HISAAB KA JAWAAB

by surindarn on January 27, 2014, 12:10:37 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 860 times)
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012


View Profile
Reply with quote
Zindgi Wabaal banaane ke liye Hissab Karlo...
Uljhanen Bharaane ke liye Phir Hissab Karlo,

Abb Uljhanon se Nijhaat paane ke liye...
Aik jaam Shraab zaruri hai Istmaal Karlo,

Zindgi ik Azaab ban gayee hai khoob Peelo...
Lo yeh jaam-e shraab hai isse Phir se Peelo,

Gham aaNe pe yaa gham ke chale jaaNe pe...
Iss mein hissab kiye ka Jawaab hai Peelo!

SurindarN.                    "MohanN.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
!!Hisaab!! by amrita in Shayri for Dard -e- Judai « 1 2 3 4 5 »
hisaab(gul) by gulzargul in Shayri for Khumar -e- Ishq
hisaab..........A.B by adil bechain in Shairi - E - Zindagi
hisaab-e-mohabbat by sanchit in Shayri for Khumar -e- Ishq
Kisko Hisaab Hai? by asma zehra in Shairi - E - Zindagi
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #1 on: January 27, 2014, 01:32:54 AM »
Reply with quote
waah waah
Logged
RAJAN KONDAL
Guest
«Reply #2 on: January 27, 2014, 03:04:29 AM »
Reply with quote
gud
Logged
sbechain
Guest
«Reply #3 on: January 27, 2014, 03:13:27 AM »
Reply with quote
Zindgi Wabaal banaane ke liye Hissab Karlo...
Uljhanen Bharaane ke liye Phir Hissab Karlo,
 icon_scratch icon_scratch icon_scratch icon_scratch icon_scratch icon_scratchye sher bilkul hi samjh nahin paayi
Abb Uljhanon se Nijhaat paane ke liye...
Aik jaam Shraab zaruri hai Istmaal Karlo,
 icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower
Zindgi ik Azaab ban gayee hai khoob Peelo...
Lo yeh jaam-e shraab hai isse Phir se Peelo,
janaab, jaam-e-sharab ka matlab kya hua ye sher nahin samjh paayi main. jaam ko hi sharab kahte hain shayad icon_flower icon_flower icon_flower!
Gham aaNe pe yaa gham ke chale jaaNe pe...
Iss mein hissab kiye ka Jawaab hai Peelo!
 icon_scratch icon_scratch icon_scratch icon_scratch icon_scratch icon_scratch icon_scratch icon_scratch icon_scratch icon_scratch icon_scratch icon_scratch icon_scratch
SurindarN.                    "MohanN.
Logged
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012


View Profile
«Reply #4 on: January 27, 2014, 05:05:16 AM »
Reply with quote
Bahut Shukria Saini Saheb.

SurindarN.
Logged
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012


View Profile
«Reply #5 on: January 27, 2014, 05:07:31 AM »
Reply with quote
Bahut Shukria Kondal sahib.

SurindarN.
Logged
Advo.RavinderaRavi
Guest
«Reply #6 on: January 27, 2014, 05:56:25 AM »
Reply with quote
Zindgi Wabaal banaane ke liye Hissab Karlo...
Uljhanen Bharaane ke liye Phir Hissab Karlo,

Abb Uljhanon se Nijhaat paane ke liye...
Aik jaam Shraab zaruri hai Istmaal Karlo,

Zindgi ik Azaab ban gayee hai khoob Peelo...
Lo yeh jaam-e shraab hai isse Phir se Peelo,

Gham aaNe pe yaa gham ke chale jaaNe pe...
Iss mein hissab kiye ka Jawaab hai Peelo!

SurindarN.                    "MohanN.

That"s Great.keep it up.!!
Logged
nandbahu
Mashhur Shayar
***

Rau: 122
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 days, 4 hours and 11 minutes.
Posts: 14553
Member Since: Sep 2011


View Profile
«Reply #7 on: January 27, 2014, 09:38:56 AM »
Reply with quote
very nice
Logged
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012


View Profile
«Reply #8 on: January 28, 2014, 11:27:15 AM »
Reply with quote
Sheba Sahiba, aapka nazam ko parhne ke liye shukria. Aap ne jo jaanane ke liye swall kiye hain, woh mujhe aur bhi achha laga hai. Dar asal main ne jo likhaa hai kaafi asaan Urdu mein likhaa hai yeh main bhi nahin samajh pa rahaa hoon ke aap khaas mein kyaa jaan.na chahti hain, khair koshish kartaa hoon. Pehli 2 lines mein main ne shraabi aur aam aadmi donon ko dhayaan mein rakhaa hai. Ek shraabi jab peenaa shuru kartaa, woh shuru karne se pehle plan kartaa hai usko kitne peg peenaa hai. Uske liye behtar hai ke utnaa hi le ke baithe. Agar woh aisaa nahin kartaa hai, aur poori batal le ke baith jaataa hai aur beech mein bhool jaataa hai ke kitnaa peeliyaa hai. Abb agar woh hisaab karnaa shuru karde to sirf zindgi wabaal banaa saktaa hai. uske liye ek hi hal hai ke aur peeye aur peetaa hi rahe jab tak hosh na kho baithe, issi mein uska jawaab hai. Abb baari hai aam aadmi ki, Agar koi bahut zayaadaa kharach kar detaa hai aur baad mein sochtaa hai, ke itnaa kaise kharchaa hogayaa, to woh bhi apni zindgi wabaal banaa sakta hai. Yeh nazam darasal fun ke liye hai aur mazaahiyaa hai. Shayari khaali art hai yeh koi hisaab nahin hai. Isko us.hi mahol mein dekhne ki zarurat hai.
Main ne jaam ka matlab dictionary mein dekhaa hai, jaam drinking vessel ko kehte hain, mekhaane mein, shraab se bhare ko shayad jam kehte honge. Main ne jo jam-e-shraab likhaa hai yeh thoraa wazan dar banaane ke liye likkaa hai, jis se lage ke jaam puraa bhara hai. Log gham galat karne ke liye peete hain aur jab gham chalaa jaaye to phir isko celebrate karne ke liye bhi peete hain. Zayaada log fun ke liye hi peete hain, America mein stress ki halat mein peete hain. Kuchh log yeh bhi bataate hain ke red wine heart ke liye achhi hotii hai. Meri umar 80 saal ki hai main bilkul peetaa nahin hoon, main sirf uske bare mein likhtaa hoon, mere sab dost aur mere 2 larke jin ki umr 52 saal ki hai, ek larki jo 45 saal ki hai, sab wine peelete hain, meri apni knowledge drinking ke bare mein koi zayaadaa nahin hai. Main ne koshish ki hai aapke swaalon ka jawaab deneki, agar koi kassar reh gayee hai to aap phir se pooch sakti hain. Mujhe yeh zarur bataaye gaa agar main jawaab English mein dun to kyaa chale gaa, woh mere liye zayaada asaan hoga.

SurindarN.    
Logged
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012


View Profile
«Reply #9 on: January 28, 2014, 12:27:56 PM »
Reply with quote
Saagar Sahib aur Nandbahu sahib aap dono ka daad ke liye bahut shukria.

SurindarN.
Logged
saahill
Mashhur Shayar
***

Rau: 86
Offline Offline

Waqt Bitaya:
147 days, 19 hours and 41 minutes.
Posts: 18617
Member Since: Jun 2009


View Profile
«Reply #10 on: January 28, 2014, 12:59:53 PM »
Reply with quote
WAAH WAAH WAAH WAAH WAAH
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 08:12:07 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.276 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer