Delicate_Doll
Guest
|
«Reply #15 on: September 08, 2005, 12:58:54 PM » |
|
hmm
Haan hum thode sachi muchi naraz toh the.. but wob toh beethi baatein hogai hai ... ab naraz reh kar hume kyun mood off rakna hai.. pani ki kaami toh hai yahan pe ... lekin aaj kal yahan barsat bhi hoti hai... aur BOND saheb ke liye aap thoda pani supply kar dena...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
samnoj
General Patrol
Mashhur Shayar
Rau: 1
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:19 days, 10 hours and 36 minutes.
always smile
Posts: 15216 Member Since: Aug 2004
|
|
«Reply #16 on: September 08, 2005, 01:02:11 PM » |
|
to theek hai
raju ke liye to ek balti paani kya sara dariya baha du ha lekin der hai ki kahi raju hi na bah jaye
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Delicate_Doll
Guest
|
|
«Reply #17 on: September 08, 2005, 01:10:22 PM » |
|
lol
ye aap kya kya supply karte hain... pani ke naam se kahin jaam to nahin hai...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
bond
Guest
|
|
«Reply #18 on: September 08, 2005, 01:12:25 PM » |
|
tu chinta na kar bhai mein tairna jaanta hu.... intni chinta karta hai tabhi tujhe bhai maanta hu...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
samnoj
General Patrol
Mashhur Shayar
Rau: 1
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:19 days, 10 hours and 36 minutes.
always smile
Posts: 15216 Member Since: Aug 2004
|
|
«Reply #19 on: September 08, 2005, 01:13:20 PM » |
|
jaam to sirf maikhane me milta hai lekin aaj kal waha bhi kangali hai apna saaki hi nahi to maikhane ka kya ab waha sirf uski yaad aati hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nafrate_husn
Guest
|
|
«Reply #20 on: September 08, 2005, 01:21:30 PM » |
|
Arrrrrrrrrrrr Ruko Ruko Jaam pe jaam tum bahaye jaa rahe ho Is Mauke pe Nafrat ko bhoole jaa rahe ho Arrr hum ab aa gaye hai Ab kuch bhi ho anjaam Takraaenge ab jaam se jaam
|
|
|
Logged
|
|
|
|
samnoj
General Patrol
Mashhur Shayar
Rau: 1
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:19 days, 10 hours and 36 minutes.
always smile
Posts: 15216 Member Since: Aug 2004
|
|
«Reply #21 on: September 08, 2005, 01:29:14 PM » |
|
tere jaam se takraya mera jaam ab zameen pe pada ha hum dono ka jaam
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nafrate_husn
Guest
|
|
«Reply #22 on: September 08, 2005, 01:38:31 PM » |
|
Jameen pe pada hai hum dono ka jaam To uthao aur ho jayee aapke naam
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Delicate_Doll
Guest
|
|
«Reply #23 on: September 09, 2005, 10:11:05 AM » |
|
ye maikhana aap log ne yahan kyun khol diya... kya maikhane mein aap ko pa-bandi laga diya...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
samnoj
General Patrol
Mashhur Shayar
Rau: 1
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:19 days, 10 hours and 36 minutes.
always smile
Posts: 15216 Member Since: Aug 2004
|
|
«Reply #24 on: September 10, 2005, 12:08:41 PM » |
|
maikhane me to koi pabandi nahi hai lekin waha pilane wala saaki bhi nahi hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Delicate_Doll
Guest
|
|
«Reply #25 on: September 12, 2005, 12:16:31 PM » |
|
maikhane pe aap jo toh sahi... koi mil he jayega aapka saaki...
ye kya yahan ek aur itna bada dracula aa gaya poora ka poora page inhone kabzaa kar liya
|
|
|
Logged
|
|
|
|
samnoj
General Patrol
Mashhur Shayar
Rau: 1
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:19 days, 10 hours and 36 minutes.
always smile
Posts: 15216 Member Since: Aug 2004
|
|
«Reply #26 on: September 12, 2005, 12:21:57 PM » |
|
kyu yaha koi peene me pabandi hai kya?
zindaghi sharaab ho jaye ye jawani sharaab ho jaye saari dunya ho maikada ya rab saara paani sharaab ho jaye
tum itna bada kyu avtaar laga rahe ho kyun humaare saathiyo ko dara rahe ho
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Delicate_Doll
Guest
|
|
«Reply #27 on: September 12, 2005, 12:33:30 PM » |
|
sarab mein coke mila ke peete ho... khud ko tum kyun sharabi kehte ho...
wo avatar laga ke gayab ho gaya hain... unke avart ke size se sab bhaag gaye hain
|
|
|
Logged
|
|
|
|
samnoj
General Patrol
Mashhur Shayar
Rau: 1
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:19 days, 10 hours and 36 minutes.
always smile
Posts: 15216 Member Since: Aug 2004
|
|
«Reply #28 on: September 12, 2005, 12:38:52 PM » |
|
tum to her baat ki khaber rakhte ho kya kabhi tum bhi humara jaam bharte ho
avtaar ke siwa aur kuch dikhta hi nahi lagta hai shayed isi liye wo bhaag gaya
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Delicate_Doll
Guest
|
|
«Reply #29 on: September 12, 2005, 12:50:59 PM » |
|
kabar toh hum kabhi apne aapki rakte nahin... kya aap ne aaj ka akbar padha nahin...
aane do woh bande ko yahan par ... lete hain uski avtar ki yahan pe kabar...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|