Tosha
Guest
|
«Reply #180 on: April 09, 2006, 12:10:27 PM » |
|
band karo yeh sale is sale na nahi koi male humtum aab tun tun ho gaya nahi kisi fayde ke yeh sale
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
HumTum is back
Guest
|
|
«Reply #181 on: April 09, 2006, 12:13:40 PM » |
|
Tosha ji yeh sale na band karwao Dekho mujh pe koi ilzaam na lgao Mein to bikne ko kab se tiyaar hon Aap boli bdhao ya kissi aur ko lao !!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Tosha
Guest
|
|
«Reply #182 on: April 09, 2006, 12:22:24 PM » |
|
ghatya maal DEF main jaata hai jiski koi quality nahi wo RTM ho jata hai market main tum jo bikne aaye ho yeh mamla gumra aur dhokha dhadi ka hai
DEF=Date Expire Food(yaha Product) RTM= Return To Manufaturer
|
|
|
Logged
|
|
|
|
HumTum is back
Guest
|
|
«Reply #183 on: April 09, 2006, 12:30:48 PM » |
|
Kabhi iss maal ko aazmaa ke dekho Iske siwa na kissi aur product ka naam loge Jab lega koi iss product ka naam aap se Aap dil tham ke yun hi baith jaoge
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Tosha
Guest
|
|
«Reply #184 on: April 09, 2006, 12:34:56 PM » |
|
dekh chuke hai aazma ke aab to real report bhi de di police warent leke aayege humne tumhe warning hai de di
|
|
|
Logged
|
|
|
|
HumTum is back
Guest
|
|
«Reply #185 on: April 09, 2006, 12:37:51 PM » |
|
Hum phir bhi baaz aayege sale pe jayege Hume pta hai aap ne police mein report likhai hogi Ja ke zra Taandaar se puuch ke aayiga Tosha ji Humne usski bhi Ladki ptaaiii hogi
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Tosha
Guest
|
|
«Reply #186 on: April 09, 2006, 12:41:10 PM » |
|
iske saja to bahut kadi hogi aap ne aapne haath par tudwaye honge tabhi aap khatara hogey hai aab aar dino dino se aap ke boli nahi lagi
|
|
|
Logged
|
|
|
|
HumTum is back
Guest
|
|
«Reply #187 on: April 09, 2006, 12:43:41 PM » |
|
Ji nahi hum pakde nahi jate hai Tosha ji Aiseey kaam hum bahut safai se karte hai Jate hai hum jab kissi mashuka ke ghar Nazarien hamesha mouhale walon pe rakhte hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Tosha
Guest
|
|
«Reply #188 on: April 09, 2006, 12:50:43 PM » |
|
isse se yah zahir aaj hogaya aan ki hai nighayen kahi aur kahi aur aap marte hai nishana yeh to hai dokha dhadi ka zamana
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Tosha
Guest
|
|
«Reply #189 on: April 09, 2006, 12:50:43 PM » |
|
isse se yah zahir aaj hogaya aan ki hai nighayen kahi aur kahi aur aap marte hai nishana yeh to hai dokha dhadi ka zamana
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Tosha
Guest
|
|
«Reply #190 on: April 09, 2006, 12:51:22 PM » |
|
isse se yah zahir aaj hogaya aan ki hai nighayen kahi aur kahi aur aap marte hai nishana yeh to hai dokha dhadi ka zamana
|
|
|
Logged
|
|
|
|
chitra
Guest
|
|
«Reply #191 on: April 09, 2006, 02:14:36 PM » |
|
Kahi pe nigahe kahi pe nishana chhodo jee ab is ghatiya maal ko kya pana
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Tosha
Guest
|
|
«Reply #192 on: April 09, 2006, 02:26:47 PM » |
|
kya baat kahi hai dil kush ho raya is ghatiya maal ko distbin main phek diya
|
|
|
Logged
|
|
|
|
D K
Guest
|
|
«Reply #193 on: April 09, 2006, 09:54:18 PM » |
|
dil ko yakeen aa gaya ki isko pa nahi sakte hain tabhi aawaaaz aati hai .. ki angoor khatte hain
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Tosha
Guest
|
|
«Reply #194 on: April 10, 2006, 04:31:38 PM » |
|
aangoor chakhane chale yeh bhed ke roop main bhedriya hai ghathiya maal bazaar main laake shenshah kudko samajhte hai yeh baheroopiya hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|