Itihaas pariksha (history test)

by rohit30002 on May 30, 2005, 11:37:01 AM
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 10549 times)
rohit30002
Guest
Reply with quote
please pura padiyega

Itihaas pariksha thi us din........
Chinta se hardya dhadkta tha........
The bure shagun ke ghar se bahar niklte hi.......
Baya nain phadkta tha......

Jitne prashan maine yaad kiye .......
Unmein se aadhe yaad hue.............
Unmein se bhi aadhe yun hi ...........
College jaate jaate barbaad hue............

Tum 8 minute ho late........
Dwar pe khade dwarpal ne jab batlaya..............
Main mail train ki tarah dorta ............
Kamare ke bhitar aaya...........

Parcha haath mein pakad liya..........
Sar chakraya, chhaya andkar, sar jhoom gaya.............

Yeh 100 number ka parcha tha ............
Jinmein 2 ki aas nahi................
Chahe palat jaaye dunia magar...................
Ho sakta main paas nahi.......................

Aankh mund kar baith gaya...............
bola hey bhagwan kirpa kar do..............
in parshno ke uttar .................
mere andar thus-thus bhar do..............

Ambar futa aayi gagan se gahriu aawaj.......

hey murkh vyarth kyon rota hai...............
aankh uthakar idhar dekh................

mere andar ke dwar khule................
parche pe chali yun kalam chanchal ..................
jis tarah chalta hai .....................
khet ki chhati pe kisan ka hal......................

likh diya maine.............
likh diya maine.............

likh diya maine.............
 panipat ka dusra vishwa yudh saawan mein..................
jaapan jarman ke bich hua san 1857 mein................
likh diya maine...........

likh diya maine..............
mahtma budh gandhi ji ke chele the.......................
bachpan mein wo unke saath aankh micholi khele the............
likh diya maine............

likh diya maine.............
mohammad gori ne rana ko run mein 10 baar haraya tha..........
mohammad gori ne hind mahasagar america se transport karke mangwaya tha...............
likh diya maine...........

Is tarah anokhe bhawo ke ..............
Chhute vishwa fawware...............
Jo jo prashan yaad nahi the...............
Wo bhi copy pe de maare..............

Jab copy nirishak(teacher) ka paas check hone jaati hai........
Ho gaya nirikshak pagal sa ............
mere uttaro ko dekh dekh...............
bola in sab baccho mein ................
honhaar hai bas yahi ek....................

Sabke parche phaik diye ...............
mere uttar chhant liye....................
00 number dekar saale ne...........
saare number kaat liye..........
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
history by unicorn_girl in Technology & Computers
SMS HISTORY by neeraj_ninu in SMS , mobile & JOKES
Aisi Mohabbat Ki Itihaas Banugi by Devdas_online in Shayari-ae-bewafai in Punjabi
Aisi Mohabbat Kya Itihaas Banegi by Devdas_online in Shayeri for Dard -e- Bewafai
itihaas (CSET) by MANOJ6568 in Shayri for Khumar -e- Ishq
Delicate_Doll
Guest
«Reply #1 on: May 30, 2005, 12:00:56 PM »
Reply with quote
lol..lo aapne 1st he bol diya pura padne ko...
to meine nahin padha shayaad mast he hoga... :p
Logged
rohit30002
Guest
«Reply #2 on: May 30, 2005, 12:04:22 PM »
Reply with quote
Quote from: "salma4u"
lol..lo aapne 1st he bol diya pura padne ko...
to meine nahin padha shayaad mast he hoga... :p

salma ji ye acchi baat nahi hai ...........
pura pade bina reply karna sahi nahi hota..............
aapne reply to kar hi diya to plz ab pad bhi lijiye.............
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #3 on: May 30, 2005, 12:14:38 PM »
Reply with quote
arey arey arey ye aapne humein kya bol diya...
theek hai theek hai padh he lete hain apki k liye...
Logged
tushar_4u_im
Guest
«Reply #4 on: May 31, 2005, 04:58:55 AM »
Reply with quote
Quote from: "rohit30002"
please pura padiyega

Itihaas pariksha thi us din........
Chinta se hardya dhadkta tha........
The bure shagun ke ghar se bahar niklte hi.......
Baya nain phadkta tha......

Jitne prashan maine yaad kiye .......
Unmein se aadhe yaad hue.............
Unmein se bhi aadhe yun hi ...........
College jaate jaate barbaad hue............

Tum 8 minute ho late........
Dwar pe khade dwarpal ne jab batlaya..............
Main mail train ki tarah dorta ............
Kamare ke bhitar aaya...........

Parcha haath mein pakad liya..........
Sar chakraya, chhaya andkar, sar jhoom gaya.............

Yeh 100 number ka parcha tha ............
Jinmein 2 ki aas nahi................
Chahe palat jaaye dunia magar...................
Ho sakta main paas nahi.......................

Aankh mund kar baith gaya...............
bola hey bhagwan kirpa kar do..............
in parshno ke uttar .................
mere andar thus-thus bhar do..............

Ambar futa aayi gagan se gahriu aawaj.......

hey murkh vyarth kyon rota hai...............
aankh uthakar idhar dekh................

mere andar ke dwar khule................
parche pe chali yun kalam chanchal ..................
jis tarah chalta hai .....................
khet ki chhati pe kisan ka hal......................

likh diya maine.............
likh diya maine.............

likh diya maine.............
 panipat ka dusra vishwa yudh saawan mein..................
jaapan jarman ke bich hua san 1857 mein................
likh diya maine...........

likh diya maine..............
mahtma budh gandhi ji ke chele the.......................
bachpan mein wo unke saath aankh micholi khele the............
likh diya maine............

likh diya maine.............
mohammad gori ne rana ko run mein 10 baar haraya tha..........
mohammad gori ne hind mahasagar america se transport karke mangwaya tha...............
likh diya maine...........

Is tarah anokhe bhawo ke ..............
Chhute vishwa fawware...............
Jo jo prashan yaad nahi the...............
Wo bhi copy pe de maare..............

Jab copy nirishak(teacher) ka paas check hone jaati hai........
Ho gaya nirikshak pagal sa ............
mere uttaro ko dekh dekh...............
bola in sab baccho mein ................
honhaar hai bas yahi ek....................

Sabke parche phaik diye ...............
mere uttar chhant liye....................
00 number dekar saale ne...........
saare number kaat liye..........

BAHUT AACHA LIKHA HAI,...

I HOPE AAISA KABHI NA HUA HOGA TUMHARE SATH,...
Logged
rohit30002
Guest
«Reply #5 on: May 31, 2005, 07:58:28 AM »
Reply with quote
Quote from: "salma4u"
arey arey arey ye aapne humein kya bol diya...
theek hai theek hai padh he lete hain apki k liye...

Thanks salma ji hamare liye padne ke liye
Logged
rohit30002
Guest
«Reply #6 on: May 31, 2005, 07:59:35 AM »
Reply with quote
Quote from: "tushar_4u_im"

Firstly to thanks........aur tushar ji aisa mere saath kabhi nahi hua........
Logged
janu_anu
Guest
«Reply #7 on: May 31, 2005, 08:07:39 AM »

kuch jayda hi funny ho gaya but really good
Logged
rohit30002
Guest
«Reply #8 on: May 31, 2005, 09:16:15 AM »
Reply with quote
Quote from: "janu_anu"

thanks anu
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #9 on: May 31, 2005, 05:49:14 PM »
Reply with quote
Quote from: "rohit30002"
Quote from: "salma4u"
arey arey arey ye aapne humein kya bol diya...
theek hai theek hai padh he lete hain apki k liye...

Thanks salma ji hamare liye padne ke liye

haan haan padh liya hai...
kya karein padne ko bola hai...
waise to itni lambi cheez padhna boring hai...
Logged
rohit30002
Guest
«Reply #10 on: June 02, 2005, 10:19:02 AM »
Reply with quote
Quote from: "salma4u"
Quote from: "rohit30002"
Quote from: "salma4u"
arey arey arey ye aapne humein kya bol diya...
theek hai theek hai padh he lete hain apki k liye...

Thanks salma ji hamare liye padne ke liye

haan haan padh liya hai...
kya karein padne ko bola hai...
waise to itni lambi cheez padhna boring hai...

Thanks salma ji
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #11 on: June 02, 2005, 01:23:20 PM »
Reply with quote
ufffff kya karein padha padha kar mera sar aise dola...
aur mein padh ke gaane lagi dola re dola ..sar mere dola... :p
Logged
rohit30002
Guest
«Reply #12 on: June 04, 2005, 03:36:52 PM »
Reply with quote
Quote from: "salma4u"
ufffff kya karein padha padha kar mera sar aise dola...
aur mein padh ke gaane lagi dola re dola ..sar mere dola... :p

Are salma ji jab tumhara sar khaali hai to main ismein kya kar sakta hoon.  khaali chij dolti hi hai.
Logged
khoobsurat_subah
Guest
«Reply #13 on: June 05, 2005, 11:04:28 AM »
Reply with quote
khali dabba khali botal khali DIMAG
wow ........le le mere yaar khali hai sab sansaar
Logged
rohit30002
Guest
«Reply #14 on: June 05, 2005, 12:22:47 PM »
Reply with quote
Quote from: "khoobsurat_subah"
khali dabba khali botal khali DIMAG
wow ........le le mere yaar khali hai sab sansaar

aur khali khoobsurat ki khopdi..........kyonkii...........
are yaar khali dimag nahi hota khopdi hoti hai.............. :idea:
Logged
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 09:46:31 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.124 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer