ISHQ BHEE IK LAZMEE subject HONA CHAIYE

by Delicate_Doll on December 03, 2004, 01:41:10 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 2181 times)
Delicate_Doll
Guest
Reply with quote

AASHIQOON KO ISHQ MEIN perfect HONA CHAIYE.
ISHQ BHEE EK LAZMEE subject HONA CHAIYE.
LARKA JO ISHQ MEIN NAQAM HO AGAR
USE TU CLASS SE reject HONA CHAIYE
OR JISE ISHQ KERNA HEE NA AAI
USE PHIR ISHQ KA TEEKA inject HONA CHAIYE
LARKEON KO HUM PER REHAM KERNA CHAIYE
UNHE BHEE HAMAREE TARAF attract HONA CHAIYE
AASHIQOON K BHEE KUCH ASOOL HAIN JANAB
JINHE LAGO KERNE KO IK act HONA CHAIYE
AASHIQOON KO ISHQ MEIN perfect HONA CHAIYE
AISA ISHQ KERAIN K LARKI PER effect HONA CHAIYE
AASHIQ KE ZINDAGI TO ITNI HAI JANAB
K US KA DIL KISI LERKI K DIL SE connect HONA CHAIYE
AASHOQOON KO ISHQ MEIN PERFCET HONA CHAIYE
ISHQ BHEE IK LAZMEE subject HONA CHAIYE.

ISHQ BHEE IK LAZMEE subject HONA CHAIYE. :lol:  :lol:  :lol:
n/m
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Mera Hona Na Hona by Sonia01 in Shayri-E-Dard
ISHQ HONA THA by HUMA ALAM in Shayri for Khumar -e- Ishq
“ISHQ” ka hona kya hai…..!!! by sayani kuri in Ghazals
ISHQ MEN HAM BHEE ........................................SAINI by sksaini4 in Ghazals « 1 2 3  All »
udas hona or manana ishq hai by jeet jainam in Shayri for Khumar -e- Ishq
waheed_rose2004
Guest
«Reply #1 on: December 03, 2004, 01:47:22 PM »
Reply with quote
wah!!!! salma............. kaise maloom salma ashiq ishq mein perfect nahin hain  :lol:  :lol:    ladke to humesha attract hote hain ladkiyon per................:lol:
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #2 on: December 03, 2004, 01:52:14 PM »
Reply with quote
jise tum jise pagal hai to,
pata hi hona hai k ashiq ko....:lol:
lolzzzzzzzz
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #3 on: December 03, 2004, 01:57:30 PM »
Reply with quote
tumhare haath mein phool ya kaanta hai salma.....dikh to raha phool lekin lagta kuch aur hai........  :lol:
Logged
akela
Guest
«Reply #4 on: December 03, 2004, 02:55:57 PM »
Reply with quote
Usual Smile
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #5 on: December 04, 2004, 11:15:51 AM »
Reply with quote
Quote from: "waheed_rose2004"
tumhare haath mein phool ya kaanta hai salma.....dikh to raha phool lekin lagta kuch aur hai........  :lol:

kya diya hai tumne phool ya kaanta,
jo ek haath mein rokne nahin hota :lol:  :lol:  :lol:
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #6 on: December 04, 2004, 11:22:36 AM »
Reply with quote
CATEGORY OF AASHIQ

 "AMEER AASHIQ :
Main Bhee Kharidar Hoon Main Bhi Khareedon Gaa
Piyar Kahan Bikta Hai Pata Bata Doo ........

GHAREEB AASHIQ :
Sona Na Chandi Na Koi Mehal Jane-Mann
Tughko Me Day Sakoon Gaa ........

JHOOTA AASHIQ :
Kal Shab Dekha Main Ne Chand Jharokay Mein
Uss Ko Kia Salaam Tumharay Dhokay Mein ........

SACHAA AASHIQ:
Dil Hogaya Hai Tera Dewana Aab Koi Jachta Nahin
Naadan Hai Samaghta Nahin Binteray Rehta Nahin ........

KAMYAB AASHIQ:
O Kendi Hai Sayaan Main Teri Yaan ........

NAKAAM AASHIQ:
Inn Say Nain Mila Kay Dekho Ya Dhoka Bhee Kha Kay Dekho

CHALAAK AASHIQ :
Buss Bhai Buss Ziyada Baat Nahin Memsaab
Aaj Kay Baad Mulaqat Nahin Memsaab ........

MAJBOOR AASHIQ :
Izhar Bhee Mushkil Hai Kuch Kah Bhee Nahin Saktay
Majboor Hai Uff Allah Chup Rah Bhee Nahi Saktay ......

BUZDIL AASHIQ :
Me Tera Shehar Chour Jaoun Gaa ........

DHEETE AASHIQ :
Chahay Jiss Shehar Bhee Jaen Chahay Jiss Mulk Bhee Jaen
May Hi Mahiwal Hoon Tera Sohniye Tu Meri Gal sun ja ....

IZZAT DAR AASHIQ :
Teri Ruswayon Say Darta Hoon
Jub Teray Shehar Se Guzar Taa Hoon
n/m
====================================
Logged
Soheb_Khan
Guest
«Reply #7 on: December 04, 2004, 11:29:12 AM »
Reply with quote
jhakaaas ... salma tumne aashiqon par PhD kari hai kya yaar??  :wink:
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #8 on: December 04, 2004, 11:30:15 AM »
Reply with quote
ak saal ki mohabbat

 "jab tum se itifaqan meri nazar lari thi

kuch yaad aa raha hai shayad who JUNUARY thi
************************************************
dobara tum ko dekha tha maah-e-FEBRURY mein

chamki thi ek kiran si tab rah-e-zindagi mein
************************************************
kitna haseen zamana aaya tha MARCH lay kar

jaisay k tum kharay thay rastay pe tarch lay kar
***********************************************
is wakt meray hamdam APRIL chal raha tha

dunya bada rahi thi mosam badal raha tha
*************************************************
laken MAY jo aai jalnay laga zamana

her shaks ki zaban per tha ek yahi fasana
************************************************
dunya k der se tum nay badli theen nigahain

tha JUNE ka maheena lab pe theen garam aahain
**************************************************
phir yoon guzar gaya JULY ka maheena

ek dosray k rukh se poncha kiye paseena
************************************************
mah-e-AUGEST mein jab barsaat ho rahi thi

tab aasoonoon ki baarish din raat ho rahi thi
*************************************************
hai yaad mujh ko ab tak who mah tha SEPTEMBER

tark-e-wafa ka khat jab bheja tha tum nay likh ker
**************************************************
tum ghair ho rahay thay OCTOBER aa gaya tha

dunya badal chuki thi mosam badal chuka tha
*************************************************
jab aa gaya NOVEMBER aisi b raat aai

mujh se tumhain churaanay saj ker baraat aai
**********************************************
bay kaif tha DECEMBER jazbaat mar chukay thay

in hadsoon se meray armaan thiter chukay thay
************************************************
laken bataaon kiya main ab haal dosra hai

who saal dosra tha ye saal dosra hai
*********************************************
n/m
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #9 on: December 04, 2004, 11:37:03 AM »
Reply with quote
Quote from: "salma4u"
Quote from: "waheed_rose2004"
tumhare haath mein phool ya kaanta hai salma.....dikh to raha phool lekin lagta kuch aur hai........  :lol:

kya diya hai tumne phool ya kaanta,
jo ek haath mein rokne nahin hota :lol:  :lol:  :lol:

kabhi kabhi lagta tum mujhe de rahi ho.......lekin aisa nahin tum kisi ko bhi nahin de rahi ho.........  :lol:  bahot keemti hai salma....dekhna koi chura na  le.............  :lol:
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #10 on: December 04, 2004, 11:40:49 AM »
Reply with quote
Quote from: "waheed_rose2004"
Quote from: "salma4u"
Quote from: "waheed_rose2004"
tumhare haath mein phool ya kaanta hai salma.....dikh to raha phool lekin lagta kuch aur hai........  :lol:

kya diya hai tumne phool ya kaanta,
jo ek haath mein rokne nahin hota :lol:  :lol:  :lol:

kabhi kabhi lagta tum mujhe de rahi ho.......lekin aisa nahin tum kisi ko bhi nahin de rahi ho.........  :lol:  bahot keemti hai salma....dekhna koi chura na  le.............  :lol:

lolzzzzz waheed:lol:
agar koi iss churaya tooo :twisted:
ek ek ko bullet se udda doon gi :twisted:
lolzzzzzzzzzzzzhehe

---------------

bye n khuda haif .sab doston ko yaad kiya bolna  :lol:
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #11 on: December 04, 2004, 11:47:36 AM »
Reply with quote
Quote from: "salma4u"
ak saal ki mohabbat

 "jab tum se itifaqan meri nazar lari thi

kuch yaad aa raha hai shayad who JUNUARY thi
************************************************
dobara tum ko dekha tha maah-e-FEBRURY mein

chamki thi ek kiran si tab rah-e-zindagi mein
************************************************
kitna haseen zamana aaya tha MARCH lay kar

jaisay k tum kharay thay rastay pe tarch lay kar
***********************************************
is wakt meray hamdam APRIL chal raha tha

dunya bada rahi thi mosam badal raha tha
*************************************************
laken MAY jo aai jalnay laga zamana

her shaks ki zaban per tha ek yahi fasana
************************************************
dunya k der se tum nay badli theen nigahain

tha JUNE ka maheena lab pe theen garam aahain
**************************************************
phir yoon guzar gaya JULY ka maheena

ek dosray k rukh se poncha kiye paseena
************************************************
mah-e-AUGEST mein jab barsaat ho rahi thi

tab aasoonoon ki baarish din raat ho rahi thi
*************************************************
hai yaad mujh ko ab tak who mah tha SEPTEMBER

tark-e-wafa ka khat jab bheja tha tum nay likh ker
**************************************************
tum ghair ho rahay thay OCTOBER aa gaya tha

dunya badal chuki thi mosam badal chuka tha
*************************************************
jab aa gaya NOVEMBER aisi b raat aai

mujh se tumhain churaanay saj ker baraat aai
**********************************************
bay kaif tha DECEMBER jazbaat mar chukay thay

in hadsoon se meray armaan thiter chukay thay
************************************************
laken bataaon kiya main ab haal dosra hai

who saal dosra tha ye saal dosra hai
*********************************************
n/m

aisa mat karna salma.............ek saal ki mohabbat mein daag lag jaayega.........  :lol:
Logged
myheart_ursonly
Guest
«Reply #12 on: December 04, 2004, 11:59:14 AM »
Reply with quote
hehehehe

 :lol:  :lol:

Kabhi kehte the dost hamare ke
Jaan bhi mango to hajir hai
Aaj apni bivi ko jaan kehte hai
Aur mango to inkar karte hai

 Shocked
Logged
sufyan
Guest
«Reply #13 on: December 04, 2004, 05:08:36 PM »
Reply with quote
Quote from: "myheart_ursonly"
hehehehe

 :lol:  :lol:

Kabhi kehte the dost hamare ke
Jaan bhi mango to hajir hai
Aaj apni bivi ko jaan kehte hai
Aur mango to inkar karte hai

 Shocked

very nice salma,is topic ne to meri mushkil hi hal kardi,
ishq hai bahut lazmi par mehboob tum jaisa ho
mein tujhe hi mehboob mana hai pata nahin tera jawab kaisa ho
Logged
myheart_ursonly
Guest
«Reply #14 on: December 04, 2004, 05:17:27 PM »
Reply with quote
Zindagi ek phool hai aur mohabbat us ka shehed
Pyar Ek Dariya Hai, Aur Mehmoob uski sarhad

 Puzzled !
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 14, 2024, 04:15:11 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.111 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer