...~~HumTum ka Maskrapan~~...

by HumTum on May 22, 2005, 03:57:27 PM
Pages: [1] 2 3 4 5 ... 49
ReplyPrint
Author  (Read 24913 times)
HumTum
Guest
Reply with quote
dostooN gaye dinon jab hum india mein they to mere dada ji ke ik frd they jo badey hi maskrey type ki insaan they. jab unko meiney ishq ki batein farmatey dekha to chend lafz bol daley. woh kuch yu hai ...

ek buuDhe buzurg ko ishq sawaar hua
Mehbooba bhi (obviously) unki hum-umr hi thii

to baat ho rhi hai maskari ki to ..
arz kiya hai ..

maashook ka buDhaapaa lazzat dilaa raha hai (2 baar paDhiyega)
angoor ka mazaa kishmish mein aa raha hai  :dizzy:

keep adding more
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
....~~Miyaan HumTum Farmaye~~.... by HumTum in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
...~~HumTum~~... by HumTum in Shairy-e-Dost (Friendship Poetry) « 1 2  All »
im sorry humtum by salma*** in Chit - Chat & General Discussion
humtum by tushar_4u_im in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
-Gazal(s) By HumTum- by HumTum in Ghazals « 1 2  All »
nikki
Guest
«Reply #1 on: May 22, 2005, 04:01:44 PM »
Reply with quote
:lol:  :lol:  :lol:  :lol:

nice humtum...........
Logged
Meena
Guest
«Reply #2 on: May 22, 2005, 04:06:01 PM »
Reply with quote
Quote from: "HumTum"
dostooN gaye dinon jab hum india mein they to mere dada ji ke ik frd they jo badey hi maskrey type ki insaan they. jab unko meiney ishq ki batein farmatey dekha to chend lafz bol daley. woh kuch yu hai ...

ek buuDhe buzurg ko ishq sawaar hua
Mehbooba bhi (obviously) unki hum-umr hi thii

to baat ho rhi hai maskari ki to ..
arz kiya hai ..

maashook ka buDhaapaa lazzat dilaa raha hai (2 baar paDhiyega)
angoor ka mazaa kishmish mein aa raha hai  :dizzy:

keep adding more

 Shocked
Logged
tushar_4u_im
Guest
«Reply #3 on: May 22, 2005, 04:25:01 PM »

jaise thand k mausam mai bhi aam ka maza aa raha hai,,,...

jaise koi  buddha dantist ke pass ja raha  hai,....

add moreeeeeee,.....
[/b]
Logged
Talat
Guest
«Reply #4 on: May 22, 2005, 05:36:12 PM »
Reply with quote
maashook ka budhaapaa lazzat dila raha hai

lagta hai bachpan ki chot ka ab asar aa raha hai !!
Logged
nikki
Guest
«Reply #5 on: May 22, 2005, 06:26:45 PM »
Reply with quote
maashook ka budhaapaa lazzat dila raha hai
maashook ka budhaapaa lazzat dila raha hai

lagta hai jaise humtum ka aaj dimaag chakra raha hai....
sabkuch ulta pulta nazar aa raha hai..
Logged
tushar_4u_im
Guest
«Reply #6 on: May 23, 2005, 05:22:11 AM »
Reply with quote
Quote from: "nikki"
maashook ka budhaapaa lazzat dila raha hai
maashook ka budhaapaa lazzat dila raha hai

lagta hai jaise humtum ka aaj dimaag chakra raha hai....
sabkuch ulta pulta nazar aa raha hai..

aane do nazar ulta pulta ,...

waise bhi burapee me ishq kerne ko kam hai milta,...

abb mila hai mauka TO KYU JANE DE,..

patane do ladki zara hawa aane de,..
Logged
HumTum
Guest
«Reply #7 on: May 23, 2005, 08:51:23 AM »
Reply with quote
Quote from: "nikki"
:lol:  :lol:  :lol:  :lol:

nice humtum...........

Shukriya ji !! ki hasdey ho nikki ji .... kuch likh vi do ageey !!
Logged
HumTum
Guest
«Reply #8 on: May 23, 2005, 08:55:29 AM »
Reply with quote
Quote from: "Meena"
Quote from: "HumTum"
dostooN gaye dinon jab hum india mein they to mere dada ji ke ik frd they jo badey hi maskrey type ki insaan they. jab unko meiney ishq ki batein farmatey dekha to chend lafz bol daley. woh kuch yu hai ...

ek buuDhe buzurg ko ishq sawaar hua
Mehbooba bhi (obviously) unki hum-umr hi thii

to baat ho rhi hai maskari ki to ..
arz kiya hai ..

maashook ka buDhaapaa lazzat dilaa raha hai (2 baar paDhiyega)
angoor ka mazaa kishmish mein aa raha hai  :dizzy:

keep adding more

 Shocked

Aap ka shock mien aaney ki wajah jaan sakta hoon kya :?: kamal karti hai aap bhi Meena ji .. kuch likh bhi diya kro !! ke bus aseey hi shock mein hi rehna hai ..... chalo aap pe kuch arz hai ..

Pari ho ya Hoor likhti ho jhakas sanam
Aaj kal aap ke pas words lagta hai khalas sanam !!

Logged
HumTum
Guest
«Reply #9 on: May 23, 2005, 08:57:39 AM »
Reply with quote
Quote from: "tushar_4u_im"
Quote from: "HumTum"
dostooN gaye dinon jab hum india mein they to mere dada ji ke ik frd they jo badey hi maskrey type ki insaan they. jab unko meiney ishq ki batein farmatey dekha to chend lafz bol daley. woh kuch yu hai ...

ek buuDhe buzurg ko ishq sawaar hua
Mehbooba bhi (obviously) unki hum-umr hi thii

to baat ho rhi hai maskari ki to ..
arz kiya hai ..

maashook ka buDhaapaa lazzat dilaa raha hai (2 baar paDhiyega)
angoor ka mazaa kishmish mein aa raha hai  :dizzy:

maashook ka buDhaapaa lazzat dilaa raha hai (2 baar paDhiyega)
jaise thand k mausam mai bhi aam ka maza aa raha hai,,,...

maashook ka buDhaapaa lazzat dilaa raha hai (2 baar paDhiyega)
jaise koi  buddha dantist ke pass ja raha  hai,....

add moreeeeeee,.....
[/b]

hummmm tushaar bhai hummmm aap bhi ab yaar khicha tani karney lgey ... waseey bda funny hai aap ka andaaz bhi !! pasand aaya mujhey  !!
Logged
HumTum
Guest
«Reply #10 on: May 23, 2005, 08:58:35 AM »
Reply with quote
Quote from: "Talat"
maashook ka budhaapaa lazzat dila raha hai
maashook ka budhaapaa lazzat dila raha hai

lagta hai bachpan ki chot ka ab asar aa raha hai !!

maashook ka budhaapaa lazzat dila raha hai
maashook ka budhaapaa lazzat dila raha hai

bachpan ka lga karant ab harkat mein aa rha hai !!
Logged
HumTum
Guest
«Reply #11 on: May 23, 2005, 08:59:48 AM »
Reply with quote
Quote from: "nikki"
maashook ka budhaapaa lazzat dila raha hai
maashook ka budhaapaa lazzat dila raha hai

lagta hai jaise humtum ka aaj dimaag chakra raha hai....
sabkuch ulta pulta nazar aa raha hai..

kya baat ker rhi hai aap Nikki ji ...

maashook ka budhaapaa lazzat dila raha hai
maashook ka budhaapaa lazzat dila raha hai

lagta hai nikki ko sab samj aa rha hai :lol:

Logged
Talat
Guest
«Reply #12 on: May 23, 2005, 09:19:57 AM »
Reply with quote
maashook ka budhaapaa lazzat dila raha hai
maashook ka budhaapaa lazzat dila raha hai

tujh ko sahra main sabz baagh dikha raha hai
Logged
HumTum
Guest
«Reply #13 on: May 23, 2005, 09:22:23 AM »
Reply with quote
maashook ka budhaapaa lazzat dila raha hai
maashook ka budhaapaa lazzat dila raha hai

khishi ke marey mujhey chakaar aa rha hai :dizzy:
Logged
Talat
Guest
«Reply #14 on: May 23, 2005, 09:25:53 AM »
Reply with quote
maashook ka budhaapaa lazzat dila raha hai
maashook ka budhaapaa lazzat dila raha hai

Mujhe budhdhe budhdhi ke bachon pe taras aa raha hai...
Logged
Pages: [1] 2 3 4 5 ... 49
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 26, 2024, 08:05:31 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.13 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer