Devdas_online
Guest
|
«Reply #60 on: March 06, 2006, 04:53:24 AM » |
|
Jab se begum ne mujhe murga bana rakha hai Main ne nazroon ki tarha sir bhi jhuka rakha hai
Bartano! Aaj merey sir pe barastey kyoN ho Main ne tum ko to hamesha se dhula rakha hai
Pehley Belen ne banaya tha merey sir pe Ghomer aur ab Chimtey ne mera gaal saja rakha hai
Sarey kaprey to jala daley hain begum ne tan chupaney ko Banyan phata rakha hai
Wahi Dunya main muqadder ka Sikander yahan Tehra Jis ne khod ko abhi Shaadi se bacha rakha hai
Pee ja is maar ki talkhi ko bhi hans kar Maar khaney main bhi Qudrat ne maza rakha hai ek taraf mandir mein roz subah bhagwan ke aage prarthana karti hain, doosri taraf apne pati parmeshwar ko belan se maarti hain
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
anand_modani
Guest
|
|
«Reply #61 on: March 06, 2006, 07:17:09 AM » |
|
pati belan se pitne ke aadi hai kal toot gayi thi belan pit te pit te isliye to aaj nayi belan laadi hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
desikuri
Guest
|
|
«Reply #62 on: March 13, 2006, 09:53:23 AM » |
|
Jab se begum ne mujhe murga bana rakha hai Main ne nazroon ki tarha sir bhi jhuka rakha hai
Bartano! Aaj merey sir pe barastey kyoN ho Main ne tum ko to hamesha se dhula rakha hai
Pehley Belen ne banaya tha merey sir pe Ghomer aur ab Chimtey ne mera gaal saja rakha hai
Sarey kaprey to jala daley hain begum ne tan chupaney ko Banyan phata rakha hai
Wahi Dunya main muqadder ka Sikander yahan Tehra Jis ne khod ko abhi Shaadi se bacha rakha hai
Pee ja is maar ki talkhi ko bhi hans kar Maar khaney main bhi Qudrat ne maza rakha hai ek taraf mandir mein roz subah bhagwan ke aage prarthana karti hain, doosri taraf apne pati parmeshwar ko belan se maarti hain pati kaam hi aisa karta hai ki marna padta hai woh rooz peekar aye to use daantna padta hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
mili_genie
Guest
|
|
«Reply #63 on: March 13, 2006, 12:26:21 PM » |
|
hamari begum kuch aisee hai Jaise khilta gulaab Jaise shaayar ka khwaab Jaise ujli kiran Jaise van mein hiran Jaise chaandni raat Jaise naghme ki baat Jaise mandir mein ho ek jalta diya --
--
--
are hatt fekne ki bhi ek had hoti hai.....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khushikhn
Guest
|
|
«Reply #64 on: March 18, 2006, 02:22:17 PM » |
|
Bhooladey un ko samaljaa aye dil... Aapney hi humarey nahi huwey tho gairo ka kiya bharousa...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
waheed_rose2004
Guest
|
|
«Reply #65 on: March 24, 2006, 11:14:04 AM » |
|
Jab se begum ne mujhe murga bana rakha hai Main ne nazroon ki tarha sir bhi jhuka rakha hai
Bartano! Aaj merey sir pe barastey kyoN ho Main ne tum ko to hamesha se dhula rakha hai
Pehley Belen ne banaya tha merey sir pe Ghomer aur ab Chimtey ne mera gaal saja rakha hai
Sarey kaprey to jala daley hain begum ne tan chupaney ko Banyan phata rakha hai
Wahi Dunya main muqadder ka Sikander yahan Tehra Jis ne khod ko abhi Shaadi se bacha rakha hai
Pee ja is maar ki talkhi ko bhi hans kar Maar khaney main bhi Qudrat ne maza rakha hai ek taraf mandir mein roz subah bhagwan ke aage prarthana karti hain, doosri taraf apne pati parmeshwar ko belan se maarti hain pati kaam hi aisa karta hai ki marna padta hai woh rooz peekar aye to use daantna padta hai pati to parmeshwar hota hai phir kyon tere joote khaat hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
D K
Guest
|
|
«Reply #66 on: March 24, 2006, 08:52:28 PM » |
|
pati to patniyon ka parmeshwar hota hai joote maar khana to biwi ka farz hota hai sharab pi bhi agar aaye patidev 1 peg aur bana ke dena patni ka farz hota hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
desikuri
Guest
|
|
«Reply #67 on: April 03, 2006, 08:03:56 AM » |
|
patni ka pati ko belan se maarna farz hota hai pati ka patni par bahut sara karz hota hai gar pati sharab pe kar aye to patni ka usse khoob marna farz hota hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Gesu
|
|
«Reply #68 on: April 03, 2006, 08:12:25 AM » |
|
Pati jo peeye sharaab kar do uski haalatt kharaab, Maikhane ka raasta woh bhool jaaye kar do aisi uski yaadaash, Na pee paayega sharaab na khayega fir woh kabab Jab maar khane se padh jaayegi haddiyon mein daraar... :D
|
|
|
Logged
|
|
|
|
desikuri
Guest
|
|
«Reply #69 on: April 03, 2006, 08:17:17 AM » |
|
sahi kaha tumne
pati ko padegi maar agar piyega woh sharaab aur khayega kebaab
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Rajbir
Guest
|
|
«Reply #70 on: April 03, 2006, 08:19:24 AM » |
|
pati ko yun mat maaro use pyar se pukaro
|
|
|
Logged
|
|
|
|
desikuri
Guest
|
|
«Reply #71 on: April 03, 2006, 08:20:32 AM » |
|
pyar to woh bhool gya hai isiliye to maar kha raha hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
desikuri
Guest
|
|
«Reply #72 on: April 03, 2006, 10:42:03 AM » |
|
mujhe bhi yaad hai tera woh dhoom hilana fir baad mein master se maar khana aur jor jor se rone lag jana aur fir mahine mahine na nahana
|
|
|
Logged
|
|
|
|
desikuri
Guest
|
|
«Reply #73 on: April 04, 2006, 09:20:46 AM » |
|
theek se pad tere liye likha hai are yaartera to har kehna feeka hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
desikuri
Guest
|
|
«Reply #74 on: April 06, 2006, 11:14:13 AM » |
|
haila isne mujhe jaan hai bola aaj pehli baar isne apna dil hai khola
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|