sksaini4
Ustaad ae Shayari
Rau: 853
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414 Member Since: Apr 2011
|
|
|
Jis roz se zulfoN meN teree qaid hua hooN. Joode se tere jooeN maiN chug-chug ke thakaa hooN.
Pit-pit ke haseenoN se maiN jeloN meN sadaa hooN. Kal shaam se maiN zaatee muchalke pe rihaa hooN.
Kyaa rang ho kyaa roop ho mujhko naheeN matlab. Dunyaa kee maiN har ek hee soorat pe fidaa hooN.
Mere sabhee saathee bane haiN aaj pitaaji. Bas aaj akelaa hee kunaaraa maiN bachaa hooN.
HaathoN meN hinaa mere bhee lag jaaye kisee roz. SaaloN se maiN bas ik isee koshish meN lagaa hooN.
Sajde kiye haiN maine zamaane meN sabhee ke. Sab ke hee magar paawN se thukraayaa gayaa hooN.
Too hee bataa ‘saini’ bhalaa kyaa mujh meN kamee hai. Soorat se bhee seerat se bhee maiN achhaa bhalaa hooN.
Dr.Surendra Saini
जिस रोज़ से ज़ुल्फ़ों में तेरी क़ैद हुआ हूँ |
जूडे से तेरे जूएँ मैं चुग -चुग के थका हूँ ||
पिट -पिट के हसीनों से मैं जेलों में सड़ा हूँ |
कल शाम से मैं ज़ाती मुचलके पे रिहा हूँ ||
क्या रंग हो क्या रूप हो मुझको नहीं मतलब |
दुन्या की मैं हर एक ही सूरत पे फ़िदा हूँ ||
मेरे सभी साथी बने हैं आज पिताजी |
बस आज अकेला ही कुँआरा मैं बचा हूँ ||
हाथों में हिना मेरे भी लग जाए किसी रोज़ |
सालों से मैं बस इक इसी कोशिश में लगा हूँ ||
सजदे किये हैं मैंने ज़माने में सभी के |
सब के ही मगर पावँ से ठुकराया गया हूँ ||
तू ही बता ‘सैनी'भला क्या मुझ मे कमी है |
सूरत से भी सीरत से भी मैं अच्छा भला हूँ ||
डा० सुरेन्द्र सैनी
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
gaytri gupta
Guest
|
|
«Reply #1 on: September 25, 2012, 07:56:35 AM » |
|
wah wah wah ....kya khoob likha hai Saini ji ....bahut acha laga...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
anmolarora
Guest
|
|
«Reply #2 on: September 25, 2012, 07:59:19 AM » |
|
bahut khub bahut khub
|
|
|
Logged
|
|
|
|
anmolarora
Guest
|
|
«Reply #3 on: September 25, 2012, 08:00:50 AM » |
|
very nice
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Sanjeev kash
Guest
|
|
«Reply #4 on: September 25, 2012, 08:07:39 AM » |
|
wah wah Dr. Sahab Kaya baat Kaya Baat Kaya Baat...........
|
|
|
Logged
|
|
|
|
adil bechain
Umda Shayar
Rau: 161
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:31 days, 18 hours and 24 minutes.
Posts: 6552 Member Since: Mar 2009
|
|
«Reply #5 on: September 25, 2012, 08:15:32 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
mkv
Guest
|
|
«Reply #7 on: September 25, 2012, 08:43:43 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nandbahu
Mashhur Shayar
Rau: 122
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:20 days, 4 hours and 11 minutes.
Posts: 14553 Member Since: Sep 2011
|
|
«Reply #8 on: September 25, 2012, 08:56:27 AM » |
|
wah wah saini ji, kya khoob likha hai aapne, lajavab
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
saahill
Mashhur Shayar
Rau: 86
Offline
Waqt Bitaya:147 days, 20 hours and 6 minutes.
Posts: 18629 Member Since: Jun 2009
|
|
«Reply #10 on: September 25, 2012, 10:48:42 AM » |
|
bohut khub saini sir
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
Kaushal Sharma
Guest
|
|
«Reply #12 on: September 25, 2012, 11:29:34 AM » |
|
Jis roz se zulfoN meN teree qaid hua hooN. Joode se tere jooeN maiN chug-chug ke thakaa hooN.
Pit-pit ke haseenoN se maiN jeloN meN sadaa hooN. Kal shaam se maiN zaatee muchalke pe rihaa hooN.
Kyaa rang ho kyaa roop ho mujhko naheeN matlab. Dunyaa kee maiN har ek hee soorat pe fidaa hooN.
Mere sabhee saathee bane haiN aaj pitaaji. Bas aaj akelaa hee kunaaraa maiN bachaa hooN.
HaathoN meN hinaa mere bhee lag jaaye kisee roz. SaaloN se maiN bas ik isee koshish meN lagaa hooN.
Sajde kiye haiN maine zamaane meN sabhee ke. Sab ke hee magar paawN se thukraayaa gayaa hooN.
Too hee bataa ‘saini’ bhalaa kyaa mujh meN kamee hai. Soorat se bhee seerat se bhee maiN achhaa bhalaa hooN.
Dr.Surendra Saini
जिस रोज़ से ज़ुल्फ़ों में तेरी क़ैद हुआ हूँ |
जूडे से तेरे जूएँ मैं चुग -चुग के थका हूँ ||
पिट -पिट के हसीनों से मैं जेलों में सड़ा हूँ |
कल शाम से मैं ज़ाती मुचलके पे रिहा हूँ ||
क्या रंग हो क्या रूप हो मुझको नहीं मतलब |
दुन्या की मैं हर एक ही सूरत पे फ़िदा हूँ ||
मेरे सभी साथी बने हैं आज पिताजी |
बस आज अकेला ही कुँआरा मैं बचा हूँ ||
हाथों में हिना मेरे भी लग जाए किसी रोज़ |
सालों से मैं बस इक इसी कोशिश में लगा हूँ ||
सजदे किये हैं मैंने ज़माने में सभी के |
सब के ही मगर पावँ से ठुकराया गया हूँ ||
तू ही बता ‘सैनी'भला क्या मुझ मे कमी है |
सूरत से भी सीरत से भी मैं अच्छा भला हूँ ||
डा० सुरेन्द्र सैनी
Wah wah wah wah wah wah wah wah wah kya baat hain saini sahab apke kalam ko padkar udash chehre aaj mushukurhaat ka khummar chaa gaya big wala thanks Sani sahab ......!!~
|
|
|
Logged
|
|
|
|
F.H.SIDDIQUI
Guest
|
|
«Reply #13 on: September 25, 2012, 12:44:56 PM » |
|
Bahut khoob , Saini bhai . Meri har ghazal mein meri jawaani ko koste thhe , Chaliye aaj dil ki baat zubaan per aa hi gai .Theek bhi hai , kahaan tak aadmi sabr kare ... Lekin khayal rahe deewaron ke bhi kaan hote hain . Kahin bhabhi ji aas paas to nahi hain.....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
|