nishita
Guest
|
«Reply #15 on: October 11, 2004, 08:00:24 AM » |
|
romeo juliet ki kahani ke beech me majnu laila kya karing oye saMNoj tu khali peeli nishita ko confuse karing
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
samnoj
General Patrol
Mashhur Shayar
Rau: 1
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:19 days, 10 hours and 44 minutes.
always smile
Posts: 15216 Member Since: Aug 2004
|
|
«Reply #16 on: October 11, 2004, 08:03:21 AM » |
|
juliet ne romeo se khana pakane ko kaha tha magar khana romeo ne laila ko khilaya tha ab julit ko jo itne bhook hai lagi raanjha ne apne har se khana lekar aaya tha magar ab heer hi hai jo bhooki rah gayi is liye majnu ne use khana khilaya tha
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nishita
Guest
|
|
«Reply #17 on: October 11, 2004, 08:09:02 AM » |
|
hai???
mujhe kuch nahi samjha ke kaha se romeo aya kahase khaana pakaya kab jaake kisko khilaya kahase laila ko laya kahase juliet ko bhagayaa ufffffffffffffffffffffffffffffffffffffff saMNoj tune bohat pakaya
|
|
|
Logged
|
|
|
|
samnoj
General Patrol
Mashhur Shayar
Rau: 1
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:19 days, 10 hours and 44 minutes.
always smile
Posts: 15216 Member Since: Aug 2004
|
|
«Reply #18 on: October 11, 2004, 08:09:48 AM » |
|
lekin bada maza aaya mujhe bhi nahi samjha tah
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nishita
Guest
|
|
«Reply #19 on: October 11, 2004, 08:16:35 AM » |
|
ab main samjhati hu
romeo ne juliet ke liye khana pakaya juliet majnu ko kabs epataya majnu ne juliet ko ankh maara dkehke romeo mar gaya bechara waha se aayi lalia daudi dekha na usne badi si bawdi thapak ke gir gayi usme laila kheecha usse romeo ne daalke thaila bahar aayi to bhooki thi bohat romeo jab jaake khilaya usse khana majnu ne juliet ko dikhaya unka naya thikana majnu bhaga julietko leke ab romeo laila ke saamne badi badi feke
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sharmaarunkumar
Guest
|
|
«Reply #20 on: October 11, 2004, 09:18:29 AM » |
|
Wah! wah! wah!kya baat hai!! :lol: :lol:
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Talat
Guest
|
|
«Reply #21 on: October 11, 2004, 11:10:08 AM » |
|
Juliet romeo ki hai ye nayee kahani Nishi tere darr se mange yahan sab paani!!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
samnoj
General Patrol
Mashhur Shayar
Rau: 1
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:19 days, 10 hours and 44 minutes.
always smile
Posts: 15216 Member Since: Aug 2004
|
|
«Reply #22 on: October 11, 2004, 11:54:01 AM » |
|
bahut ache
ab aur suno laila ne ek roz majnu se kaha tera dost romeo mujhe acha laga laila ki is baat par raanjha bhadka laila ne kaha ab tu kyu hai tadpa tere paas heer hai saath nibhane ko ranjha bola majnu laga hai use patane ko laila boli phir tu jake juliet ko pata heer bola mahwaal hai uske peech pada ab sirf soni hi akeli thi bachi is liye raanjha uske paas hai khada
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Talat
Guest
|
|
«Reply #23 on: October 11, 2004, 01:42:29 PM » |
|
puraani botal main ye nayee hai sharaab parh ke ise mera ghoom gaya dimaagh
|
|
|
Logged
|
|
|
|
samnoj
General Patrol
Mashhur Shayar
Rau: 1
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:19 days, 10 hours and 44 minutes.
always smile
Posts: 15216 Member Since: Aug 2004
|
|
«Reply #24 on: October 11, 2004, 02:26:49 PM » |
|
purane botal se pite ho tum nai sharaab acha hua bata diya ki tum bhi peete ho kharaab
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Talat
Guest
|
|
«Reply #25 on: October 11, 2004, 02:28:42 PM » |
|
tumhaari tarah maikhaane main rehte hum aur bhi hain tareeqe bhoolaane ko yahan gham
|
|
|
Logged
|
|
|
|
samnoj
General Patrol
Mashhur Shayar
Rau: 1
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:19 days, 10 hours and 44 minutes.
always smile
Posts: 15216 Member Since: Aug 2004
|
|
«Reply #26 on: October 11, 2004, 02:30:31 PM » |
|
ek tareeka hume bhi sikhado jaldi se apni bhi zindagi me hai bus ek ghum
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Talat
Guest
|
|
«Reply #27 on: October 11, 2004, 02:31:58 PM » |
|
gham bhulaane ke tareeqe hain niraale har kisi ko raas wo nahin aane waale
|
|
|
Logged
|
|
|
|
samnoj
General Patrol
Mashhur Shayar
Rau: 1
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:19 days, 10 hours and 44 minutes.
always smile
Posts: 15216 Member Since: Aug 2004
|
|
«Reply #28 on: October 11, 2004, 02:33:02 PM » |
|
ghum bhulaane ke tareeke hai niraale ya tum ko sikhane nahi aane waale
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nishita
Guest
|
|
«Reply #29 on: October 11, 2004, 06:06:30 PM » |
|
jab soni ke paas ranjha aake hua khada to dekhke unko hogaya talat aur saMNoj ka jhagda romeo se shuru hui baat bottle pe hui khatam najane fir beech kahase agaya yeh gum heer ranjha laila majnu sab sogaye jab talat aur saMNoj maikhane me kho gaye... !!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|