!
hum to inke aane se pahle aur inke jaane ke baad air freshner spray karte hain!!

ham inkii badboo ko hatany ka naya invention keraty hain,.............................................................
Logged
Ladke_hain_duffer
Guest
«Reply #191 on: September 02, 2005, 03:27:57 PM »
Reply with quote
ham inkii badboo ko hatany ka naya invention keraty hain
ham inkii badboo ko hatany ka naya invention keraty hain

ladke bina wajhe humko tension kyu dete hain!!
Logged
sabreena
Guest
«Reply #192 on: September 02, 2005, 03:32:38 PM »
Reply with quote
ladke bina wajhe humko tension kyu dete hain!!
ladke bina wajhe humko tension kyu dete hain!!

kyunki yeh hamse baat kerny ke naye bahany banaty haihn.......................................
Logged
Devdas_online
Guest
«Reply #193 on: September 03, 2005, 06:48:29 AM »
Reply with quote
Quote from: "sabreena"
hum to inke aane se pahle aur inke jaane ke baad air freshner spray karte hain!!
hum to inke aane se pahle aur inke jaane ke baad air freshner spray karte hain!!

ham inkii badboo ko hatany ka naya invention keraty hain,.............................................................


in chudelon ne mere jaate hi mehfil jama li hai,
mere jaate hi apni bill se baahar aa gayi hain

keedon ko khusbudaar jagah pasand nahin hai,
tum ladkiyon ko khusbudaar aur badbudaar ka difference malum nahin hai,

gutter ki badbu ko tum sugandh kehti ho,
saara din usi mein rehti ho
Logged
desikuri
Guest
«Reply #194 on: September 05, 2005, 06:27:43 AM »
Reply with quote
sada hua majid
poori nahin hogi teri jid
khilayenge tujhe gadhe ki lidd
maan ja haar tu majid
Logged
Pages: 1 ... 9 10 11 12 [13] 14 15 16 17 ... 39
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 14, 2024, 03:36:44 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.131 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer