nafrate_husn
Guest
|
Jindagi me kabhi kushi to kabhi Gam hai yaaro Gamo se darna mat issi me Aanand hai yaaro Dukh bina Sukh kis kaam ka Sukh Dukh to ek Sikke ke to Pahlu hain yaaro Zindagi me dukho se ghabrana mat yaaro Hum Sab Saath saath hai YoIndia me yaaro gamo ko kabhi Chupate nahi hain yaaro Hanste raho Hansaate raho yehi Zindagi ka asli kaam hai pyaaro!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
Devdas_online
Guest
|
|
«Reply #1 on: June 24, 2005, 05:30:25 AM » |
|
sahi kaha nafrate,
kabhi khushi kabhi gam, teri baat mein hai bahut dam
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nafrate_husn
Guest
|
|
«Reply #2 on: June 24, 2005, 05:39:07 AM » |
|
Thank u Deva
Dil bahlane ke liye kar lete hain kuch Sayari Buro ko lagti buri Acchoo ko lagti pyaariiiiiiii
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Devdas_online
Guest
|
|
«Reply #3 on: June 24, 2005, 05:43:10 AM » |
|
Buro ko lagti buri Acchoo ko lagti pyaariiiiiiii, acchi baatein sirf ladkon ko hain pyaariiiiiiiiii
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nafrate_husn
Guest
|
|
«Reply #4 on: June 24, 2005, 05:57:29 AM » |
|
acchi baatein sirf ladkon ko hain pyaariiiiiiiiii in ladkiyon ne hai yoIndia me buri nazar daalii Inka dimaag hai bilkul khaaaliiiii
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sanjaykattimani
Guest
|
|
«Reply #5 on: June 24, 2005, 06:05:28 AM » |
|
yahaan sab ko shayari se zyada hai ladai pyari.. Ladkon aur ladkiyon ko rakhna hai yeh jaari...
Lage raho... :twisted:
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nafrate_husn
Guest
|
|
«Reply #6 on: June 24, 2005, 07:53:18 AM » |
|
yahaan sab ko shayari se zyada hai ladai pyari.. Ladkon aur ladkiyon ko rakhna hai yeh jaari... =================================
Tum chinta na karo dost ye ladai hai jaari... ab ye kamaan hum ne hai Sambhali....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nafrate_husn
Guest
|
|
«Reply #7 on: June 24, 2005, 08:09:54 AM » |
|
kabhi kushi kabhi gam Ladkiyaan ho gayee hain Naram Hum to pee rahe hain Rum Ladkiyaan bana rahi hai khana garam garam
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Kashish786
Guest
|
|
«Reply #8 on: June 24, 2005, 11:32:07 AM » |
|
tadpaati hain yaadein aur berang hain nigahein apne dil ke zakhm, kis kis ko mai deekhaoon
teri bewafai ko log kehte hain teri majboori mai apni majboorian kahan tak ginaoon
meri wafaon ka mujhe ye sila mila hai muffat mei huey badnaam aur dil chhalni hua hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nafrate_husn
Guest
|
|
«Reply #9 on: June 24, 2005, 11:54:14 AM » |
|
Wah Wah Kasish ji Bahoot khoob likha hai :D :D :D :D
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Ladke_hain_duffer
Guest
|
|
«Reply #10 on: June 24, 2005, 05:12:01 PM » |
|
kabhi kushi kabhi gam Ladkiyaan ho gayee hain Naram Hum to pee rahe hain Rum Ladkiyaan bana rahi hai khana garam garam kabhi khushi kabhi gam nafrat ki chair ke neech hum lagayenge bum bechare ka nikal jayega dum fir na yeh khaye ga khana aur na peeyega rum :evil:
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nafrate_husn
Guest
|
|
«Reply #11 on: June 27, 2005, 02:53:14 AM » |
|
Duffer
kabhi khushi kabhi gam nafrat ki chair ke neech hum lagayenge bum bechare ka nikal jayega dum fir na yeh khaye ga khana aur na peeyega rum ===============================
Wah Wah Duffer kya khoob lokha hai Ab meri bhi sunte jao
kabhi khushi kabhi gam Ladkiyon tumhare hain bade bure KARAM Khuda ko bhi aati hai tum pe SHARAM Khuda karega tum pe aisa JULAM bhool jaawogi is duniya me lena JANAM
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nafrate_husn
Guest
|
|
«Reply #12 on: July 06, 2005, 09:59:58 AM » |
|
Lagta hai sabka nikal gaya dum Koi aa nahi raha Uoon to akele mar jaayenge Hum
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sabreena
Guest
|
|
«Reply #13 on: July 06, 2005, 01:50:49 PM » |
|
abey ab tu sun be..........
kabhi khushi kabhi gham tere muh per do ghoosy marenge ham teri batteesi kharab kernege ham tujhe maar maar ker adhmara kernege ham teri rahoon mein kaate bicha denge ham tujhe poori tarhan se barbaad kernege ham fir dharti per aany se pehle sochge ki lo ya na lun wapis janam............................
|
|
|
Logged
|
|
|
|
panks
Guest
|
|
«Reply #14 on: July 06, 2005, 03:50:40 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|