HIMMAT NA HARO AASHIQO.........(GHAYEL)

by sajid_ghayel on November 16, 2008, 07:25:38 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 2727 times)
sajid_ghayel
Guest
Reply with quote
Apne is kalam ke zariye maine yeh nek koshish ki hain ke awam ke andar sabr aur himmat ka jazba paida ho. Chahe jitni pareshani aaye insan ko mayus nahi hona chahiye aur koshish karte rehna chahiye.

Aata hu chala jata hu phir aata hu chala jata hu
Rehta hu aas pass unki gali ke apne ghar nahi jata hu

Koi q kare aitraz mere is aane jane ka unki gali
Apna dil apni marzi kya kisi ke baap ka khata hu

Aur kabhi na kabhi to hogi unki tavajjo meri taraf
Jo uski phuppo bhi aa jaye khidki me main ehtiyatan muskarata hu

Bada sabr hain mujme na jane logh q kehte besabra mujko
Jo nikla nakab me us ghar se koi use manzil tak chod aata hu

Bas ek baar dekha tha unse koi jan pehchan nahi meri
Shaheen manzil me hain ghar unka unhe shaheen kehke bulata hu

Par ek roz kisi ne poocha humse pata tumhare thikane ka
Bade bechain hue hum aur poocha sabab tere ghar jane ka
Aage na poochiye dil me aasuo ka samundar tha
Woh kambakht aur koi nahi us nazneen ka shauher tha

Itne me shayed kudrat ko humpe dobara taras aaya
Kahi se koi haseen chehra hame phir nazar aaya
Ho liye hum sang uski rah aur pohach gaye uski gali
Chalo phir koshish kare mili mili nahi mili nahi mili

                                         -Sajid Ghayel-

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Himmat by Brijinder in Shairi - E - Zindagi
HIMMAT HAI GAM UTHAANE KI...... by gumnam in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
Himmat by harishsharmapilot in Miscellaneous Shayri
Zindagi jeene ki himmat by Pooja Kakkar Insan in Shairi - E - Zindagi
-----/// Himmat na rahi /// ----- by ~Hriday~ in Shayri-E-Dard
Pooja
Guest
«Reply #1 on: November 16, 2008, 07:45:03 AM »
Reply with quote
 Laughing hard Laughing hard Laughing hard

 Clapping Smiley
Logged
abdbundeli
Guest
«Reply #2 on: November 16, 2008, 02:18:03 PM »
Reply with quote
 "Too naheen aur sahee! Aur nahee aur sahee!!"NM
 I've no more comments to make!
                       - abd bundeli
Logged
muskan_bye
Guest
«Reply #3 on: November 16, 2008, 05:17:57 PM »
Reply with quote
BAHUT KHOOB 'SAJID JI' BAHUT ACHA LIKHA AAPNE

LOGO HIMMAT LAIYE OR APNE PYAAR KO APNAIYE
ZINDAGI SE MAT HARIYE ,KISMAT KO KHEL KHELNE DIJIYE
KHUSHIYON KO PAAKE RAHIYE,OR ZINDAGI KO APNAKE RAHIYE
PAL PAL YAAD KARTEIN RAHIYE , MAGAR MAJBOORI SE USAY BHULA MAT DIJIYE, USAY HAR KHUSHI DIJIYE , LEKIN USKE JAZBAAT KE SATH MAT KHELIYE, USAY SACHCHAI KA SATH DENE KI HIMMAT DILAIYE , BAS USME APNE PYAAR KA BHAROSA DILAIYE , OR DUNIYA KI HAR KHUSHI USKE LIYE QURBAAN KIJIYE , USKO PAANE KE LIYE KUCH KAMAKE DIKHAIYE, OR USAY DIL SE CHAHTE RAHIYE ,OR SABR KARNA SIKHATEIN RAHIYE OR KHUD BHI KARTEIN RAHIYE,OR SAHI WAQT PAR KAHE DIJIYE OR JEET KAR HI LOUTIYE OR PHIR SAMJHIYE HO GAYI AAPKI JEET OR HO GAYI DAR KI HAAR .............YAHI ZINDAGI KE KUCH LAFZ HAI JO CHALENGE HUMESHA AAPKE SATH..............(YE GHAYAL ASHIQO KE LIYE )......
**********************************MUSKAN*************************
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #4 on: November 16, 2008, 06:37:42 PM »

mohtarma yaha baat ho rahi hain hasne hasane ki
aapne baat ched di sare zamane ki
ho sake to apne nazuki hoth se bhala nahi to bura kahiye
ghayel ko aadat hain chot khane ki
Logged
bekarar
Poetic Patrol
Yoindian Shayar
******

Rau: 4
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
53 days, 9 hours and 51 minutes.

Posts: 3738
Member Since: Oct 2005

View Profile
«Reply #5 on: November 16, 2008, 08:24:40 PM »
Reply with quote
Apne is kalam ke zariye maine yeh nek koshish ki hain ke awam ke andar sabr aur himmat ka jazba paida ho. Chahe jitni pareshani aaye insan ko mayus nahi hona chahiye aur koshish karte rehna chahiye.

Aata hu chala jata hu phir aata hu chala jata hu
Rehta hu aas pass unki gali ke apne ghar nahi jata hu

Koi q kare aitraz mere is aane jane ka unki gali
Apna dil apni marzi kya kisi ke baap ka khata hu

Aur kabhi na kabhi to hogi unki tavajjo meri taraf
Jo uski phuppo bhi aa jaye khidki me main ehtiyatan muskarata hu

Bada sabr hain mujme na jane logh q kehte besabra mujko
Jo nikla nakab me us ghar se koi use manzil tak chod aata hu

Bas ek baar dekha tha unse koi jan pehchan nahi meri
Shaheen manzil me hain ghar unka unhe shaheen kehke bulata hu

Par ek roz kisi ne poocha humse pata tumhare thikane ka
Bade bechain hue hum aur poocha sabab tere ghar jane ka
Aage na poochiye dil me aasuo ka samundar tha
Woh kambakht aur koi nahi us nazneen ka shauher tha

Itne me shayed kudrat ko humpe dobara taras aaya
Kahi se koi haseen chehra hame phir nazar aaya
Ho liye hum sang uski rah aur pohach gaye uski gali
Chalo phir koshish kare mili mili nahi mili nahi mili

                                         -Sajid Ghayel-

wah wah sajid..dil khush kar diya tune...muddaton baad ek sachchi shayri padhi (AAP-BEETI HAI KYA?)  Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard

Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #6 on: November 17, 2008, 08:45:34 AM »
Reply with quote
wah wah sajid..dil khush kar diya tune...muddaton baad ek sachchi shayri padhi (AAP-BEETI HAI KYA?)  Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard

miyan aap beeti nahi hum beeti hain itna mat daro bhabhi se bhool gaye apne purane din  Giggle
Logged
bekarar
Poetic Patrol
Yoindian Shayar
******

Rau: 4
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
53 days, 9 hours and 51 minutes.

Posts: 3738
Member Since: Oct 2005

View Profile
«Reply #7 on: November 17, 2008, 09:04:36 AM »
Reply with quote
ab yun sare - aam pol-khol kyun???
apart from joke..
kya hi khoob likha hai sajid...jitni baar padha ...utni hi hansi aayi........bahoot umda.......

Itne chakkar lagaye uski gali ke,
us gali ke kutte humaare yaar ho gaye,
wo to hume mil na saki par,
hum kutton ke sardaar ho gaye
NM
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #8 on: November 17, 2008, 10:38:18 AM »
Reply with quote
Apne is kalam ke zariye maine yeh nek koshish ki hain ke awam ke andar sabr aur himmat ka jazba paida ho. Chahe jitni pareshani aaye insan ko mayus nahi hona chahiye aur koshish karte rehna chahiye.

Aata hu chala jata hu phir aata hu chala jata hu
Rehta hu aas pass unki gali ke apne ghar nahi jata hu

Koi q kare aitraz mere is aane jane ka unki gali
Apna dil apni marzi kya kisi ke baap ka khata hu

Aur kabhi na kabhi to hogi unki tavajjo meri taraf
Jo uski phuppo bhi aa jaye khidki me main ehtiyatan muskarata hu

Bada sabr hain mujme na jane logh q kehte besabra mujko
Jo nikla nakab me us ghar se koi use manzil tak chod aata hu

Bas ek baar dekha tha unse koi jan pehchan nahi meri
Shaheen manzil me hain ghar unka unhe shaheen kehke bulata hu

Par ek roz kisi ne poocha humse pata tumhare thikane ka
Bade bechain hue hum aur poocha sabab tere ghar jane ka
Aage na poochiye dil me aasuo ka samundar tha
Woh kambakht aur koi nahi us nazneen ka shauher tha

Itne me shayed kudrat ko humpe dobara taras aaya
Kahi se koi haseen chehra hame phir nazar aaya
Ho liye hum sang uski rah aur pohach gaye uski gali
Chalo phir koshish kare mili mili nahi mili nahi mili

                                         -Sajid Ghayel-

ha ha ha.. Laughing hard

Sahi jaa rahe ho Sajid Ji.. Himmat Rakhiyega!!
Lekin .. naa... Yeh Jo Himmat hai.. yeh himmat kisi kaam nahin aane ki.. NaNaNa

Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #9 on: November 17, 2008, 11:09:44 AM »
Reply with quote
ha ha ha.. Laughing hard

Sahi jaa rahe ho Sajid Ji.. Himmat Rakhiyega!!
Lekin .. naa... Yeh Jo Himmat hai.. yeh himmat kisi kaam nahin aane ki.. NaNaNa

waise itna haso mat yeh tumhari gali me hi hua tha mere sath  DOH
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 15, 2024, 02:02:04 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.12 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer